jaiza : loss be or profit be
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : loss be or profit be
    jab hum forex mai new hoty hain to suro mai hum kam karty howe koi na koi mistake kar dety hain or hamy loss hi jata haian hamara account wash ho jata hain is mai market ka balm nahi hota hamy mistakes ko avoid ar ky kam karna ho ga phr he hum pasaia kama saky gy forex aik acha busienss hamy is mai loss sy learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum munafa kama sky gy forex jasa koi or business nahi hain hum is mai agar gredy ban ky kam kary gy to hamare mahnet zaya ho jy ge forex aik international or kabe be band na hony wala business hain is mai loss be hota hain or hamy profit be hota hain forex all wolrd mai bohat taze sy famous hony wala business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : loss be or profit be

    ji han aapane sahi kaha Ham agar koi bhi business start karte Hain to usmein hamen loss ke aise bhi hote hain aur profit ke bhi agar Ham usmein experience hain aur ham acche tarike se kam Karen aur mistakes ignore nahin karte aur apni mistake se sikhate hain aur jyada se jyada semi-transparent karte hain to hamare profit mein jaane ke chances bahut jyada hote hain isiliye agar Ham forex main bhi kam karte Hain to hamen ismein loss or profit donon ho sakte hain isliye hamare pass jitni jyada experience hogi aur jitna dam demo mod per kam karenge utna hi achcha hamare liye best hoga room mein cricket trade mein achcha kam karenge isiliye hamen apne mistake se sikhana chahie aur jyada se jyada mistakes karne se puchna chahie jitna Ham ismein hard work aur Time management for many many many ke sath chalenge utna hi achcha hamen ismein profit milega
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : loss be or profit be

      Forex business me khud ko loss key ley be ready rakna chaye, new aur senior traders sab ko hi loss key ley tayaar rehna chaye ye Forex ki market hay es me traders se bahot si mistakes ho sakti hey, agar ham mistakes se seekny ki koshish karen gey to hi hamari mistakes trading me kam ho sakti hey, esy bahot kam traders hey jo professional traders banny ki koshish karty hey sab ko hi profit earn karny ki jaldi hoti hay, profit earn hony par be over confident nahi hona chaye aur loss hony par be pressure me nahi ana chaye, app trading me jo rules banaty ho app ko profit ho ya loss app key rules break nahi hony chaye.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : loss be or profit be

        Ji han bilkul jyadatar log is vajah se loss kar Baithe Hain Kyunki Forex Mein Nahin hote hain isliye jab nai trader ismein jaldbaji Karte Hain To vah Hamesha nuksan hote hain lekin loss ke bad hi profit Hota Hai Jab aap Achcha experience Hasil kar lete hain Kemon achhe practice kar lete hain to aap bahut hi Achcha aur Behtar profit Hansi kar sakte hain isliye hard worker mehnat Karen Taki aap apni life ko easy Bana sake aur property profit Hasil kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : loss be or profit be

          Forex business bhi dusray businesses ki tarah he hai. jab hum business shuru kertay hain tou humain tajurba nahi hota jiss ki wajah say humain shuru shuru mai loss hota hai. jaisay jaisay humain tajurba hota jata hai loss bhi kammhota jata hai kiyu kay humloss honay kay reasons samajhna shuru ho jatey hain aur unhain cover kerna shuru ker laitay hain. Phir jab humain tajurba hota jata hai tou profit bhi shuru ho jata hai iss tarah experience ziada honay kay baad hamara profit bhi ziada hojata hai.

