Loss kay bawajood oper neechy trading position ko open karna .
Kafi traders jab din mai aik baar market ka analysis kar laite hain tu phir chaiye kuch b ho jiye dobara market ka analysis karny ke zaroorat he mahesoos nai karty hain. ager inkay pehlay anaysisi wali trade loss mai b chali jiye tu phir b woh apny pehlay anlaysis ke base per itne over confident hoty hain ke loss wali trades kay oper mazeed trades open karty hain aur inko yaqeen hota hai ke market iss point say wapis chali jiye ge . lakin ager iss trah karny kay baad b makekt move na kary tu inko kafi loss ho jata ha.
Iss liye loss wali traders kay oper mazeed trades open karna koi aqalmandi wali baat nai hai aur traders ko iss practice ko jis had trak mumkin ho zaroor avoid karna chaiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим