Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

No announcement yet.

X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #1 Collapse

Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai
Forex trading business ko shuru kernay kay liye isay samajhna bohat zaroori hai. Kiyu kay jab tak hum forex business ko sahi tarah samajhen gay nahi uss waqt hum isay achay tareekay say seekh bhi nahi saktay hain.

Forex hain Kia

Forex jaisa kay word say zaahir hai kay ye foreign aur exchange say mill kay bana hai. Foreign ka matlab bairooni aur exchange ka matlab tabadla hai. iss mai currency ka tabadal kia jata hai. issi liye her pair 2 currency pay mushtamil hota hai. Aik currency dusray say exchange hoti hai.

Sell aur buy Kia hai

jab traders trading start kertay hain tou unhain aik baat ki confusion rehti hai kay sell aur buy mai hum kertay kia hain. dear sell mai hum jab kisi pair mai trade open kertay hain tou uss pair ki pehli currency hum uss pair ki dusri currency kay saath exchanege kertay hain. Asaan alfaaz mai agar kaha jaey tou kuch aisay hai . Agar hum usd/cad mai sell ki tarde lagatay hain tou hum usd ko cad kay badlay sell kertay hain ,hum usd day rahey hotay hain aur cad lay rahaey hotay hain. issi tarah buy mai hum usd khareed rahey hotay hain aur cad day rahey hotay hain

ye forex ki basic learning hai jissay samajhna trading ko samajhnay kay liye zaroori hai
• InstaForex
• #2 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trdaing main trdaing karnyk liye sub se pahly hmain forex ki basics histry kosmjhna zarori hai q k jub tak hum forex hai kiya? esi bat ko he smjh nahi skty tu hum kis trha apni trdaing ko bahtr kar skty hain? tu sub se pahly hmain es bat ko clear krna chahye k trdaing karni kesy hai or forex ka concept kiya hai es k bad dekhen k hum ny aghr es main trading karny k liye buy yah sell krna hai tuosko kis trha karna hai hum ankhen band kar k buy yah sel tu nahi kar skty na tu hmain ayse pints ko usb se pahly clear karna chahye os k badapni trading karen qk jub tak hmary concept yahi clear nahi hungy tab tak hum apni trading ko bhi bahtr nahi kar skty.
tu aghr kamyb trading karni hai tu forex ki basic histry or basic learning karen or es ka knowedge gain karen jub ap es ka knowledge gain karty hain tab he ap foex main kamyb trading kar skty hain or achi earning gain kar skty hain
• #3 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

Forex ko aap ny bohat achi tarha define kea hai aur isi tarha aap ny bohat achi tarha buy/sell ko bhi define kea hai. Isi tarha aap jesy kuch doston ki help se new traders forex ko asani se samajh sakty hain.
• #4 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

g han bhai jan ap ny bohat achi bat ki hai or main apki bat se garee krta hun forex trdaing main jub hum apni trading ko start karty hain tuhmain pahly trading k concept ko smjh lena chahye k forex hai kiya hai or es main kam kesy krna hai jub hum yah sub concept smjh jaty hain tab he hum apni trading ko achi trha smjh kar kar skty hain tu hmain chahye k pahly he tradng ki learning ayse karen k hmain forex main kesy kam kara hai or kesy paisa kmana hai yah sub baten janna zarori hai jis se ap apni trading ka satrt achi trha kar skty hain or apko loss bhi tab he kam hota hai shoro shoro main jub ap soch smjh kar chlty hain or pahly sikh kar kam karty hain
• #5 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

Ji han bilkul Forex trading ko samajhna bahut hi jaruri hai Jitna ke Forex trading Mein paise Kamana jaruri hai ISI Tarah Forex trading co pahle samajhna bahut hi jyada jaruri hai Kyunki Forex trading Mein Agar aapke pass Achcha experience knowledge Hoga tabhi aap Forex trading ko acchi Tarah samajh sakte hain isliye Jab aap trading ko acchi Tarah samajh Lenge to aap kabhi bhi Forex trading Mein Mar Nahin khaenge to pahle aap demo account mein acchi practis Karen Forex ke related basic learning Se Lekar Sab proper knowledge Hasil Karen Kyunki Jab aapke pass Forex trading Co market ko analyse karne ka Achcha experience Hoga market ke bare mein aap acchi Tarah charge kar lenge to aap kabhi bhi market Mein nuksan Nahin uthaenge isliye Jyada Se Jyada hi forex market mein time spend karne ka experience Hasil ho aur aap Kamyab learning Hasil kar sake
• #6 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

