Jaiza kya Hamari skills Hamari kamyabi hai..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza kya Hamari skills Hamari kamyabi hai..?
    Pyare doston Forex Ek bahut hi Achcha business hai main yah Janna Chahta Hun Ki Agar Main Forex account mein account Banakar usmein 3 month kam Karun Aur acchi practis Karun to kya main Forex main is Kabil ho sakta hun Ki Main Forex main Hamesha profit hi profit Hasil Karen aur apne nuksan se bacchon aur sabse Behtar profit kis jagah se Hasil Kiya Ja sakta hai Kuchh Aisa experience Hasil Ho Jiski Bina per Mujhe kabhi bhi loss Na Ho Aur Meher trade Mein profit Hasil Karen kindly Mujhse information share Karen Taki Mein Behtar se behtar trading kar Sakun Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza kya Hamari skills Hamari kamyabi hai..?

    Forex trading aik bohat reliable business hai . Poori duniya mai laakho traders iss pay trust aur confidence rakhtay hain jiss ki wajah say ye aik popular aur famous online business bhi hai. Forex mai acha aur expert trader bannay kay liye kuch baato pay ammal kia jaey tou faida hai. Forex tarding seekhnay kay liye pak forex forum aur instaforex ka demo account hum sub kay liye bohat acha hai. Pak forex forum pay hum trading seekhnay kay saath saath monthly bonus ki soorat mai account balance bhi haasil ker laitay hain jiss ki wajah say humain khud say investment nahi kerni parti. Issi tarah demo account mai hum trading ko improve bhi ker laitay hain aur hum nay jo kuch forum pay seekha hota hai uss ki practice bhi ker laitay hain.

    Agar forum members 2 say 3 month ka monthly bonus save ker lain aur saath saath 2 say 3 month demo pay practice ker lain to 4th month say bohat achi aur profitable trading shuru ker kay iss profession ko aik mustaqil zariya e aamdni bana saktay hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza kya Hamari skills Hamari kamyabi hai..?

      Dear friend ap ny bot acha question kea hy mgr dunya m koi b business asa ni jis m hamy sirf profit hi profit hasil ho loss na ho asa kbi ni hota hamy hr kam m loss lazmi hota hy hamy chaiy k ham demo account bna kr us m practice karan or experience hasil karan do ya 3 month ki practice hmari success k liay kafi ni hoti forex aik bot bara or profitable business hy mgr sath hi ye difficult business b hy is m hamy successful hony k liay km az km 2 sal tk practice ki zarort hoti hy us k bd hi ham asy successful traders bn skty han k ham loss ko km kr k zyada profit hasil Kar saken ap forex k mutaliq acha knowledge pak forum m posts kr k ya sirf pak forum ko study kr k b hasil kr skty han or acha experience ham demo account m kam kr k hasil kr skty han hamy chaiy k ham trade open karny sy pehly anylyses ko study kr k market k up down ko dakh kr trading karan phr hi ham forex m successful trader ban skty han
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza kya Hamari skills Hamari kamyabi hai..?

        forex mn hmen seniors ki hlp to lazmi chahye hoti ha q k hmen itna knowledge nhe hota agr ko khd acount bna b leta ha to wo jb tk trade sikhy ga nhe usko trade ksy ay ge is lye koshish kren k is mn seniors ki b hlp len
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza kya Hamari skills Hamari kamyabi hai..?

          Dear friends trading skills ko hasil karne ke liye hamen lagatar mehnat karna parta hai. Jab aap newbies hote hain to trading mein aap apni mistakes karte hain aur un ko repeat bhi karte rahte hain. Jaise jaise waqt guzarta hai to aap apni mistake ko repeat hone se control karte Hain, aisa karne se Mazeed aap trading main apni mistake ko minimise kar lete hain. Yahi woh steps hote Hain jo ke constant tarike se aap ko gain karne parte hain aur kuch month ke bad aap ki yahi learning procedure aap ke knowledge mein convert ho jata hai. Jab aap kisi knowledge ki buniyad per kam karenge to usmein aapke kam karne ke liye tarika kar hai aur usko aap apni skill se handle kar ke a zyada se zyada profit hasil kar sakte hain. Aap apna focus learning per rakhen Taky aap ki skills ziada se ziada improve hun.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza kya Hamari skills Hamari kamyabi hai..?

            ji Bhai aapane bilkul theek kaha duniya mein agar koi bhi kaam hamen karna hai to ismein profit aur loss hamare kam mein jarur hota hai isliye hamen ismein agar acchi chij se kam karte hain ya iske bare mein achcha experience to hi Ham ismein profit hasil kar sakte hain isliye hamen apni skills ko jyada se jyada improve karna chahie kyunki kamyabi hasil karne ke liye hamen acchi ki jarurat hoti hai karne ke liye hamen iske bare mein achcha hona jaruri haiisliye hamen ismein jyada se jyada mehnat karni chahie aur jyada se jyada kahan per kam karna chahie Taki hamare experience mein se hamari bhi behtar hogi aur jitni is chij ke liye hamare pass hogi utani hi kamyabi hasil karenge aur successful trader banne ke liye hamesha skills improve karna bahut jaruri hai uske pass acchi skills hogi aur jo ismein mehnat karega aur jiske pass experience hoga vah hi kamyab trading kar sakega aur profit hasil kar sakega hamare pass nahin hai to Ham ismein lossbhi hasil karte Hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza kya Hamari skills Hamari kamyabi hai..?

              Forex trading business me kesi be trader ki kamyabi ka raaz us key trading skills hoty hey jes ko mehnat se hi increase kia jata hay, knowledge aur acha trading experience skills me behtari laty hey, jo trader expert ho ga zarori hay key us key trading skills bahot hi good level key ho, agar app trading me profit earn kar sakty ho aur regular app apna profit target karny me asani feel karty ho to app key trading skills es level key hoty hey key app ko successful trader samja jaye, agar app ko profit key sath loss ho aur loss recover karny me mushkil feel ho to es ka reason weak trading skills hi hoty hey.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza kya Hamari skills Hamari kamyabi hai..?

                G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai kun k agar hum ais market mai dekhy to hum ko ais market mai kamyabi tab hi hoti hai jab hum ais market mai kaam sekh lety hai aor aus k baad ais market mai aisy kaam karty hai jis se hum ko faida hota hai agar humra skill level acha ho ga to hum asani se ais market mai kaam kar sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai kun k ais market mai agar ap ne dekha ho to ais market mai jo banda plan k sath kaam karta hai wo ais market mai loss kam karta hai aor ais market mai money management k hisab se kaam karta hai aor ais market mai kamyab ho jata hai aisy mai ap ko thora sabar karna parta hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X