Trading main greed se Kia murad hoti hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main greed se Kia murad hoti hy?
    Dear members AP sab log apna alag izhaar e khial rekhty Hain is leay aik common sawal poch rahy Hun ke greed ko AP kesy express Karin gay.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

    Greed ya laalach mairay nazdeek usay kehtay hai jiss kay liye hum nay mehnat na ki ho aur tawaqoo rakhtay hoo.Forex trading mai greed ka lafz bohat use hota hai. Her tarder dusray tarder ko yehi mashwara daita hai kay greed pay control rakhain. Pak forex forumpay bhi yehi discussions hoti hain kay greed aur laalach ko qaabu mai rakh kay trading kerni chaiye.

    forex trading mai greed ka matlab ye hai kay jab hamara bonus jo pak forex forum say milta hai wo 10$ aey aur hum uss say 100$ kamanay ki koshish shuru ker lain. Hamari ye koshish nahi hoti kay hum apna bonus 100$ kernay kay liye mehnat karain magar 100$ kamanay kay liye zaroor mansoobay bana laitay hain. Itna profit tou unn traders ko bhi nahi hota jinkay account 1 lac dollar say chaltay hain. 10 dollar say 100 dollar kamanay ka matlab hai 10 gunna munafa ya 1000% bhi keh saktay hain. Dear hamain 10 $ say 2$ profit bhi hojaey tou woh 20% hota hai. Agar hamara account balance 100$ hoto 20$ munafa banta hai. Iss liye issi cheez ko mai greed samajhta hu kay jo possible he nahi ho usay haasil kernay ki koshish mai jo pehlay say mojud ho usay bhi ganwaa daina.

    Umeed hai aap ko greed ya laalch ki sahi tarah say samajh ajey gi
    • #3 Collapse

      Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

      Jab ham forex market main trade ker rehy hoty hain tou ham continue profit hasil kerty huey sochty hain ky ham ab bahot achy forex trader ban chuky hain ya ab ham expert ban chuky hoty hain ky hamara confidence bahot had tak increase ho jata hai phir ham samjhna shoru ker dety hain ky hamain ab loss nehi hoga forex market main trade kerty huey tou ham bari lots use kerty huey aesy trade open kerty hain ky forex market sy ham short time main bahot zyada earning ker lain gy tou trade open kerty hi hamain loss hona shoru ho jata hai jo hamary zyada earning ky lalach ki waja sy hota hai ky loss increase hi hota rehta hai aur ham market main open trade ko close bhi nehi kerty tou loss increase hoty hoty hamara account hi wash ho jata hai agar ham normal trade kerty rehain aur mind main yeh ho ky forex trading bahot risky job hai ky yahan per hamain agar acha profit hasil ho sakta hai tou hamara account wash bhi ho sakta hai tou hamain kabhi bhi bara risk nehi lena normal trade kerty huey hamain secure reh ker forex market main trade jari rakh sakty hain aur hamain acha profit hasil hota rehy ga
      • #4 Collapse

        Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

        dear greed ka matlab hay lalach krna agar haamray pass treding k liye experience hay to haamray pass sabar ka hona bhi lazmi hay q k ham jub kuch earn kr chukkay hon to hamko chaye k us pay sabar karain aur agar ham sabar nai kr saktay hain to haamra experence bhi zaya hay haamri mehnat bi zya hay aur ham kuch bhi nai kr saktay hain jo kuch ham earn karaingay us pay ham mazeed laalch karaingay aur haamra sab kuch zaya hota chala jayega is liye forex markeet main kaam krnay say hamko aik baat ka khaas khayal rakhna bhi lazmi hay k hamko greed jaisi bimari say bilkul bhi bach kr kaam krna bhi aik achay traders ki nishani hay jis pay apnay aapko kaboo main rakhna bahut lazmi bhi hay aur bahut mushkil bhi hay.
        • #5 Collapse

          Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex aik profitable business hy mgr is m zyada tr log loss kr bythty han or aksar loss ki wja lalich b hoti hy ap ny bilkal tek kaha k jb ham forex m trading start krty han to humara zahn hota hy k humara account 10 guna zyada ho jaiy hmara dhyan zyada kmany ki trf hota hy ye hmara lalich hota hy hamy chaiy k ham apni zyada twja mehnat or achi learning py rakhan hmara knowledge or experience perfect hona chaiy hamy chaiy k ham zyada sy zyada mehnat karan or lalich na karan dunya ka koi bi kam ho ya koi bi business ho us m jb tk lalich ni hota ham successful rahty han or jasy hi hmary kam m lalich a jata hy hamy loss hona shro ho jata hy or hmara account wash ho jata hy
          • #6 Collapse

            Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

            Trading me greed different type key hoty hey agar ham zeyda lot size use karty hey aur market ko judge karny key bawajood be risky trading karty hey to ye be trading me greed hi hoti hay, koch traders ko profit to trades me ho jata hay magar wo zeyda profit earn karny ka khayal mind me la kar trades ko close karny ka nahi sochty ye be greed hi hay,

            es key elawa agar ham trades open karny me jaldi karty hey to mery khayal me ham greed ki waja se hi trades ko jald open kar lety hey ta key ham jald se jald profit ho jaye magar esi greedy trading karny ka koi faida nahi hota hay es ka anjaam loss par hi khatam hota hay.
            • #7 Collapse

              Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

              Assalamu Alaikum dear friends members ji han Koi log trading mein greed kr baithtay hain aur uski vajah se unhay nuksan ho jata hai aur Kai dafa bahut Sare Logon ke account wash ho Jaate Hain trading Mein greed sy muradd ya ha ke Kuchh log at a time Ek Se Jyada unique 3 4 trade Ek Sath Laga Dete Hain aur bad mein tawaja khoo Baithtey Hain aur Apna loss kar Baithe Hain aur kuch log Bade size ki loot set kar lete hain Jab Ke unko 100% Shor Nahin Hota ki vah profit Mein Jaenge lekin vah grade Mein Aakar Ek Badi loot set kar lete hain aur bad Mein unko usmein loss ho jata hai aur FIR vah bad mein pachta rahe Hote Hain isliye trading Mein greed karne se Hamen Hamesha nuksan hota hai isliye Hamen greed Se Bachana chahie aur koshish Karni chahie ki bahut hi Dhyan se trading Karen vah Soch Samajh Kar trde lagaye kabhi bhi soche samjhe bagair trade na lagai Jaaye aur at a time ek hi trade lagaen tabhi Ham ismein successful ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

                Ji han mere Bhai trading ma greed sy murad lalach karna hai agar hamare pass trading experience hai to Ham apne experience ke sath Sabarke sath trading Karen agar Ham vaise jyada lalach karte Hain to hamen ismein loss bhi ho sakta hai aur ham account ko wash bhi karva sakte hain isiliye hamen is Mila Lage nhi karni hai aur ismein jyada profit hasil karne ki koshish nahin karni jitna aap ke pass experience hai jitni aap se mehnat karte Hain utna hi aapko profit hasil hoga agar aap lalach mein aakar Koi laga dete Hain to to use aap ko nuksan ho sakta hai aur aapka account watch ho sakta hai isiliye hamen ismein lalach nahin karni aur apne experience ke mutabik kam karna hai proper plan ke sath aur emotions ke sath bhi trade nahin karni usse bhi hamen loss ho sakta hai ful confidence ke sath aur waqt ke sath trade karni hai ki aap ek achcha aur successful trader bn sken
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

                  Dear jab hum ais market mai trade lagaty hai to ais market mai hum ko jab koi trade lagani ho to aus k baad hum ko ais mai lot select karni hoti hai kun k ais market mai agar hum lalch karty hai aor hum ko koi trade milti hai to aus time hum ais market mai lot bari laga dety hai aor jab market humry opposite jati hai to hum ko ais mai loss zayda hota hai kun k hum agar ais market mai acha profit hasil karna chaty hai to hum ko ais market mai apni trading strategy k hisab se trade lagani chaye aor money management k hisab se hi ais market mai trade lagani chaye agar hum ais mai trade aisy hi laga dey gay to hum ko ais mai loss ho sakta hai ais liay hum ko ais market mai greed ni karna chaye warna apna hi loss ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

                    pyare bhaiyon jab bhi hamen trade leny ka moqa mily to hamen kch chezon ko dekhna chye aor pattern ko bhi dekhna chye agr hamara trade ma plan fit ay to tb apko management ky sath trade open krni chye agr ap lalich ma aa ky forex trading ma trade open kro loss adjust na kren aor forex forum ma apko starting strategies ko discuss krty rehna chye agr skills achi ho to aoko ohr bhi without stoploss trade leny ka risk nhi lena chaye ap ny forex ma pehly analysis aor analysis ma bhe two types hain lkn third zeyada important hai sentimental analysisj9 hota hai wo apko maloom hona chye tb he ap lalich sy bach skty ho indicators aor oscillators ko use kro tb he apko management bhe ay ge candlestick chart ko use kre gy tb kamyabi mily ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                      Dear members AP sab log apna alag izhaar e khial rekhty Hain is leay aik common sawal poch rahy Hun ke greed ko AP kesy express Karin gay.?
                      Dear friend forex trading main jab hum log trading karny han to hum lalich karny han means greedy karty han humy ziada sy ziada profit ho or wo rat o rat ho is ley hum bari bari trade open karny han or aik sath ziada profit hasil karny ki try karny han jis ki waja sy humy loss hota ha or hum log forex trading main ache earning ni kar sakty han jtna hum lalich karny han humara account utna risk main chala jata ha or ho sakta ha hum jtna profit hasil karna chahty han utna loss ho jay is ley humy proper analysis or proper money management or risk management sy trading karni chae ha ta k humy loss na ho or maximum profit ho is ley humy forex trading main lalich ni karni chae ha apny account k hessab sy trading karni ha or ziada risk ni lana ha balky small account sy ache trading kar k ache earning kar sakeny gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

