Account ki safety kinu zarori hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account ki safety kinu zarori hay?
    Trading account ki safety kinu zarori hay es key bary me hamy zaror discus karna chaye aur senior traders se meri request hay key wo account ki safety key bary me new members key sath apna expernice share karen,

    Trading account ko safe rakna me es ley zarori samjta hon key agar loss ho jaye to hamara zeyda time loss ko recover karny me guzar sakta hay aur agar account safe rahy to ham profit bahot jald earn kar sakty hey, loss ko recover karny me time zaya karny se acha hay key ham apny trading account balance ki safety ka khayal karen aur es ko yakeeni banaye key hamara account har condition me hi safe rahy es me loss nahi hona chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account ki safety kinu zarori hay?

    hamy account bana kar take profit ko use karna ho ga pher he hamara account safe rah saky gy or hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary muamlik sahmil hain forex aik bahteren busienss hain is mai studnets be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hm is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar skay gy forex aik amm busienss ke nisbat acha business hain hum garmai bath kar is mai asane y kam kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Account ki safety kinu zarori hay?

      dear trading account ko safe rakhna is liye zaruri hota hay k jub hmaray pass koi weapon he nai hoga to ham koi jung kaisay fight karaingay jub tak haamra account safe hay tab tak ham ko lose ho ya earnng ho hamko koi fark nai parta hay is liye account ko safe rakhnay k liye markeet main kam say kam lots ka use sab say better hay aur agar ham kam say kam lots ka use krtay hain to zahir hay k ham markeet main koi lalach bhi nai karaingay aur markeet main har ik trade k badlay main ham lose say chutkara hasil krtay jayengay aur ham success hotay jayengay.
      • #4 Collapse

        Re: Account ki safety kinu zarori hay?

        Dear ap k pass account safe ho ga to ap ais market mai kaam kar k profit bana sakty hai kun k ais market mai agar ap ne dekha ho to ap ko ais mai kaam karny k liay apny account par sirf atna risk lena hota hai jitna ap apny account par asani se loss bardast kar saky kun k ais market mai agar ap ne kamyab hona hai to ap ne ais market mai money management k hisab se kaam karna hai agar ap ais market mai zayda risk lety hai to ap ko ais market mai bahot hi zayda loss hota hai ais market mai ap ko apni trading strategy k hisab se kaam karna hota hai aor ais market mai her trade k sath take profit aor stop loss lagana chaye ais se ap ko ye faida hota hai k ap ki trade safe hoti hai aor ap ko ais mai loss atna zayda ni hota.
        • #5 Collapse

          Re: Account ki safety kinu zarori hay?

          Pak forex forum kay saath attached real trading account ki safety iss liye zaroori hai kay iss mai forum members jo trading kertay hain unki bohat saari mehnat involve hoti hai. Trading ka balance poora month posts aur thanks ki wajah say milta hai jo trading mai use ker kay profit withdraw kia jaa sakta hai. Iss ka matlab hua kay agar trading mai account safe rahey ga tou profit hoga jiss say members ko bhi apni mehnat ka faida hoga. Agar account loss mai jaey ga tou pehlay uss loss ko recover kerna parey ga phir profit gain kerna hoga.

          Trading account ki safety rakhnay ka best tareeka yeh hai kay aik waqt mai aik trade small lot size say aisay pair mai lagai jaey jis ki movement achi ho takay thoray profit jama ker kay bara profit bana lia jaey aur profit ko withdraw kernay mai asaani ho aur wo kisi use mai bhi aa sakey
          • #6 Collapse

            Re: Account ki safety kinu zarori hay?

            account ki safety is liay zaroori hai q k humara account hi seb kuch hota hai account safe rahay ga seb kuch safe rahay ga humari learning and forex trading b jari rahay gi agar account wash ho gya phir sochay aap k pass kya bachay ga trading kaisay karo gai is liay account ki safety pehlay zaroori hai is liay har trader ko chayie pehlay account ko safe rakhnay ki learning kare us k bad jo chaho karo
            • #7 Collapse

              Re: Account ki safety kinu zarori hay?

              Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main sab sy ziada importance account safety ko di jati q k ap profit hasil karu ya ni ap apny account ko safe rakhu or tohri tohri earning bi karu to ap ache trader ban sakty han q k forex trading main sab sy pehly apny account ko safe rakhena hota ha us k bad humy real account main trading Kar k ache earning karni hoti ha means hum safe trading Kar k he ache earning kar sakty han is k ley humy har trade k sath stop loss or take profit istamal karna ho ga ta k hum ache earning kar sakeny or forex trading main kamyab ho sakeny is ley sab sy pehly account ki safety ko apny zahan main rakhen or usi hessab sy trading karny
              • #8 Collapse

                Re: Account ki safety kinu zarori hay?

                account ki safety boht zarori ha agr ap consistent ke sath profit earn karna chahte hain aur ap capital ko increase karne ke liey bhi safe reh kar trading karn a lazmi ha nehi tu ap ko kafi month ki mehnat ke zyada hone ka khadsha rehay ga aur is se ap ka time bhi waste ho ga aur mehnat bhi zaya jaye gi account safe ho ga tub hi ap ka profit increase ho ga har month account ko safety dena ke liey ap ko strong money management ki helps e trading karni chahie kyuke aik bar jub loss hota ha tu ap ke pass capital kam reh jata ha aur os kam capital per loss ko recover karna bhi hard hota ha aur ap ka kafi time waste ho sakta ha isliey chahe ap ko kam profit mile per ap ko chahie ke ap Apne account ko safe rakhte hue trading me risk le
                • #9 Collapse

                  Re: Account ki safety kinu zarori hay?

                  Dear member trading capital ko safe rakhna ek bahut acchi hikmat_e_amliy hoti hai hamare bahut se trader bhai aise bhi Hain Jo big lot size ki trade lagakar apna capital loss kar dete Hain jiski wajah se vah dobara trading karne Ke kabil Nahin rahte. As a trader hamen sabse pahle yah baat apne Jahan mein rakhni chahie ke money management karte hue apna capital use Karen. Agar Ham money management karte hue apna capital use karenge yani ke agar aapke pass hundred US dollar account mein maujud hain to aap sirf 40 US dollar Tak maximum tradeplace Karen Aisa karne se agar aapki trade loss mein bhi jaati hai to aap ka account washout hone Ka dar Nahin hota. Jab aap apna trading account capital secure rakhenge to phir aapko trading karne mein Koi mushkil paish Nahin aaegi aur aap earning Le sakenge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Account ki safety kinu zarori hay?

                    Ji Bhai Jaan trading capital ko saaf Rakhna Ek bahut acchi ek baat amliy Hoti Hai Hamare bahut se trade abhi Aise Bhi Hai Jo Big Lot size ki 12 lagakar Apna capital loss kar dete Hain Jiski vajah se vah Dobara didi karne ke Kabil Nahin rahata SS video Hamen sabse pahle yah Baat Apne Yahan Mein rakhni chahie ke money management karte ho gaya Apna capital use Karen Agar Ham money management karte hue Patra use Karenge Yahi Agar aapke pass Android use dollar account mein Majboor hai to aap sirf 40 US dollar to Taka maximum Mujhe tradeplace Karen Aisa Karoge se Agar aapki telos mein bhi Jaati Hai to Aapka account vah chute hone Ka Dar Nahin Hota Jab aap apna trading account capital score Rakhenge to Fir aapko trading karne mein koi Mushkil Nahin Aaegi aur aap Har Nahin De Sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Account ki safety kinu zarori hay?

                      Forex trading main account safety ki both ziada importance ha q k jab ap proper safe trade ni karny gy to ap ko ziada loss ho sakta ha or ho sakta ha ap ka account wash ho jay isi waja sy humy chae ha k hum log behtar planning or strategy sy trading karny or ache analysis kar k proper stop loss or take profit apny analysis k mutabiq istamal karny ta k humy ziada loss na ho or hum behtar planning or strategy sy trading kar saken is ley humy forex trading main ziada sy ziada behtar learning or practice karni ho gr tab he hum ache analysis karna seekeny gy or ziada sy ziada behtar trading kar k hum kamyab ho saken gy is ley forex trading main account safety both zarori ha ta k ap apna account wash hony sy bacha saken or ap ko ziada loss na hona pary is ley humy behtar planning or strategy sy trading karni ho ge tab he hum behtar trading kar k ache earning kar saken gy or account bi safe ho ga proper stop loss or take profit k sath
                      • #12 Collapse

                        Re: Account ki safety kinu zarori hay?

