Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?
    Dear memebrs mai nay aksar ye daikha hai kay forum pay members dusray members kay bonuses aur posts ya thanks ko daikh kay khud ko bohat under estimate kernay lagg jatey hain. Maira aap sub say sawaal hai kay khud under estimate kernay ki bajaey apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

    Dear ye to ap ko pata hai k ais market mai jo bhi banda kaam karta hai wo ais market mai kai dafa loss karta hai magar aus loss ki waja hoti hai ap k pass knowledge agar ap ais market mai kaam karty hai aor ap k pass knowledge hai to ap aus ko aor zayda acha kary ta k ap ko ais mai aus ka zayda faida ho jaye ais market mai ap ko sath sath learning karty rehna chaye ais mai ye ni hai k ap ais market mai trade lagye aor aus k baad ais market mai ye kahe k ais market mai ap ko jab kaam karna ho to ap ais market mai sirf apna loss karty rahy agar ap k andar sabar ni hai to ap ais market mai kaam na kary aisy hi ais market mai loss karny ka faida ni hai phly apny app ko thik kary aus k baad ais market mai kaam kary.
    • #3 Collapse

      Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

      G Han is mein koi doubt nahin hey aur apki bat bilkul theek hey hamen always apne hi work par focus karna chahiye aur kabhi bhi hamen kisi bhi dusre ke work ke bonus ki taraf dhayan nahin dena chahiye hum khud bhi achi income hasil kar saktey hain jesa keh dusre log hasil kar rahey hotey hein but uske liye hamen ziada se ziada mehnat karne ki zarurat hoti hey aur hamen chahiye keh hum ziada se ziada knoweldge and experience hasil karen aur forex ko achi trha se learn karen to hum bhi is business mein achi trha se successful ho saktey hein aur hum bhi aik acha bonus hasil kar saktey hein uske liye hamen forum ke rules ko achi trha se follow karna hota he to hum is mein kamiyab ho saktey hain.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

        Friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex m agr ap ny successful hona hy to ap ko apny kam py zyada twja dyni chaiy hamy dosron k kam sy under estimate ni hona chaiy hamy apna kam acha or mayari bnany ki koshish krni chaiy or forum hmary sath koi b zyadti ni krta ye hamy hmari mehnat k mutabiq jitna acha kam karan gy utna hi forum hamy bonus dyta hy hamy forum py koi gila ni hona chaiy balky hamy apna kam mehnat sy kr k acha knowledge or experience hasil kr k krna chaiy hamy apna kam jitna acha or rules k mutabiq karan gy utny he successful hon gy
        • #5 Collapse

          Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

          forex jasa koi or busienss nahi hain hamy acha knolwedge or expeirece gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex ak acha busienss hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain is mai dunya ky bary bary muamlik involve hain forex aik bahtren busienss hain hamy acha experience gain kar ky kam karna ho ga forex aik amm business ke nisbat acha busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kmayabe mil jate hain forex aik asa busienss hain jo hamy ache leanring be deta hain or hamy earning be deta hain
          • #6 Collapse

            Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

            Respected members forex business main apnay work ko behter banana is liay zarori hy ta k hum forex business main kamyab ho sakain aur aik successful trader ban jain ta k hum forex say achi earning kar sakin Forex business main work k sath sath learning per bhi focus hona chahiay ta k hum forex ko learn kar k acha work kar sakain
            • #7 Collapse

              Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

              g ap ny bilkul thek kaha main ap ki is bat sy agree karti hon forex trading aik risky or profitable business hy is main kam karana bohat mushkil hy agr hum is par mahnat karyn to zaror kamyab hon gy is main mahnat karna lazmi hy is sy knowledge hasil hota hy trading main loss b kamyabi ki waja hy loss hony k bad hum apni mistake ko control karty han or mahnat zayada sy zayada karty han . apni mistake ko khtam kar k kam py tawaja dy k hum apny kam ko bahtar bnaty han.
              • #8 Collapse

                Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

                Ji mere Bhai aapane bahut acche sawal Kiya aur jaisa Koi aur business nahin hai ismein achha knowledge experience agar hamare pass Ho to hamen samachar profit sakte hain isliye hamen ismein apne aap ka vyavhar karna chahie aur jyada se jyada sikhana chahie jitna Dada Ham demo account per kam karenge utani hi hamari skills improve Ho Gaya jitna Ham dam account per profit hasil karenge usse Ham real account per me achcha profit hasil karenge hamen ismein expert ko follow karna chahie iski market karnal ise karna chahie jitna Ham iski market ke follow karenge aur jitna Ham iske bare mein jaane ke liye utna Hi hamare experience mein jata hoga utna hi hamen ek achcha successful trader bansa karenge isliye hamen apne aapko ismein behtar se behtar karna hoga aur iske bare mein jyada se jyada experience karna hoga Taki Ham successful ho sake
                • #9 Collapse

                  Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

                  apny kam ko bahtr karny ki zarort yah hoti hai k hum apny kam ko bahtr es liye karty hain k hum kamyb ho skaen q k hmary kam k se par he hmari kamybhi hoti hai r hmain loss bhi tab kam hota hai trdaing main jub humari leranig achi hoti ai o hum amahnt karty hain esi liye zarori hai k har trdaor api trdaing ki leraning ki trfa khas twajah den forex ka knolwedge gain karen q k en sub ki bas par he hum achi tdrading kar skty hain or hamain loss atb e kam hota hai jub hum mahant karty hain or api trading ko bhi bahtr kar skty hain achi trdaing k liye zarori hai k apni trdaing ko achi trha smjh kar kam karen aghr achi eraning chahty han tu warna hmain kamyabhi nahi mil skti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