Dear members forex trading ek bahut technical aur mushkil business hai, is liye forex trading ko samajhna aik mushkil kam hai jo k aap ko step by step hasil ho ga. Trading ko samajhne ke liye hamen community base platform ki zarurat hoti hai Jahan per muktalif traders apne khayalat ka izhaar karte Hain aur apna experience bhi share karte Hain Jo ke Baki tamam traders ke liye faidy ka bais banta hai. Pakistan forex forum ek bahut acha community-based platform hai aur sab se bari baat yah ke yah hamari national zuban main hai aur is per hamen kam karna bahut aasan hota hai is liye hamen apna experience share karna chahiay.
• #7 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

g han ap ny bilkul thek kaha main apki is bat sy agree hon forex trading aik risky or profitable business hy forex aik difficult and hard working business hy is ko samjhna b mushkil hy isy samjhna zaroori hum agr kamyab hona chahty han to forex trading ko samjhna bohat zarori hy humyn knowledge or experience hasil karna chahya forex trading ko samjhny k lia hamyn is ko read and learning karna bohat zarori hy agr profit hasil karna ho to forex ko samjhna bohat zaroroi hy .
• #8 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

Forex ki learning pehly kerni hoti hai phir hamein forex mein trade kerni hoti hai per jab ham learning ky bagher forex mein kisi pair mein trade open kerty hein tou hamein bahout zyada loss hony ky risk per trade kerni hoti hai ky hamari forex ki na tou learning complete hai aor na hi hamara forex trading ky related koi experience hai tou hamein forex trading mein phir kamyabi kesy mil sakti hai hamein agar forex mein kamyab hona hai tou achi learning hi hamari kamyabi ki buniad hoti hai ham jitna acha forex ko learn kerny ky bahd trade start kerty hein hamein utni hi jaldi kamyabi milna shuru ho jati hai ky achi learning kerny ky bahad achi amount invest ker ky ham jo bi trade kerty hein tou us trade mein hamein profit bi acha hi hasil hota hai
• #9 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex aik bot bara or profitable business hy agr hamy is m successful hona hy to hamy sb sy phly forex ko smjna zrori hota hy forex sirf trading ka nam hi ni balky is ka mtlb or maqsad smjna zrori hota hy forex ka mtlb us k nam m hi chupa hota hy foreign exchange ye aik money exchange business hy jo ham dosry mumalik k sath krty han forex m hamy buy or sell ko b lazmi smjna hota hy q k trading ka daro mdar hi buy or sell py hota hy forex m hamy sirf buy or sell ka pta ni hona chaiy balky ham anylyses ko study kr k market k up down ko dakh kr smj kr trade open ya close or buy ya sell krni chaiy
• #10 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

G dear aisye he bat hai kay forex mai kam karna hai tu es ko samjhna zaroori hai kiyu kay forex mai kam karan asan nhi hai per es pay study kar kay kisis had tak hum es mai kamyab zaroor ho jatye hain tu hamesha kosesh karain kay es kai kam karain per zayda tar es mai samjhainye ki kosesh karain kiyu kay jub tak ap ko es ki samjh ni aye gaye kamyabi ap ko mil he nhi saktye hain kihu kay es business ko ager samjh liya jaye tu es mai kafi zayda faida humara ho jata hai tu hamesha kosesh karain kay es business ko read zayda say zayda karain aur es ko learn bhi zayda say zayda karain kiyu kay jigna zayda es ko read karain gaye aur es kai kam karain gaye tu ap kamyabi uo jatye hain
• #11 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

ye sof course members trading markrt ma forex kpnsmjhna hai to apko trading forum ko smjhna ho ga ap yahan py achy kaam ke opper twajoo do gay automatically apko sara knowledge miley ga aor is knowledge ko zehn ma rakhny ky sath sath demo account ma practice krna behtri ki taraf musalsil qadam count hoty hain market ko sjhna aik jan jokhon ka kaam hai trade slen gay to kisi phenomenon ky teht he ya kosi strategy trick tip ya analysis is ky oechys ho ga tb he profit ho ga wase buy lsell trade lagaty rehna hai to wo to kaam koi bhi lr skta hai itna mushkel bhe nhe hai trading market ma understand krna ho to apko pehly markrt mosjhna ho ga
• #12 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai
Forex trading business ko shuru kernay kay liye isay samajhna bohat zaroori hai. Kiyu kay jab tak hum forex business ko sahi tarah samajhen gay nahi uss waqt hum isay achay tareekay say seekh bhi nahi saktay hain.