                        Forex trading main traders ka account hi to hota jis ki base pay wo trading kartay hain agar traders ka account hi safe nahi ho ga to wo trading kesay karen gay, Iss liye traders ko account ka khaas khiyaal rakhna parrta hai. Account save rakhnay kay liye traders ko aik hi trade open karni chahiye aur kosish karni chahiye kay lot size kam say kam rakhain taa kay agar trade agar loss main jae to aap ka account save reh sakay aur traders ko ye bhi chahiye say currancy pair aisa select karen jis main aik trend chal raha ho aur phir us trend kay mutabik trade open karni chahiye. Money management bohat zaroori hai agar aap ko account save karna hai to aap ko account ka balance daikhtay hoye trade leni chahiye taa ap ka account loss ko bardasht kar sakay aur ap ko account wash na ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Account ki safety kinu zarori hay?

                          agar hum account 100% safe hi ga to he hum kamaybe hasl kar saky gy forex aik acha business hain hum is ma live kam kar sakty hain hum is ma pasia be invest kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai agr bager learning ky km kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kamk ar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is ami agar kamyab hona chate hain to hamy mahnet karne ho ge forex aik amm business ke nisbat acha businesshain hum is mai agar greedy ban ky kamk ary gy to hamara acount baned o jy ga forex aik acha business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai busness paksitan mai legal ban cuka hain is jasa koi or bsiness nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Account ki safety kinu zarori hay?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                            Trading account ki safety kinu zarori hay es key bary me hamy zaror discus karna chaye aur senior traders se meri request hay key wo account ki safety key bary me new members key sath apna expernice share karen,

                            Trading account ko safe rakna me es ley zarori samjta hon key agar loss ho jaye to hamara zeyda time loss ko recover karny me guzar sakta hay aur agar account safe rahy to ham profit bahot jald earn kar sakty hey, loss ko recover karny me time zaya karny se acha hay key ham apny trading account balance ki safety ka khayal karen aur es ko yakeeni banaye key hamara account har condition me hi safe rahy es me loss nahi hona chaye.
                            Account ki safety isliye jaruri hai ki agar Ham account ko safe Nahin Karenge aur apne account ka id aur password dusron Ka Sath share Karenge to vah Hamari account ka mis use kar sakte hain aur koi bhi Hamare account se Hamari amount ko nikalwa sakta hai apne account ko save karne ki pure try Karni chahie aur apne account ki id aur password kisi ke sath bhi share nahin karna chahie Is Tarah karne se Hamara bahut nuksan hota hai koi bhi Hamare account ka misuse kar sakta hai aur use mein maujud balance ko bhi nikalwa sakta hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Account ki safety kinu zarori hay?

                              Ji bhaijaan ready capital ko saaf Rakhna Ek bahut hi acchi baat Hoti Hai Hamare bahut se trade abhi Aise Bhi Hain Jo pic lot size ki ki bare mein lagatar Apna capital loss kar dete Hain Jiski vajah se vah Dobara Dadi karne Ke Kabil Nahin Rahte aisi video Hamen sabse pahle yah Baat Apne ya Shahar Mein rakhni chahie ke money management karte hue Apna capital use Karen Agar Ham Pani management karte hue petra use Karenge Yahi Agar aapke pass Erode US dollar account mein majbur hai to aap sirf party use Dollar to mujhe trade surplus Karen Aise karo ok Agar aapki loss mein bhi Jaati Hai To aapke account bahut Chhoti hone Ka Dar Nahin Hota Jab aap apni trading account capital sakore Rakhenge to Fir aap ho trading karne mein Koi Mushkil Nahin Aaegi aur aap Har Nahin Sakenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X