                    Forex business me agar ham apna kam behtar tareeqy se karen gey to es me kesi aur ka faida nahi hamara apna hi faida hota hay, learning work agar acha kia jaye to ye behtar work Forex business me life time hamary kam ata hay, aur agar routine key sath achi trading ki jaye to es me hamara bahot faida hota hay ham expert traders ban kar market se unlimited profit aur kar saken gey, Forex business me achy work ki bahot zeyda ehmeyat hoti hay es se ham inkar nahi kar sakty hey, app ko acha work karny se acha profit hi ho sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

                      Assalamualaikum Pyare bhai mami karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aapane bahut hi accha question Kiya Ja sake aur business Nahin Hai ismein achha knowledge or experience Agar hamare pass Ho To Hamen Achcha profit De sakta hai isliye Hamen ismein apne aap ko karna chahie Jyada Se Jyada sikhana chahie Jitna Jyada Ham ismein demo account per kam Karenge utani hi Hamari Shakti improve ho gai hai Jitna ki Hamen Dam account per profit Hasil Karenge usse Ham real account per mein transfer profit Hasil Karenge To Hamen ismein expert ko follow karna chahie iski market Karni chahie isiliye Hamen chahie ki Ham ismein mehnat Karen aur iski Har Roz ka Palan Karen Kyunki jo bhi market ho ya jo bhi kam ho Agar Ham Uske Rul ko follow Karte Hain To Ham Kamyab Hote Hain Hum Uske Rul ko ignore Karte Hain To Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte ulta ham loss hi Honge
                      • #12 Collapse

                        Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

                        Assalamu Alaikum Apne kaam ko pata karna isliye jaruri hai ki Kuchh jitni mehnat ki Jayegi utna hi aapko benefit Hota Rahega Kyunki Forex trading Aisa business hai jismein aap jitni mehnat Karte Jaenge itna hi aapko se profit Hasil Hoga aur yah Savarkhed se aap unlimited earning kar sakte hain isliye. Market ko easy mat le ismein Itni mehnat Karenge utna hi aapko benefit hoga to Forex trading Ek proper business Samajh Kar Itna mehnat karen to aap life mein sharing kar sakte hain Kyunki yah full-time aur part time donon time bahut hi Achcha business hai jismein bahut hi Achcha property aate ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

                          Assalamu Alaikum dear friend bhai aapane bahut Achcha Sawal Kiya Hai Jaisa Koi Aur Nahin Hai ismein chhah knowledge experience Agar hamare pass Ho To Hamen deri se profit Hasil kar sakte hain isliye Hamen ismein Apne aapko Achcha Apne Sath karna chahie aur Jyada Se Jyada sikhana Chahe Jitna Jyada hamdam account per kam Karenge utna hi Hamari scale improve Hogi Jitna Ham Dam account per profit HAL Karenge usse Ham real account per main accha profit Hasil Karenge Hamesha main export ko follow karna chahie iski market Karnal ise karna chahie Jitna Ham iski maarpeet ke follow Karenge aur Jitna ham Uske bare mein Jaane Ke Liye utna Hi Hamara experience Mein Hoga utna hi Hamen Ek Achcha Sa Milega Hamen apne aap ko aana hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

                            Asalam o Alikum dear forex friends umeed karta hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham janty han kay forex ak bahut he achaa or lajawab business is main kaam karny kay leye hamy bahut he mehnat ki zarorat hoti ha ham is main jitni mehnat karee gay is main utnaa he kamyaab hon gay hammy apnny kam ko achi tarhaa he seekh kay he karnaa parta ha ye firex ki markit ak internation markit ha is main kabhi bhi baghir analysis kay entry nai leni chaheye ta kay khud ko loss say bachaa sakee forex ki markit main kaam karny kay leye is ki markit kay bary main achaa knowledge he hammy kamyaab bana saktaa ha forex kay bary main ham sekhy gay to he is main achaa kam kar sakee gay or is say acha profit hasil kar sakee gay agr is main baghir knowledge or baghir analysis ky kaam karnaa shoroo kary gay to hammy sirf is main loss he ho ga na kay is main ham kamyaab hon sakee gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apnay kaam ko behtar kerna kiyu zaroori hai?

                              Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gy.
                              Ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki Ja Rahi Hai Doston Jaisa ki Ham Sab Jante Hain Ki Forex forum Hamari bahut help Karta Hai Ham ismein mehnat se kam Karenge Dil lagakar kam Karenge To ismein Hamara Hi fayda Hai Kisi Aur Ka fayda Nahin Hai Agar Ham ismein mehnat se kam Karenge To Ham Achcha profit Hasil kar Sakenge aur iske sath unlimited bonus bhi Hasil kar Sakenge ji han doston ke Hamen chahie ki is Forum per dil lagakar mehnat se aur active hokar kam Karen Taki Ham fayda Hasil kar sake ji han doston Hamen chahie ki is Forum per Achcha experience on Knowledge share Karen isase Hamara hi fayda hai Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Hamare experience aur knowledge mein bhi izafa hoga aur iske sath Ham Apna Achcha Karya bhi banaa sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X