Forex hain Kia

Forex jaisa kay word say zaahir hai kay ye foreign aur exchange say mill kay bana hai. Foreign ka matlab bairooni aur exchange ka matlab tabadla hai. iss mai currency ka tabadal kia jata hai. issi liye her pair 2 currency pay mushtamil hota hai. Aik currency dusray say exchange hoti hai.

Sell aur buy Kia hai

jab traders trading start kertay hain tou unhain aik baat ki confusion rehti hai kay sell aur buy mai hum kertay kia hain. dear sell mai hum jab kisi pair mai trade open kertay hain tou uss pair ki pehli currency hum uss pair ki dusri currency kay saath exchanege kertay hain. Asaan alfaaz mai agar kaha jaey tou kuch aisay hai . Agar hum usd/cad mai sell ki tarde lagatay hain tou hum usd ko cad kay badlay sell kertay hain ,hum usd day rahey hotay hain aur cad lay rahaey hotay hain. issi tarah buy mai hum usd khareed rahey hotay hain aur cad day rahey hotay hain

ye forex ki basic learning hai jissay samajhna trading ko samajhnay kay liye zaroori hai
Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki es bat say bhi agree karta hoon lakin maray khial main Forex ko understand karna ziada easy nahi hota es ko samjhnay kay liay bohat timw lagta hay aor bohat mehnat karna parti hay Forex ko understand karnay kay liay Forex ka complete knowledge, strong learning kay sath sath Forex kay fawaid aor nuqsanat ka knowledge hona bhi bohat zarori hay. Forex ko understand karnay kay liay yahan par main kuch baton ki wazahat karna chahoon ga.
1: Forex ka knowledge
First of all Forex ko understand karnay kay liay es ka complete knowledge hasil karna zarori hay jes main basic and technical knowledge dono shamil hain.
1-1: Forex ka Basic Knowledge
Sab say pehlay Forex ko understand karnay kay liay Forex kay basic knowledge ko completely gain karna bohat zarori hay basic knowledge main Forex ka introduction, Forex ka Work, Forex ki khasosiat, Forex kay fawaid aor Forex kay nuqsanat shamil hain yahan chand aik ki wazahat karon ga.
i: Forex ka Introduction
Forex trading kia hay? Forex basic tor par Foreign Exchange say lia gia aik word hay jes main Foreign say For. and Exchange ex. lay kar donon ko akatha kar kay Forex bana dia gia hay dosray lafzon main Forex Foreign Exchange ka shortcut name hay jes kay meaning hain aik currency ko Sell kar kay dosri currency ko Buy karna yehni foreign countries ki currencies ko aik dosay say exchange karna Forex kehlata hay. Forex market aik international market hay aor world ki sab say big market hay jes main stock exchange ki nisbat kai guna ziada trading hoti hay stock exchange market main daily 22.4 billion dollars ki trade hoti hay jab k jab k Foreign exchange yehni Forex market main daily 2.5 trillion dollars ki trade hoti hay. Forex market Saturday and Sunday kay elawa baqi tamam days ko 24 hours open rehti hay. Forex market ko three big markets main divide kia gia hay en markets ko session bhi kehtay hain en session main say aik ko New York session dosray ko Tokyo session aor tesaray ko London session kehtay hain tenon sessions kay opening and closing time different hain.
ii: Forex market ka work
Forex market main tamam currencies ko pairs ki shakal main dekhia jata hay aor tamam trading currency pairs main hi hoti hay example kay tor par EUR/USD aik currency pair hay jes main Euro and US dollar dono shamil hain es main EUR base currency hay jesay ham Buy ya Sell karay gay aor USD quote currency hay jes kay badlay main EUR Buy ya Sell karain gay. Forex trading main profit and loss pips ki shakal main hota hay pip kisi bhi currency ki price kay sab say chotay unit ko kaha jata hay aik pip ki value trade volume yehni lot size kay hisab say hoti hay jes main agar aik stander lot main aik pip barabar hota hay 10$ kay esi taran aik mini lot main one pip is equal to 1$ koi bhi trader direct Forex market main enter ho kar trading nahi kar sakta es kay liay usay kisi broker say help laini hogi aor broker kay zariay trading account create karna ho ga.
iii: Forex ki khasosiat
