Kya indicators profitable Hote Hain...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya indicators profitable Hote Hain...?
    Pyare doston Mera Aap Logon se yah Sawal hai ki bahut Sare log indicators ko use Karke Kafi Achcha profit Hasil kar rahe hain kya indicators itne acche Hote Hain Ki vah market ke trend Ko Bata sake aur ham indicators ke sath hi trading Ka Saki Kyunki jyadatar log analysis karte hain market ko acchi Tarah read karte hain aur World ka knowledge rakhte Hain tabhi Forex Mein Kamyab hote hain lekin main yah Janna chahta hun ki kya koi aisa indicator hai ki Jis ko use Karke Ham profit hi profit Hasil kar sake aur Hamen Zyada knowledge Hasil karne ki jarurat na Pade sirf aur sirf indicators ko use Karke usse trading lagat jaen aur Achcha profit Hasil kar sake kindly Kisi Ke Paas Hai Sar indicator Hai To vah Mujhse share Karen Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya indicators profitable Hote Hain...?

    Assalamu alaikum my dear friend aap bilkul theek kah rahe ho ki Forex mein indicator bahut acche tarike se kam kar rahe hain aur Jiski vajah se Ham acchi trade kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Kya indicators profitable Hote Hain...?

      Sometimes indicators profitable hoty hain sometimes humain loss Kay chances hoty hain hum kabi bhi exact indicators pay hi depend nahi kar sakty humain chahye Kay hum khud say market ko analysis karty hoe trade order lagain or indicator sath analysis karty rahain bohat say case may indicator thikk or profitable results nahi dyte jis ki waja say humain loss hota hai forex may kamyab hone Kay liye humain koshish karni chahye Kay apna experience build karain ta Kay indicator say faida uthya jiye shukria..
      • #4 Collapse

        Re: Kya indicators profitable Hote Hain...?

        G han kuch indicators aesy hi jo market ki achi prediction kerny hain ky hamain indication provide ker rehy hoty hain ky ab market kis direction main move kerny wali hai tou ham short time ky liay usi direction main trade open ker ky acha profit hasil ker lety hain hamain chahiay ky pehly tou acha sa indicator select kerain phir uska knowledge hasil kerain ky isko read kesy kerna hai ky ham indicator ki help sy market movement ki achi prediction ker sakain ham aksar indicators ko misread ker ky trade open ker lety hain jab loss hota hai tou ham samajhty hain ky indicators kisi kam ka nehi hai hamain sirf aesy time per trade open kerni chahiay indicators ko follow kerty huey jab koi bhi indicator hamain clear indication dy raha ho ky market kis direction main ab move kerny wali hai tou trade open ker ky ham short time main bahot achi earning bhi ker sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Kya indicators profitable Hote Hain...?

          dear indicators hamko sirf yeh batatay hain k markeet nay kab kahan say aur kab kitna moove honay k chances k baraya main batatay hain aur wo bhi kabhi kabhaar ghalt sabit ho jatay hain is liye hamko kabhi bhi kisi bhi indicators pay itna beleive nai krna chaye k ham apni trading ka daromadaar bana he indicators pay lain agar indicators he sab kuch hoty to aaj har aik traders achay say acha aur mehngay say mehnga indicator buy krk markeet say kabhi bhi lose na krta aur har aik trades main profitabl ho raha hota ,forex markeet main jo traders aisi soch say kaam krtay hain k wo is main kuch fix cheezon ki help say achi earning kr saktay hain to yeh unki ghalt soch hay markeet main har ik chez har ik method mannual hay wo kabhi bhi ghalt ho sakta hay kabhi bhi us say lose ho sakta hay .
          • #6 Collapse

            Re: Kya indicators profitable Hote Hain...?

            G ha dear ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap k pass kafi zayda indicator phly se hi mt4 mai majood hoty hai jin par ap trade kar sakty hai agar ap ne ais market mai koi khud indicator use karna hai to wo bhi ap ais mai use kar sakty hai kun k ais market mai kaam karny k liay ap ko bahot sary indicators mil jaty hai diffrent sites se jaha se ap paid indicators le sakty hai aor apny mt4 mai use kar k aun par trade kar sakty hai agar ap ais market mai indicator k hisab se entry lety hai to aus k hisab se agar ap ko koi trade loss mai close karni par jaye to ap ko aus mai trade close kar deni chyae ais se ap ko ye faida ho ga k ap k account par loss kam ho ga aor profit wali trades zayda ho gi.

            Click image for larger version

Name:	Indicators.png
Views:	9
Size:	14.2 کلوبائٹ
ID:	12323368
            • #7 Collapse

              Re: Kya indicators profitable Hote Hain...?

              hamy indicators ko use kar ky kam karana ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum kam kar ky acha munafa kama skay gy forex aik online busines hain hamy is mai mahnet sy or tawajo sy kam karna ho ga forex aik bahtren busienss hain is mai students or poor mans or job less mans be kam kar sakty hain forex mai famous indicators CCI , RSI , VSA hain hamy in ko learn kar ky use karna ho ga hamy inhy kabe be ignore nai karna chaey pher he hum loss ko katem kar saky gy forex aik acha busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai hum agar bager learning ky kam kary gy to hamy siwy los sky kuch be hasil nahi ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Kya indicators profitable Hote Hain...?