          Forex trading kertay huay bhi aisa hota hai jab shuru shuru mai ziada samajh nahi hoti tou traders bohat ziada trading kertay hain aur wo trade experience kamm honay ki wajah say ziada ter loss mai jaati hain , phir traders apni learning improve kertay rehtay hain aur trades profitable ho jaati hain. lakin iss sarey time mai trader ka balance bhi acha hona zaroori hai takay account active aur live rahey jiss mai achi recovery kay liye supporting balance ka hona bhi zaroori hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : loss be or profit be

            Ap ki bt bilkal durst hy forex aik profitable or famous business hy mgr is m b hamy loss zror hota hy jahan profit hota hy wahan loss b hota hy jb ham new hoty han to aksar hamy kisi b mistake ki wja sy loss hota hy to hamy himt ni harni chaiy q k is m market ka koi qsor ni hota hamy market ko blam krny k bjaiy apni mistakes jin ki wja sy loss hoa un sy sekh kr agy barhna chaiy or agli br trading krty hoay in mistakes ko ni dohrana chaiy tbi ap aik successful trader ban skty han mistakes hmari sb sy bari ustad hoti han ham in sy sekh kr hi agy barh skty han dunya ka koi bi kam ho agr ham us m lalich krty han to hamy loss ho jata ha isi tahra forex m b jb ham greedy bn jaty han to hmari sari mehnat zaya ho jati hy hmara account wash ho jata hy ham successful trading ni kr skty
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : loss be or profit be

              Forex mein trade kerny sy jab hamein acha profit mil sakta hai tou hamein bahot zyada loss bi ho sakta hai hamein agar profit hasil hony per zyada khushi hoti hai tou loss hony per preshan nehi hona chahiey jab hamein kisi trade mein loss ho jata hai tou hamein loss ko positive ly ker iska jaiza lena chahiey ky loss hamein kis waja sy hua hai jab ham loss hony ki waja dhoondh lety hein tou phir ham us waja ko lhatam kerny ki koshish kerty hein phir hamein trade mein future mein loss kam hota hai aur hamein kei trades mein acha profit bi hasil ho jata hai hamari forex mein kamyabi yeah nehi hoti ky hamein her trade open kerny per profit hi hasil ho jaey aesa forex trading mein hona mumkin bi nehi hai forex mein hamari kamyabi yeah hoti hai ky ham apni trade ko bary loss sy bacha sakain aor hamari trade forex market mein chalti rehy jab ham apni trade ko loss sy bacha lety hein tou hamein profit bi hota rehta hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : loss be or profit be

                Busier forex trading experience ky jab ham forex market main trade kerty hain tou iska matlab ham ky ham apni investment per bara risk lety hain jis ki waja sy hamain forex market main trading main bara loss bhi ho sakta hai hamain loss sy bachny ky liay koi na koi stretigy use kerty huey trade kerni hoti hai ky pehly tou ham apni trade ko loss sy bacha ker continue rakhain agar hamain trade main loss ho jata hai tou phir hamain loss ko asani sy recover bhi ker lena chahiay ky hamari trading skills itni improve honi chahiay ky hamain jab bhi forex main loss ho tou woh loss hamary liay trading main problem creat na kery ham jab bhi forex market main trade open kerty hain tou hamari trade ya tou profit main close hoti hai ya phir loss main close hoti hai tou agar hamari maximum trades loss main close ho rehi hon tou hamain phir apni learning ko improve kerna chahiay aur hamain trading ka acha experience bhi gain kerna chahiay ky ham achi trade ker ky forex trading sy acha profit bhi hasil ker sakain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : loss be or profit be

                  Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to ais market mai humri kuch trades par profit hota hai aor kuch trades par loss hota hai agar hum ais market mai acha kaam karna chaty hai to hum ko ais market mai ye baat mind mai rakhni chaye k hum jo ais market mai trade laga rahy hai aus par hum ko her dafa profit hi ho ga agar humri kuch trades par loss ho jata hai to hum ko aus par tension ni leni chaye kun k ais market mai hum ko ye pata hai k achy traders ki bhi kuch trades loss mai jati hai aor aus k baad hum ko ais market mai aus loss ko recover kar sakty hai agar ap ais market mai profit bana lety hai to ap ko ais mai se apny profit ko withdraw karwa lena chaye aus k baad hi ap ais market mai kaam kar sakty hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X