jazia : learning per hum depand kar sakty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jazia : learning per hum depand kar sakty hain
    hum learning py depand kar sakty hain hamy demo account mai kam karna cahey is mai aik sal practice karny ky bad hum expert ban jaty hain is mai kam karny ky bad hum expert ban jaty hain hamy ache leanring gain kar ky is mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex all wrld mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain agar hum forex mai new hain to hamy is mai km risk lena ho ga forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain hum is mai agar emotinal ho ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex mai poor mans or job less mans or students be kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jazia : learning per hum depand kar sakty hain

    Ji mere bhai Ham learning pad band kar sakte hain kaun mein kam karke Ham apni practice ko jyada badha sakte hain aur jyada se jyada experience kar sakte tumse bichad ke bare mein information Le sakte hain aur ham ismein Paisa Kama sakte hain agar Ham jitni jyada ismein mehnat karte hain utna hi achcha hamen Xperia c lagta hai kitna acche se trade karte hain aur utna hi achcha Ham profit kaise kar sakte hain hamare pass iske bare mein experience nahin hai to Ham ismein Kam nahin kar sakte isliye hamen iske bare mein jyada se jyada learning hasil karni chahie jismein hamare paas hogi utani hi achcha profit kar sakte hain isliye hamara profit earning per depend karta hai agar hamare pass nahin hai to ashiqa sakte hain isiliye hamen forex ki Rani ko badhane ke liye iske bare mein jyada se jyada padhna chahie iske bare mein aana chahie aur jyada se jyada mehnat karni chahie Taki Ham make successful trader Ban sakte
    • #3 Collapse

      Re: jazia : learning per hum depand kar sakty hain

      G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy agree hon forex aik bot bara profitable business hy is m hamy mehnat k sath achi learning ki zarort hoti hy achi learning k bagar ham forex m agy ni bahrh skty hamy chaiy k ham demo account bna kr us m practice karan or hmari ye practice km az km b 2 sal tk honi chaiy or daily hamy chaiy k ham 2 ganty lazmi practice karan q k ye experience lifetime hmary sath chlta hy forex aik international business hy is k mutaliq ham jitni zyada learning karan gy utna hi ham forex m agy barh skan gy forex hamary liay bot profitable hy ye hamy achi earning or bahtreen learning dono frahm krta hy
      • #4 Collapse

        Re: jazia : learning per hum depand kar sakty hain

        yes,friends jitni achi ham learning karaingay hamko uska faida bahut dair tak balk lifetime tak milta rahaiga aur agar ham jub haamra time hota hay learning to us wakt ham markeet ko aisay he fazool samjhtay huvay kaam karaingay to ham jub real account main achi invest karaingay to hamko honewalay lose say yeh aehsaas hoga k ham nay kitna time waiste kia hay aur agar ham learning k wakt serious rehtay hain to haamri trading bhi achi hoty hain aur haamray trading k saray plans bhi achay bantay hain isi liye better yahi hay k ham khud bhi achi learning karain aur apnay followers aur friends ko bhi isi baat ka mashwra daina chaye k sab kuch depend krta hay hamari achi learning pay jis say forex markeet ki bunyaad banty hay aur jub bunyaad he haamri kamzor hoge to ham us main kaam kaisay karaingay.
        • #5 Collapse

          Re: jazia : learning per hum depand kar sakty hain

          Ji aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein agar aap demo account per Jyada focus karen to aap bahut hi acchi trading kar sakte hain Kyunki itni acchi practis Hogi Jitna Achcha experience Hoga utna hi Achcha profit Hasil kar sakte hain jaise ki jyadatar log learning ke bagair Forex trading Mein kaam karte hain Jiski vajah Se Hua nuksan karte hain isliye Jyada Se Jyada hard work for exploring Mein Kamyab hone ka sabse bada rahi hai ki aap demo account mein acchi practis Karen aur uske sath sath form Mein Kaam Karte Rahe isliye aap bahut hi acchi aur vyast earning kar sakte hain jo ki aapke liye bahut hi perfect sabit Hogi
          • #6 Collapse

            Re: jazia : learning per hum depand kar sakty hain

            Business ko start karny key sath hi hamari koshish yahi honi chaye key ham learning aur knowledge hasil karny par focus karen, learning par depend karny se hi trading business me kamyabi milti hay, app ko koi be successful trader esa nahi mily ga jes ko kamyabi ya big profit learning key baghir mili ho, hamesha successful traders learning par hi depend kar key step by step kamyabi hasil karny ki koshish karty hey aur 100% esy traders appni achi learning ki waja se aaj kamyab hey, new traders ko be learning karny par full and complete depend karna ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: jazia : learning per hum depand kar sakty hain

              Dear ye to bahot hi zarori hai k hum agar ais market mai kaam kar k kamyab hona chaty hai to hum ko ais market mai sab se phly learning hasil karni chaye kun k hum agar ais market mai kamyab hona chaty hai to hum ko ais market mai sab se phly kaam sekhna ho ga aor aus k baad hum ais market mai se paisa kama sakty hai agar humry pass acha knowledge ho ga to hum ais market mai kamyab ho sakty hai agar ap ne ais market mai se profit lena hai to ap ko ais mai experince hasil karna hai aor aus k baad ap ko ais market mai kaam karny ka bahot hi zayda faida ho sakta hai ap ko ais mai jitni zayda achi practice ho gi ap ais market mai achy se kaam kar k profit bana sakty hai.
              • #8 Collapse