                ji Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya indicator kisi ka profitable hote hain aur kisi waqt profitable nahin hote isiliye hamen kuchh set karni chahie. Nahin karna chahie indicator agar Ham set kar dete Hain to vah usi jagah per trade close start kar dega aur isase hamen nuksan bhi ho sakta hai isiliye hamen khud se iske bare mein experience economic jitna jyada experience karenge utna hi achcha Ham profit hasil karenge isliye hamen indicator per jyada hai tumhara nahin karna chahie FIR main nahin hai to indicator used kar sakte hain jitna jyada Ham jaate Hain tumko karte Hainek successful trader kabhi indicator per yakin nahin karta balki ko khud se trade karta hai aur ismein profit on sale karta hai isiliye agar successful banna hai to iske bare mein jyada se jyada experience hasil Karen aur ismein mehnat karen to hi Ham ek acche dost Ban sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Kya indicators profitable Hote Hain...?

                  G han bilkul bahot se technical indicators esy hey jo key app ko agar real time me signals den to app esy useful signals ko follow karny se apni trading ko profitable bana sakty ho, indicators ko use karny ka tareeqa ye nahi hay key app es ko direct real account me apply karo aur ye indicators app ko profit dena start kar dey, sab se pehly app ko esy useful aur powerful indicators ko find karna ho ga aur demo account me indicators key use karny ka tareeqa be app ko learn karna ho ga es ko test karny se app ko andaza ho jata hay key ye app key ley profitable hey ya nahi hey.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya indicators profitable Hote Hain...?

                    Well bro, kafi ache indicators hai jo kafi had tak sahi signal farham karte hai aur ap un indicators ki help se acha profit earn kar sakte hai magar achi aur profitable trading ke liye srf indicators pe hi depend nhi karna chahiye balke ap khud se bhi market ka ache se jaiza leke phr indicators ki help se trading kare.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya indicators profitable Hote Hain...?

                      Alaikum mere bhai yah bacchi bahut acchi baat hai ki indicators or oscillator bahut profitable hote hain indicator bahut perfect hote hain aapko Fibonacci retracement indicator bollinger band indicator Iske alava dynamic momentum index indicator relative strength index indicator yah sare bahut profitable hai agar aap ine ko use kar ke Forex trading mein apny e trading skills ko enhance hens karoge improve kroge to aapko bahut jyada profit hoga Forex trading main sabse pahle aapko management sikhani chahie market main stop loss aur take profit lagana indicators ki rhnumai lena bahut zaruri hai moving average indicator apko trendline ko guidance deta hai aor forex forum ma humen knowledge aor experience share krna hota hai dosry trading members ky sath divide kren
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya indicators profitable Hote Hain...?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: saleemtali001 پيغام ديکھيے
                        Pyare doston Mera Aap Logon se yah Sawal hai ki bahut Sare log indicators ko use Karke Kafi Achcha profit Hasil kar rahe hain kya indicators itne acche Hote Hain Ki vah market ke trend Ko Bata sake aur ham indicators ke sath hi trading Ka Saki Kyunki jyadatar log analysis karte hain market ko acchi Tarah read karte hain aur World ka knowledge rakhte Hain tabhi Forex Mein Kamyab hote hain lekin main yah Janna chahta hun ki kya koi aisa indicator hai ki Jis ko use Karke Ham profit hi profit Hasil kar sake aur Hamen Zyada knowledge Hasil karne ki jarurat na Pade sirf aur sirf indicators ko use Karke usse trading lagat jaen aur Achcha profit Hasil kar sake kindly Kisi Ke Paas Hai Sar indicator Hai To vah Mujhse share Karen Shukriya
                        Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main humy indicators k bary main jtni information ho ge hum us Indicator pe hum ache trading kar sakty han is ley humy proper knowledge hasil karna chae ha indicator k bary main or iny samjena chae ha ta k hum in sy behtar trading kar sakeny or ziada sy ziada ache trading kar k ache earning kar sakty han is ley humy proper knowledge hasil karna chae ha indicator k bary main chae is k ley humy kisi expert trader ki madad lani ho ya phr kisi asy dost sy jo ap k pass ho or ache trading karta ha is ley humy isi hessab sy trading karni chae ha ta k humy indicators sy acha profit hasil ho sakeny ga is ley humy proper learning sy indicator ko istamal karna ho ga tab he hum kamyab ho sakty han
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya indicators profitable Hote Hain...?

                          jab hum Metatrader 4 install kartey hein to us mein jitne bhi default settings mein hamen indicators nazar atey hein yeh taqriban fully satisfied indicators hotey hein aur yeh har kisam ke Exam se guzar kar aur check karke in indicators ko metatrader4 mein dala gaya hey aur mein samjhta hun keh agar hum in indicators ko achi trha se follow kartey hein jo hamen apne metatrader 4 ke ander miltey hein to in par hum fully belive kar saktey hain but agar ap in ke ilawa koi bhi aur indicator jo apko koi private person provide karta hey to us par hamen kabhi bhi belive nahin karna chahiye aur woh apko kabhi bhi Long term tak profit nahin de saktey hein kuch arsa to aap ke sath chalengey lekin unka jo end hoga woh just aur just loss hi hoga isliye hamen just aur just default indiactors par hi focus rakhna chahiye tab hi hum is mein kamiyab ho saktey hin.
                          https://t.me/pump_upp

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X