Risk management mein pending orders ka bi koi kirdar hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk management mein pending orders ka bi koi kirdar hai?
    Kia ham pending orders use kerty huey trading mein risk ko achi terha manage ker sakty hein taky kisi trade mein bi hamein bara loss na ho per jab profit ho tou reasonable ho jo withdraw bi kia ja saky kia pending orders sy aesa mumkin ho sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk management mein pending orders ka bi koi kirdar hai?

    G ha dear jab hum ais market mai dekhty hai k aik trade ban rahe hai magar market abi tak aus level par ni hai to hum ko waha par pending order laga dena chaye ta k market jab aus level par jaye to humri trade aus level se lag jaye aor humri trade ka stop loss kam ho kun k hum agar ais market mai time se phly hi enter ho jaye gay aor ais market mai koi trade laga ley gay to aus trade ka take profit kam ho ga aor stop loss zayda ho ga ais tarha hum ais market mai apna loss kar sakty hai agar ap risk ko kam karna chaty hai to aus k liay ye zarori hai k ap ki trade ka entry point acha hona chaye tab ap ko ais market mai kafi zayda faida ho sakta hai ais mai ap ne soch samjh k trade lagani hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Risk management mein pending orders ka bi koi kirdar hai?

      Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main hum log jab tak risk ko manage kar k ni chalty han to humy both loss hota ha is ley humy account ko proper risk management sy chalana chae ha ta k humy ziada loss na ho or hum kamyab ho sakeny is k ley humy mehnat karni ho ge analysis Karna seekeny hon gy us k bad hum real account maim trading kar sakty han jo humy maximum fayda da sakti ha forex trading main hum analysis k bad pending order bi lagwa sakty han is k ley humy proper analysis karny hon gy or hum achy pending order laga k maximum profit hasil kar sakty han pending order tab he achy laga sakty han jab humy analysis aaty hon or trade lots apny account k mutabiq honi chae ha ta k loss bilkal na ho
      • #4 Collapse

        Re: Risk management mein pending orders ka bi koi kirdar hai?

        risk mangement main pending order ka bohut important role hai pending order use karny say ap ka risk level half ho jata hai farz karain ap ko aik signal milta hai breakout base pay aur ap aik tu foran say order laga daity hain ju ky ager fake breakout ho tu ap ka stop loss hit ho jata hai aur wo he ap nay pending order use kia hota hai aur market ko restest karny ka moka dia hota tu ap ka stop loss nahi lgna tha ham yeh keh lain ky pending order say ap ka risk level 80% kam ho jata hai es lea yeh aik achy aur professional trader ki nishani hoti hai ky forex market main ziada pending order use kar ky trade karta hai es lea jald bazi main trade na karain koi bhi jitna bhi confirm signal mil jay tu us ko dono side say dekhain aur ap jina profit ko dekhty hain utna he loss ko bhi dekhain phir ap ap risk lvel kam ho ga aur ap ki ziada trade successfull houn gee.
        • #5 Collapse

          Re: Risk management mein pending orders ka bi koi kirdar hai?

          Forex trading market main pending orders ko use karna 1 powerful strategy hai jis mein professional expert traders market ki situation ko handle or understand karte hue market maen pending orders use karte hain Forex trading main knowledge or experience use karte hue emotional control avoid greed lalach se bachate huy skill aur planning use karte hue aap pending order lagao pending order support and resistance per lagte hain aapko indicator predictions from karte hain confirmation se aapko pending orders use karna chahie sell stop buy stop pending order aap ke liye perfect ho sakte hain sell limit buy limit bhi aapke liye bahut perfect pending orders hai aap use karo aur profit gain karo
          • #6 Collapse

            Re: Risk management mein pending orders ka bi koi kirdar hai?

            Risk Management During Pending Order.

            "Risk Management" forex business ki aik base hey aur mein samjhta hun keh agar aap Risk Management ko achi trha se follow nahin kartey hein to aap kabhi bhi is business mein kamiyab nahin ho saktey hein, Jahan tak bat hey pending orders ki to hum Jab bhi koi pending order lagatey hein to us mein hamen chahiye keh hum Stop Loss & Take Profit apne capital dekhtey huwe set karen agar hum koi bhi pending order trade laga rahey hein aur us mein agar hum Stop Loss ko avoid kartey hein to its means ke hum Risk Management ko follow nahin kar rahey hein aur phir jab bhi market hamare against chali gai to hamara totally account wash bhi ho sakta hey ya phir hum bohot hi barey loss mein phans saktey hein isliye hamen chahiye keh hum Always "Risk Management" ko achi trha se follow karen aur Utni hi lot size se pending order lagayen jitna keh hamara kam se kam Risk factor ho aur agar hamara "Stop Loss" hit bhi ho jaye to hamen koi farq na parey.

            SHukriya
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Risk management mein pending orders ka bi koi kirdar hai?

              G han dear risk management me pending orders ka bahot hi zeyda kiradar hota hay, pending orders mostly esy price aur market key esy point se place key jaty hey jo ya to market ka strong resistance level hota hay ya bahot hi zeyda strong support zone hota hay, koi be trader pending orders esy points se place karny ki ghalti nahi karta jaha se market trend ka reversal hony ka chance ho, agar ham 1 sell order place karty hey aur ham buy limit ka 1 pending order place karen to mery khayal me loss hony key bawajood be ham risk ko manage kar saken gey, ye buy limit ka order hi hamary sell order ko stop kar sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Risk management mein pending orders ka bi koi kirdar hai?

                Ham Logon Ko market Mein kam se kam risk Lena Hota Hai Itna Jyada log market Mein risk lete hain itna hi diya tha Ham Logon Ko iska fayda hota hai aur ham log Jitna Jyada risk Lenge itna hi jyada Ham Logon Ko nuksan ho sakta hai isliye Ham Logon Ko Soch Samajh Kar kam karna hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Risk management mein pending orders ka bi koi kirdar hai?

                  risk mangement main pending order ka bohut ziada acha kirdar hai jab bhi ap forex main pending order ko use kar ky trader karty hain tu ap ka risk level 50% kam ho jata hai main ap ko aik example say bat ko clear kar daita houn jab bhi market main koi breakout hota hai aur ager ap foran say trade laga daity hain tu is say ap ka risk ziada ho ga kyon ky fake breakout bhi ho sakta hai ya market sl hit bhi kar sakti hai smart money reason ki waja say wohi ager ap breakout hony ky bad restest level ka wait karain aur jab market retest karny jay tu ap ko sell stop ya buy stop laga daina chaheay ager market reste karny k bad wapis ati hai tab market ky 90% chanses hoty hain ky ab ap ky order ky mutabik he jay gee aur aksar jati bhi aur ager asa nahi hoa tu ap ap ka pending order hit nahi ho ga jiss say ko loss nahi ho ga es lea ap pending order say apna risk kafi had tak remove kar sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk management mein pending orders ka bi koi kirdar hai?

                    Gee han agar humara pass zaida investment hai new pending order k liay phir is ka loss ko or risk bachanay main acha kardar ada kar sakta hai is liay seb ko chayie k start main hi sari invest ko trade par nai lagana chayie kuch bacha kar b rakhny chayie jab humari trade loss main chali jay phir new pending order daal kar loss ko bachaya jay account ko profit main wapis laaya jay yeh zaida behtar hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk management mein pending orders ka bi koi kirdar hai?

                      hamy risk management kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam krs sakty hain hum is mai free account bna kar be kam kar sakty hain hum is mai pending order ko use kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasaol ho jy ge forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nai hota is mai hamara koi be boss nahi han

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X