Forex trading business ko start karnay ka treqa bohat simple and easy hay. Yeh broker ki help say bohat kam investment say bhi start ho sakta hay aor esay bohat kam time main bhi start ki ja sakta hay. Forex kay liay kisi khas place ya office ki zarorat nahi hoti esay kahen bhi yahan internet ki saholat mojod ho start kia ja sakta hay. Forex market Saturday and Sunday kay elawa baqi 5 days open rehti hay jes main 24 hours main say kisi bhi time main trading ki ja sakti hay. Forex ko automatic method say bhi kia ja sakta hay. All time ap apni trading kay profit and loss ko dekh saktay hain aor en ko control kar saktay hain aor apnay profit ko any time withdraw bhi karwa saktay hain. Bohat say brokers apnay clients ko Forex ki practice kay liay demo account ki saholat bhi provide kartay hain jes par real account main trading karnay say pehlay demo main practice ki ja sakti hay. Investment kay block honay kay chances bohat kam hotay hain es ko kisi bhi time withdraw kar kay trading close ki ja sakti hay. Forex trading kay liay ziada education ki bhi zarorat nahi hoti bas es kay liay trader kay pas Forex trading ka acha khasa knowledge hona chahiay aor strong learning kay sath sath big experience bhi hona chahiay.
iv: Forex kay benefits
Forex aik online aor profitable business hay jes main bohat kam time main bohat kam investment say bhi acha khasa profit hasil kia ja sakta hay es main investment kay wast honay kay chances bohat kam hotay hain. Forex kay liay kahen safar karnay ki zarorat nahi hoti ghar beth kar internet kay zariay say trading ki ja sakti hay. Forex trading bay rozga logon kay liay aik best business hay. Yeh aik part time business kay tor par join ho sakta hay.
v: Forex kay nuqsanat
Wasay to Forex kay koi nuqsanat nahi hain lakin ehtiati tadabeer bohat zarori hain kun k yeh aik profitable business honay kay sath sath risky and difficult business bhi hay es main thori si mistake bhi big loss day daity hay es main kai brokers and private account managers logon kay sath dhoka kartay hain aor lalach day kar lotatay hain en say bachna bohat zarori hay. Har trader chahay jetna bhi expert kun na ho woh Forex main loss zaror uthata hay Forex main 90% traders apni investment wast kar bethtay hain jes ki wwajah Forex ka knowledge complete gain na karna aor learning ka strong na hona aor demo pay poori taran practice na karna shamil hay.
yeh to tha Forex ka basic knowledge jo k har traders ko trading start karnay say pehlay har soorat hasil karna chahiay.
1-2: Forex ka Technical knowledge
Forex kay basic knowledge kay sath sath Forex ka technical knowledge bhi hasil karna bohat zarori hay jes main Forex market, Currency pairs, Forex brokers, Forex trading account, trading tools, charts and indicators, account and mony management aor trading plans kay baray main complete janana shamil hay jo k har hal main traders kay liay Forex ko understand karnay kay liay zarori hay yahan par technical knowledge ki wazahat kay liay aik post nakafi hay es kay liay Pak Forex Forum say bohat knowledge hasil ho sakta hay.
2: Forex ki strong learning
Forex trading ko understand karnay kay liay Forex ka complete knowledge gain karnay kay sath sath achi aor strong learning ki bhi bohat zarorat hoti hay learning main technical knowledge main jo bhi shamil hay yehni trade open karnay say lay kar close karna tak ka sara tareqa kar sekhna shamil hay aor yahi Forex main kamyabi ki aik behtreen gunji hay best and strong learning hi ki wajah say trader demo account main Forex ki achi practice kar kay experience hasil karta hay aor real trading account main kamyab trading kar pata hay es taran aik trader completely Forex ko understand kar pata hay. Lehaza mara all Forum members ko yahi mashwara hay k woh Forex ko understand kiay baghair bil kul start na karain bal k esay poori taran samajh aor sekh kar aor demo practice kar kay hi start karain ta k koi loss na ho aor profit hi hasil ho. Thanks for all Forum members.
• #13 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
Forex trading business ko shuru kernay kay liye isay samajhna bohat zaroori hai. Kiyu kay jab tak hum forex business ko sahi tarah samajhen gay nahi uss waqt hum isay achay tareekay say seekh bhi nahi saktay hain.

