Jaiza:jab market sideway ho tu hamesha osy big time frame main dekhna chaheay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:jab market sideway ho tu hamesha osy big time frame main dekhna chaheay.
    friends forex market main bohut sari satuation asi ati hai jiss main market ko samajna aik experience waly traders say bhe mushkil ho jata hai aur wo bhi market ka tajzia karny main nakam rehty hain yeh movement aik side ways hoti hai ya ham is ko consolidation bhi kehty hain asi market main asi move main ham ko kabhi bhi short term trade ya kam tiem frame ko nahi dekhna chaheay kyon ky s main ap kon asa lagy ga ky market aik trend main ha mager jab ap usy big time frame main dekhain gay tu asal picture ap ko big time frame he milti hai es lea jab bhi market sideways ho tu big tiem frame apny chart pay lgain aur jab tak wo aread big tiem frame main breakout na ho ap ko tab tak trade nahi karni chaheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:jab market sideway ho tu hamesha osy big time frame main dekhna chaheay.

    Ham scalpers ky liey forex market mein earning ka sab sy best time hi woh hota hai jab market sideway trend mein move ker rehi hoti hai ky kuch pips up aur kuch pips down movement ho rehi ho tab ham short time ky liey trades open kerty rehty hein tou market up ja rehi ho tou buy jab market down ja rehi ho tou sell ki trade ham bar bar open kerty rehty hein aur her bar hamein profit hi hasil hota rehta hai jab market single side trend mein move ker rehi ho tou ham achi trade nehi ker sakty ky trend long time jati bi reh sakta hai aur trend kisi bi time change bi ho sakta hai tou hamein dono suraton mein trade open kerny per nuqsan ho jata hai agar ham sirf aesy time per hi trade kerein jab market sideway trend mein hi chal rehi ho tou ham thora thora profit hasil ker ky bahot achi earning ker lety hein hamein aesy time per bi secure trading kerni chahiey ky bara loss kisi bi waqat ho sakta hai tou phir ham confuse ho ker bar bar loss hi kerty rehein gy profit hasil hona bara mushkal hoga hamary liey
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:jab market sideway ho tu hamesha osy big time frame main dekhna chaheay.

      Forex trading mai jab market ke movement bohot he ziada sideway ho to iss tah kay time per hamesha market ko bary time frame mai daikhany ke zaroorat rehti ha kion ke ager market ko phir choty time freame mai daikhin gaay tu inko trend ko understand karny mai kafi maslay ka samna karna parh jata hai .
      Bohot he choty time frame per market kay trend ko aam halat mai understand karna b mushkil hota ha aur phir jab market bohot he ziada sideways movement kar rahi ho tu phir tu choty time frame mai trend ko judge karny mai traders say aksar mistake ho jate ha. Iss liye iss trah kay time per bara time frame ka analysis b zaroori hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:jab market sideway ho tu hamesha osy big time frame main dekhna chaheay.

        yes,dear yeh aik hakekat hay k ham kuch sochtay aur hota kuch hay q k ham kabhi kbhi chotay time frame say markeet ko daikhtay hain jub k asal main market apnay trend k hisaab say moovemnt start kr rahi hoty hay aur apnay knowledge k hissaab say is main enter ho jatay hain is liye sab say important baat yahi hay k hamko koi bhi faisla lainay say pehlay kabhi bhi jaldi say kaam nai laina chaye q k markeet main lazmi nai hay k hamko har trade trend ki directions main he milay aur ham har baar is say kuch na kuch earning he krtay jayen kabhi kbhi trend main na hotay huvay bhi hamko tarding krna lazmi aur best hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:jab market sideway ho tu hamesha osy big time frame main dekhna chaheay.

          G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ko jab market mai confussion ho rahe ho to aus time hum ko ais market mai aisy hi trade ni leni chaye aus time hum ko ais market mai analysis karny chaye aus k liay hum agar bara time frame use kary gay to aus par hum ko market ka trend samjh aa jaye ga aor trend k sath trade karny par hum ko kafi zayda faida ho sakta hai kun k ais market mai jab moment side ways ho jaye to market kuch retracment leti hai aor aus k baad phir trend mai moment start kar deti hai agar ap ais market mai acha profit lena chaty hai to ap ko ais market mai bary time frame k hisab se choti lot laga leni chaye aor wait karna chaye tab ap ko ais mai faida hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:jab market sideway ho tu hamesha osy big time frame main dekhna chaheay.

            G han market me bullish, bearish ya sideways (ranging) trend koi be chal raha ho to hamy big time frame ka use karna hi sab se acha result de sakta hay aur ham trend ki conformation small time frame se zeyda big time frame me kar sakty hey, agar ranging trend continue ho to hamari pehli koshish to ye honi chaye key ham market me strong bullish ya strong bearish trend ko find karen aur es ka wait be karen magar large time frame ka use karna hamary ley best hay, multiple time frame me jo traders market ka jaiza lety hey esy traders hamesha real trend ko hi find karny me kamyab ho sakty hey.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:jab market sideway ho tu hamesha osy big time frame main dekhna chaheay.

              Assalam walekum Pyare bhai ji aapane Sahi kaha hai ki Ham Ko Jab market mein Main Kaun fashion ho raha ho to use time Humko is market Mein easily hi trade Nahin leni chahie use time Humko is market Mein analysis karne chahie uske liye Ham Agar Bada time form use Karenge to use per Humko market ka trend samajh a Jaega aur friend ke sath sath trade karne per Ham Ko Kafi jyada fayda ho sakta hai Kyunki is market Mein Jab moment side wale ho jaaye to market Kuchh comment Leti Hai Aur Uske bad FIR friend Mein moment start kar deti hai agar aap is market Mein Achcha per feet Lena Chahte Hain To aapko is market Mein Bade time from a ke hisab se Chhoti lot Laga leni chahie aur use wait karna chahie tabhi aapko is market Mein fayda Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:jab market sideway ho tu hamesha osy big time frame main dekhna chaheay.

                Side ways movement ko trading ki zuban mai aik mushkil movement kaha aur samjha Jata hai. Forex Traders ko chaiye kay trading kay doraan time to time apni strategies ko refresh kertay raha karain aur market mai ko situation chall rahi ho uss kay mutabiq he usay analyze kia karain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay trading terminal pay traders nay sub kuch khud he kerna hota hai aur manual trading mai MT4 trading terminal ko jitna ziada seekha jaey aur jitna ziada uss pay mehnat ki jaey utna he uss ka faida ziada hota hai. Side ways movements mai traders ko Kamm say Kamm bhi H1 time frame say market ko watch kerna chaiye jiss say ziada achi market movement ki graphic presentation saamnay aati hai aur uss mai trading kernay kay liye ziada acha practical knowledge mill Jata hai jo trade plan kernay kay kaam aata hai. Side ways movement mai scalping bhi ki jaati hai laikin bohat ziada experience kay saath he kerni chaiye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:jab market sideway ho tu hamesha osy big time frame main dekhna chaheay.

                  Assalamu Alaikum dear friend to aapane sahi kaha hai ki Ham Ko Jab market Mein confusion ho rahi ho to use time Humko is market Mein Aise Hi trade Nahin Deni chahie is time Humko is market analysis karne chahie uske liye Ham Agar Bada timeframe use Karenge to use per Humko market current samajh mein a Jaega aur Trend ke sath trade karne per Humko Kabhi jyada fayda ho sakta hai Kyunki is market Mein Jab movement side wale ho jaaye to market Kuchh retracement deti hai aur uske bad FIR friend Mein movement start kar deti hai agar aap is market Mein achha profit Lena Chahte Hain To aap market Mein Bade timeframe ke hisab se Chhoti lot Laga leni chahie aur vate karna chahie tab aapko ismein fayda Hota Hai Khata hun bus Naam

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X