Forex market main trade kerny ky liay jab ham insta forex broker sy registration kerwaty hain tou hamain yeh option dia jata hai ky ham swap wala account banana chahty hain ya swapfree Islamic account ab jab ham being Muslim swap ko haram samajhty hain tou hamain zarur swapfree account hi register kerwana chahiay taky hamary liay yeh facility forex market main available rehy kyun ky swap hamain sirf pay kerna perta hai milta bhi nehi tou hamain is lanat sy bachna chahiay ky ham swapfree trading ker ky swap sy kam sy kam apni trade ko aur apni hasil hony wali income ko pak rakh sakain hamain swapfree account use kerny ka faida hi hota hai ky ham swap pay kerny sy bach jaty hain warna her open ki jany wali trade main hamain spread ky sath swap bhi pay kerna perta hai tou agar profit hasil hota bhi hai open trade main tou kuch swap ki surat main Kat jata hai aur kuch spread ki surat main Kat kata hai tou hamain swap wala account register kerwany sy sirf loss hi hota hai lekin swapfree account ho tou faida hota hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим