Jaiza: forex may success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: forex may success

    Her tarder forex mai success ki khawhish rakhta hai aur uss ki koshish hoti hai kay iss business mai successful ho kay achi earning ker sakey. Traders success kay liye mehnat bhi bohat kertay hai. Forex trading mai jo traders yeh point smajah laitay hain kay unhain mehnat kernay say kaamyabi mill sakti hai woh pehlay din say he mehnat shuru ker daitay hai aur dusroo ki nisbat jaldi kaamyab bhi ho jatey hain. Forex trading mai expert traders ki bohat respect hoti hai aur unn ki advice ko bohat ehmiat di jaati hai. Agar ye socha jaey kay woh bhi jab forex mai aey thay tou new thay phir woh junior trader huay uss kay baad senior Tarders bann aur abb woh trading kay experts hain tou ye sub unki mehnat ka result hota hai. Iss liye jaisay kisi conventional business mai kaamyab honay aur acha profit kamanay kay liye mehnat ki jaati hai issi tarah forex mai bhi successful honay kay liye mehnat kerni chaiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: forex may success

      ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya ismein kuchh rules and regulation hai jinko follow karke aap Forex mein kamyab ho sakte hain inmein se kuchh jaruri hai ki aapko money management ke sath chalna hai ismein apni Vani ko management backup plan ke taur per lekar chalna hai aur ismein time spend karna hai ismein na aane se pahle dam account per kam karna hai jitni jyada aap ismein mehnat karenge utna hi fayda hoga ismein kam karne ke liye mehnat bahut jaruri hai mehnat ke hi bulva aapas mein kamyab ho sakte hain ek successful trader hamesha mehnat karta hai aapko apni mistake se sikhana hai isme time spend karna hai ismein aapko lalach nahin karni no he motions ke sath trade karni hai in rules ko follow karke aap successful ho sakte hain ek successful trader hamesha in rule ko follow karta hai aur tab hi kamyab hota hai
       
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: forex may success

        اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
        Forex trading business ek technical business hai hum easily forex ki techniques ko samjty Kay earning kama sakty hain ir success ho sakty hain forex may kamyab hone Kay liye humain koshish karni chahye Kay hum forex ko learn karain or apne knowledge or experience ko built karty rahain jitna ziyda hum hardwork karain gye humre liye bohat faidamand hota hai jo trader begaar mehnat kiye forex say earning kamane ki expectation rkhty hain ase trader kabi success nahi hasil karty business koi bhi ho jab tak hum proper time nahi dyte learning nahi hasil karty hO na hi mehnat karty hain tw kabi bhi kamyab nahi ho skty kamyab hone Kay liye humian ziyda focus learning or experience build karne pay rkhna chahye shukria..
        Forex trading 1 difficult business or is business se success Hasil karne ke liye bahut jyada mehnat Karke kam karna hota hai yah Ek Mushkil business hai lekin is business Mein success Hasil karna impossible Nahin Hai Ham mehnat aur hardworking Karke is business se success Hasil kar sakte hain bahut Sare log is business Mein Paisa invest karne se darte Hain Kyunki yah Ek bahut bada business hai ismein bahut jyada money involve aur Itni Jyada money involved hone ki vajah se hai ki yah Ek bahut hi jyada risky business bhi hai lekin mehnat Karke is business se acchi earning ki Ja sakti hai
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: forex may success

          forex trading main kamyab hony k liye hmain zyda se zyda mahnat karni parhti ha forex aik best online trading ka business hai jis main humain mahnat karny se he achi earning milti hai forex aik worl wild busiess hai jo pori duniya main apni hasiyat khud rakhta hai forex main hmari kamybhi ka jo raz hai wo hai forex ki learning . forex ka knowledge jo zyda se zyda ho or forex ka expiernce or expiernce k liye hmain demo account par trading ki practice karni chahye jub hum demo account main trading ki practice karty hain tab he hum kamyab hoty hain or hmain loss tab he hota hai es liye hmaisha acha or miyari kam karny k liye din rat mahnat karen mahnat se he ap learning kar skty hain mahnat se he apka knowledge gain hota hai or mahnat se he ap expiernce ko barha skty hain tab he ap kamyab bhi ho skty hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: forex may success

            forex trading main kamyab hony k liye hmain forex ki learning knowledge or forex k expiernce ko gain kar k milti hai q k forex ko hum jitna achi trha smjhengy otna he acha hmain result milta hai es liye hmaisha apni trading ki ability ko enhance karen aghr ap kamyab hona chahty hain tu hmain forex k bary main zyda se zyda knowledge rkhna hoga q k jina aha or zyda knoledge hoga otni he hmari trading achi hogi jis se hum apni trading ko abhtr kar sky hain or kamyab ho skty hain forex main kamyab hony k loye hmain market ko smjhny ki grip strong rakhni hogi jitni achi hum market ko smjhny ki rip ko strng rakhty hain otna he hmari trading main acha profit milny k chnaces hoty hain or hum kamyab bhi ho skty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: forex may success

              Ji han bilkul dear Agar Achcha kam karna chahte hain to uske liye aapke pass Achcha experience Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki Forex trading Aisa video Jisme agar aap kam time mein bhi achcha profit Hasil karna Chahe to kar sakte hain to isliye harwork mehnat karo Forex ke related Sabhi knowledge ko Hasil karte hue trading Karen tab aap Kabhi Na Kabhi Nahin Karenge aap Hamesha ke liye Kamyab Rakhe trader Ban sakte hain jisse aap apni life ko Behtar banaa sakte hain to isliye Forex Ek successful business hai aur yah Duniya ka sabse behtarin aur number 1 online business mein se ek hai

              اب آن لائن

              Working...
              X