Jaiza ;indiucators kiya hotay hein...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza ;indiucators kiya hotay hein...?
    Dear friends bohat sary log kehty hein kay indicators ko use kar kay bohat he achi or behtar earning kari ja sakti ha kiya koi bta sakta ha kay indicators kiya hotay hein or inko kesy hum istamal kar sakty hein is liye behtar or achi earning karnay kay liye hard work kareen to ap is mein achi earning kari ja sakti ha to mein kesy is mein hard work kar sakta ha or acha profit hasil kar sakta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza ;indiucators kiya hotay hein...?

    forex trdaing main boht se indiactors use hoty hain jin se hum apni trdaing ko profitable bnaty hain indicators ka basically yah kam hota hai k hum market k trend ko achi trha se findout karen or osi k according apni trdaing karen es liye aghr hum koi indicator use kar rahy hain tu hmain os indicators ko achi trha se smjh lena chahye q k jub hum koi trdaing tools use karty hain tu hmain oska knowlege hona zarori hai jis se hum apni trdaing ko bahtr kar skty hain forex main boht se indiactors hain jin ko hum chart par apply karty hain alken jo sub se zyda indicator use hota hai wo RSI indicator hai jis main levels hoty hain or hmain market ki pridection bari achi trha smjh a jati hai jis se hum apni trdaing ko market k hisab se kar skty hain or hmain loss bhi kam hota hai jub hum kisi indicator ka achi trha se use karty hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza ;indiucators kiya hotay hein...?

      Indicators technical calculation key base par banaye jaty hey jen ka main maqsad signals provide karna hota hay aur market trend ki direction key bary me information provide karna hota hay, indicators ko agar demo account me test key jaye to traders indicators se best signals hasil karny me kamyab ho sakty hey, 1 ya 2 din me ham indicators key result ka anadaza nahi laga sakty hey aur na hi ye indicators hamy jetni jaldi good signals provide karny me kamyab ho sakty hey indicators ko samjny key ley be bahot zeyda time chaye hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza ;indiucators kiya hotay hein...?

        Indicator Asal main market ki previous movement ki aik picture hoti hai jis ko mold ker ky ham future ki prediction ker rehy hoty hain ky market kis direction main move ker sakti hai aur kitny pips tak ker sakti hai lekin market ki post movement per bany waly indicators market ki accurate prediction nehi ker sakty hamesha indicators ko follow kerty huey trade kerny sy hamain profit hasil nehi hota market kyun ky technical movement ko follow kerty huey hi apni movement continue rakhti hai tou aesa mumkin hai ky indicators bhi technical movement per ban rehy hoty hain tou hamain indicator ko follow ker ky trade kerny per acha profit hi hasil hota rehy hamain aksar trade open kerny ky bahd pata chalta hai ky indicator ny apni direction change ker li hai tou ham phir apni trade loss main hi close kerny ko priority dety hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza ;indiucators kiya hotay hein...?

          Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai hum ne agar trade lagani ho to ais market mai hum ko analysis karny hoty hai aor aus k baad hum agar ais market mai koi tool use karty hai to aus ko dekh k hum ais market mai trade laga sakty hai aisy hi ais market mai bahot sary indicacators hai jin ko hum ais market mai use kar k trade laga sakty hai kun k ais market mai hum koi indicator ko dekh k trade lagaty hai to aus mai hum ko signal milta hai jis ko dekh k hum ais market mai trade lagaty hai aor aus k baad hum ais market mai hum trade lagaty hai aor aus k baad hum ais market mai profit bana sakty hai ais market mai humry pass bahot sary indicators hoty hai jin ko dekh k hum trading kar sakty hai. aun sab indiacators ki list sath di hai jo mt4 mai hoty hai.

          Click image for larger version

Name:	Indicators.png
Views:	9
Size:	14.2 کلوبائٹ
ID:	12323406
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza ;indiucators kiya hotay hein...?

            Ji Assalamualaikum Pyare bhaijaan indiketar Asal main market ki process movement ki ek pic kar Hoti Hai Jisko mould Karke Ham ki production kar rahe Hote Hain Ki market kis direction Mein move kar sakti hai aur kitne pips Tak kar sakti hai lekin market ki post movement per banne wali Indica tours market ki correct production nahin kar sakte Hamesha indicators ko follow karte hue trade kam se kam Mein per feet Hasil Nahin Hota market Kyunki technical movement ko Palan karte hue hi apni movement countries rakhti Hai To Aisa Mumkin hai ki Hindi catesby technical movement per ban rahi Hoti Hai To Hamen Indica Tor Kopal on karke trade karne per Achcha profit hi Hasil hota hai Hamare open karne ke bad Pata Chalta Hai Ki Humne trade kahan per open Ki Thi To Hamen chahie ke pahle trade open karne se pahle Hamen Soch Samajh Kar Apne Karni chahie Taake Hamen Pata Ho ke Hawai trade kahan ja rahi hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza ;indiucators kiya hotay hein...?

              Forex trading mai indicators unn tools ko kaha Jata hai jo kay market mai movements ko calculate ker kay kisi graphic shape mai traders ko market movement ka advance idea ya indication daitay hain. Indicators MT4 trading terminal kay tools mai bhi available hotay hain aur saath saath online on payment bhi purchase ker kay MT4 trading terminal pay add kiye jaa saktay hain. Indiactors koi special cheez ya kaam nahi hai jo aik trader khud na ker sakey. Forex indicators asal mai trading market kay kisi bhi pair ya commodity kay chart pay select ker liye jatey hain aur phir woh uss chart pay purani aur new movement ko calculate kertay hain apnay software ki settings kay mutabiq phir future ki movements kay barey mai aik indication ya idea day daitay hain. Yeh zaruri nahi kay indicators kay result her baar 100 percent theek bhi ho. Iss liye traders ko manual trading aur apnay analysis ki he prefer kerna chaiye woh ziada behtar rehta hai

              اب آن لائن

              Working...
              X