                Re: jazia : learning per hum depand kar sakty hain

                Ji bhai jan ap nay thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading aik aisa business hay jeay without knowledge and learning kay start nahi kia ja sakta aor na hi es say kamyabi hasil ki ja sakti hay. Forex jes taran aik bohat hi profitable business hay esi taran yeh aik difficult and risky business bhi hay jes main gar without learning trading ki gai to yeh trader ko big loss day sakta hay. Forex ki learning aik do din ka kam nahi hay es kay liay bohat din lag jatay hain kun k Forex ki learning just knowledge gain karnay tak hi nahi hoti bal k es ki learning demo account pay practice karnay kay bad achi taran Forex trading ka experience hasil karnay say complete hoti hay aor es kay bad jab trader real trading start karta hay to usay trading karna bohat easy ho jata hay aor us kay Forex main kamyabi kay chances bhi barh jatay hain es taran ham yeh bat keh saktay hain k Forex main kamyabi best learning pay hi depend karti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: jazia : learning per hum depand kar sakty hain

                  Forex trading business may learning pay hi humri earning depend karti hai hum jitna ziyda learn karty hain humain trade lagne Kay utna help milti hai hum apni learning or hardwork say market ko easily analyze karty hoe profitable trade select karty hain or acha profit earn karty hain begaar learning Kay humain forex say earning possible nahi hai jo trader forex ki hir activity say learning hasil karta hai or koshish karta hai Kay practically apply bhi jiya ase traders kamyab hoty hain forex trading business may jis traders ki learning power ziyda strong hoti hai wo easily forex may successfull trader ban sakta hai apni leaning ko use karty hoe...
                  • #10 Collapse

                    Re: jazia : learning per hum depand kar sakty hain

                    First Learn Then Earn.

                    Yes brother jab tak hum forex mein achi trha se learning nahin kartey hein hum kabhi bhi is business mein kamiyab nahin ho saktey hein aur forex business mein learning ka bohot hi ziada importance hey aur jab hum aik achi learning karne ke qabil ban jatey hein to phir hum kabhi bhi is business mein fail nahin hotey hein aur always hum is business mein achi trha se successful ho saktey hain isliye hamen chahiye keh hum always learning ko continue rakhen aur hum jitni ziada learning kartey jatey hein hum is business mein utna hi ziada achi trha se successful hotey hein jatey hein aur kamiyabi hamarey qadam choomti jati hey learning is the most important part in forex trading.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: jazia : learning per hum depand kar sakty hain

                      ji Bhai aapane bilkul theek kaha Forex mein kamyab hone ke liye hamen demo account per jyada se jyada practis karna chahie jitni jyada aapki practis hogi utna hi jyada aapko experience aur knowledge hasil hoga aur jab aapko experience Or knowledge hasil hoga to aap ek kamyab trader Ban sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: jazia : learning per hum depand kar sakty hain

                        Dear friend forex trading main learning sy hum expert trader ban sakty han is ley humy loss sy bacheny or maximum profit hasil karny k ley humy ziada sy ziada learning karni ho ge ta k humy loss bilkal na ho or humy ziada sy ziada fayda ho
                        Forex trading main humy demo account ko practice k ley istamal Karna ho ga tab he hum kamyab ho sakty han is k ley humy proper knowledge or experience hasil kar k trading karni ho ge
                        Forex trading main humy proper analysis karna seekeny hon gy is main technical analysis fundamental analysis or sentimental analysis sab seekeny hon gy tab hum ache earning kar sakeny gy
                        • #13 Collapse

                          Re: jazia : learning per hum depand kar sakty hain

                          Forex trading learning.
                          Pyare dosto koi bhi business Ho yah kam ho uske liye learning ki bahut ahmiyat hoti hai, Forex trading ek bahut hi technical business hai aur is mein learning ki kuch ziada hi ahmiyat hoti hai, kyun ki aap ka capital aap ke ek fingertips per increase or decrease hota Hai. Agar aap ke pass achi learning ho gi to aap ko yahan kam karna mushkil nahin lagega balky aap confidence ke sath kam karen ge. Dear members yah baat apne zehan mein bitha lain ki agar aap ke pass acchi learning aur knowledge maujod Hai to aap kisi bhi field mein achha profit gain kar sakte hain. Bahut se traders hain jo learning hasil nahin karna chahte Magar earning hasil karna chahte hain tu meri in traders se gujarish hai ki Forex trading hard work aur knowledge ke bagair earning nahin deta is liye agar aap ne learning hasil nahin Karni to yah platform aap ke liye helpful nahin rahe ga agar aap ne yahan per kam karna hai to aapko mustt learning hasil Karni ho gi.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jazia : learning per hum depand kar sakty hain

                            Forex trading business aik aisa business hai jiss mai kaamker kay bohat achi earning ki jaa sakti hain. Forex business aik world wide aur bohat bara business hai jiss mai poori duniya say her rooz laakhoo traders profit lay rahey hain aur her roz forex market mai trillions of dollars ka business ho raha hai. ab agar ye baat samajh li jaey kay forex trading business mai kaamyabi haasil kerni hai learning pay depend kerna hoga aur sirf 2 baato ko focus kerna bohat he faida mand ho jata hai:-

                            1. Forex Ki Learning

                            Forex trading kay barey mai her baat jaanna, forex trading ko smajhna forex ki learning kehlaati hai. Poori duniya ab aik global world ki tarah hai. Forex ko seekhnay kay liye ab youtube, E-bppks,Face book aur bohat say aisay blogs hain jaha pay bohat expert aur successful traders forex sikhatay hain aur lectures deliver kertay hain. Forex ki learning kay liye unn say faida uthana chaiye.

                            2. Forex Ki Practice

                            Forex ki lerning kay saath saath agar ussi learning ko achi tarah demo account pay practice bhi ker lini chaiye. demo trading account pay apni learning aur knowledge ki practice sy bohat faida hojata hai kiyu kay jo bhi sawaal zehan mai ata hai ya jo baats amajh nahi aati wo dobara pooch kay theek ho sakti hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X