Forex hain Kia

Forex jaisa kay word say zaahir hai kay ye foreign aur exchange say mill kay bana hai. Foreign ka matlab bairooni aur exchange ka matlab tabadla hai. iss mai currency ka tabadal kia jata hai. issi liye her pair 2 currency pay mushtamil hota hai. Aik currency dusray say exchange hoti hai.

Sell aur buy Kia hai

jab traders trading start kertay hain tou unhain aik baat ki confusion rehti hai kay sell aur buy mai hum kertay kia hain. dear sell mai hum jab kisi pair mai trade open kertay hain tou uss pair ki pehli currency hum uss pair ki dusri currency kay saath exchanege kertay hain. Asaan alfaaz mai agar kaha jaey tou kuch aisay hai . Agar hum usd/cad mai sell ki tarde lagatay hain tou hum usd ko cad kay badlay sell kertay hain ,hum usd day rahey hotay hain aur cad lay rahaey hotay hain. issi tarah buy mai hum usd khareed rahey hotay hain aur cad day rahey hotay hain

ye forex ki basic learning hai jissay samajhna trading ko samajhnay kay liye zaroori hai
Dear friend ap ny both achy tariqy sy btaya ha main ap sy mutafiq hon k forex trading main hum log currency ka exchange karty han aik da rehe hoty han or aik la rehe hoty han forex trading humy start main both muskal lagti ha par ahsta ahsta humy samj any Lagti ha currency pair kase move karty han in ki movement ziada kis waja sy hoti or q hoti ha jtna ziada hum seekeny ki kosish karty han uhtna he kamyab hoty han forex trading main knowledge or experience ki zarorat hoti jis sy hum trading seek or samj sakty han forex trading main humy both ziada mehnat ki zarorat ha tab he hum market k achy analysis kar sakty han or ache trading kar k ache earning kar sakty han
• #14 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

Dostou may b aap sub ki baatou say agree karta hu forex ko samjhna boht zaruri hay agar hamay iski history iskay baaray may sai information nai hoge tou uski waja say say ham ismay nay na tou sai trading ker saktay na he koi profit bana saktay hay tou sub say pahlay hamay yay samjhna chahiyay k Forex hay kia yay kaysay kaam kerta issay ham kaysay profit kamaa saktay hay kin rules ko hamay follow kerna hoga kistime trading karay jis say hamay ziad earning ho. MY tou kehta hu hamy trading kernay say pahlay forex ko sai tareekay say seekhna chahiyay or phir apni investment kerni chahiyay.
• InstaForex
• #15 Collapse

Re: Jaiza: Forex ko samajhna zaroori hai

Assalamu Alaikum dear friend Forex trading karne ke liye forex ko samajhna bahut jaruri hai in fact Kisi bhi kam ko yah business ko karne se pahle Uske bare mein mukmmal information hona bht hi zaruri hai agar aapko use business ky bare main pata hi na ho tu aap kis tarah us business ke Kamyab hone ki zamanat de sakte hain esi tarah agar ham Forex mein kaamyab hona chahte Hain To Hamen Forex ke bare mein zyada se zyada knowledge hona chahie basic rule and regulation ke bare mein main imam hona chahie k kis tarah trading karni hai yah sab junior members ke liye bahut hi zaruri hai k mo Forex ke bare mein Zyada Se Zyada basic knowledge hasil Karen Taky vo Ek achu trader mustaqbil mein ban saken aur acchi earning kar saken sell or buy ke bare mein jitna sikhenge utna hi zyada earn karenge isliye Forex ko pahle acchi Tarah sikhna chahie

اب آن لائن

Working...
X