                        Greed ki Bohot sari different types hoti hein aur in sab ka jo nichor hota hey woh just aur just Loss hi hota hey aur Greedy trader kabhi bhi is market mein long term tak work nahin kar patey hein aur bohot hi kam arsa mein is business se out ho jatey hein.
                        Agar aap ka account balance kam he aur aap bari lot se trading kartey hein to yeh bhi Greed mein hi ata hey aur iske ilawa agar aap ka account balance ziada hey aur aap trades ko without Money Management ke lagatey hein aur aik waqat mein 2 ya 3 se ziada trades ko open kar lete hein to yeh bhi aik Greed ki kisam he is trha se aap jitni bhi Over trading kartey hein yeh sab greed mein hi ati hey aur agar aap is business mein greed ko control nahin kar patey hein to phir aap kabhi bhi is mein kamiyab nahin ho saktey hain.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

                          Assalamu alaikum my dear friend greed ka matlab kya Lage Agar aapke pass paise Hain To aapke pass Aur Bhi Hona chahie Agar aapke pass nahin hai to aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye aapko chahie ki aap Lalchand na Karen Aur Sabar se kaam kar rahe hain tabhi aap Kamyab ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

                            bhai jan forex trdaing main greed se murad yah hai k hum chahty hain k hum aik he din main yah aik he ta main forex se boht abra profit eran kar len es k liye hum apni trading main kuj ayse kam kar jaty hain jin se hmain aik he rat main boht paisa tu nahi mil pata laken hmary apss jo hota hai wo zaror khtm ho jata hai geed lalach ko kahty hain or llach uri bala hoti hai es iye hmain apni trading main llach se dor rahny ka mashwra diya jata hai
                            jo rdaos lalach karty hain wo apni trading main bara risk ly lety hain jin se un ko loss ho jata hai or un ka account bhi was ho jata hai greed aik aysa factor hai jis se hum kbhi bhi kamayb nahi ho skty hain tu hmain aghr forex main achi trdaing karni hai tu hmain lalach se dor rhana hoga apny kam ko miyai bnany k liye apko mahant karni chahye q k greed se ap kbhi bhi kamyb nai ho skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main greed se Kia murad hoti hy?

                              Ji ap nay bohat acha sawal kia hay. Forex trading aik profitable business hay jes main bohat kam time may bohat kam investment say big profit earn kia ja sakta hay yeh world main sab say ziada famous aor popular business hay es kay liay kisi khas palace ya office ki zarorat nahi hoti aor na hi koi ziada qualification ki zarorat hoti hay yeh sab khasosiat aor fawaid real hain jab trader en sab ko sunta hay ya kahen say reed karta hay to us kay mind main raton rat ameer bananay ka lalach paida ho jata hay aor woh yeh bhol jata hay k Forex profitable honay kay sath sath aik risky business bhi hay jes ko agar without knowledge, learning and experience kay satart kia jay to woh trader kay liay bohat ziada difficult ho jata hay aor trader ko mistakes ki wajah say big loss bhi daita hay kun k Forex knowledge and experience kay koi faida nahi daita aor na hi us main success hasil hoti hay. Ziada tar new trader hi Forex main greed kartay hain aor lalach main aa kar big lot size kay sath trade open kar datay hain jes say market price down honay par big loss ho jata hay aor es ki wajah say account bhi wash ho jata hay es kay sath hi trade bhi close ho jati hay jo k aik non recoverable loss hay es liay har trader ko Forex main greed say bachna chahiay aor pehlay achi taran Forex ko learn kar kay understand kar laina chahiay aor es ki achi taran practice kar laini chahiay aor real trading main small lot size kay sath trade open ki jay es taran Forex main kamyabi kay chances barh jatay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X