Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?
    Dear mere aap tamam dostoun sae yeh sawal hai kay hum forex ko easily kaisay samajh saktay hain kay hum iss mein acha kaam ker sakain aur phir uss sae humain achi earning bhi ho sakay please tamam members reply kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

    Pakistan forex forum is mamly ma bahot perfect hai Pakistan forex forum aik best trading knowledge hasel krna aor training ky gur sekhni ke jaga hai jahan ap apni trading skills ko polish kar skty ho pur ahtemad ho ky kaam krna aoko behtreen trader bna skta ahi aoni confidence ki bahali ky leay demo account bna len aor us ma kam start kren aor kabi bhi apni trading account ki limit sy zeyada risk na len ruks agr len ahai to strategy bna ky open kren aik trade scalping ki li hai aor lot szie zeyada rakha hak to ohr aoko yeh bhi dekhna chye ky ap ny markrt ma kon si strategy use ki hai stoploss kya lgaya hai aor kitn arisk lea hai managed hai ya ohr full risk hai account ma kabi bhi 50 percent loss na h9ny den
    • #3 Collapse

      Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

      Dear friends forex trade ko samajhna mushkil kam hai hi kyun ki yeh ek bahut technical business hai, agar aap chahte Hain ki forex trading ko mukammal samajh sake to is ke liye aap ko step by step learning hasil Karni hogi. Forex trading ki learning so do tarikon se hasil kar sakte hain ek aap kisi bhi article book yah kisi bhi platform se basic information Le sakte hain aur is ke alava aap community platform per apne sawal pooch kar apni learning ko aur nali ko increase kar sakte hain. Pakistan forex forum ek aisa platform forum hai Jahan per senior aur Junior akhty members kam karte hain bahut sare aise traders Hain jo ki earning kar rahe hain to woh apna experience junior se share karte hain iska fayda yah hota hai ki vah apni future trading mein vah mistake nahin repeat karte Jo ke unki senior kar chuke hote Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

        dear forex ko samjhna bahut he asaan hay isay samjhna koi mushkil kaam nai hay laikin is main jo samjh lia hay us pay amal krna bahut he mushkil kaam hay q k yeh aik aisi field hay jis main agar ham aik baar enter ho jatay hain to dubara is main say hamara nikalna imposible hay is main hamko dikhai kuch daita hay jis ki wajha say ham is main isk rules ko follow krna bhool jatay hain aur sab kuch jaldi jaldi hasil krnay k lalach main sab kuch lose main change kr baithtay hain aur agar ham isay samjhnay k baad is pay amal krtay hain to is main koi mushkkat wala kaam nai hay phir is jaisa koi bhi acha aur profitwala kaam nai hay hamari life ki tamaam zaruriat is say ham poori krnay k kabil ho saktay hain laikin sab say important yahi hay k jo seekha hay sirf usi pay he amal kia jaye na k apni tarf say tukkay lagaye jayen.
        • #5 Collapse

          Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

          hamy acha knowledge or acha experience gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy forex ky rules ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik wasee busienss hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

            forex mein bahut se aise tarike Hain jinko Ham follow karte hue is ko behtar tarike se samajh sakte hain ja sake Ham iske bare mein Pak forex form se 20 ke bare mein knowledge hasil kar sakte hain aur aur ham account per kam karke bhi iske bare mein experience aasan kar sakte hain aur ham kisi expertqa follow kar sakte hain successful trader ko follow karte hain iske rule regulation ko bare mein padh sakte hain wali website se Ham iske bare mein search kar sakte hain aur iske bare mein apna knowledge gain kar sakte hain jitna achcha hamare pass iske bare mein knowledge Ho Gaya jitna jyada hamare pass experience hoga utna hi acche se trade kar sakenge utna hi jyada profit answer kar sakenge isiliye hamen jyada se jyada ismein knowledge to gain karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

              forex ko samjna asan nahi hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy acah expeirence gain kar ky is mai kam karna ga forex kabe be band na hony wala business hain is mai usa or chuna or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex business pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai free accoutn bana kar be kam kar sakty hain is mai hum apny boss ap he hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mami poor mans be kam kar sakty hain hum is mai free be ban sakty hain yai aik legal business hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

                Forex business ko easily understand nahi kia ja sakta hay app ki hardworking par depend karta hay agar app ki hardworking me kami nahi ho gi to app bahot kam time me aur easily Forex business ki learning karny me kamyab ho sakty ho aur agar app mehnat nahi karo gey to app ko ye bat mind se nikal deni chaye key app Forex business me successful trading karny me kamyab ho sakty hey, koi be business easy nahi hota aur na hi easy samjna chaye, Forex be esa hi business hay jes ko agar easy leya jaye to es business me traders key ley sabalna mushkil ho jata hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

                  Dear Forex trading ko learn karny k boht sources hain ap internet per forex trading ki online classes lay sakty hain ap apny kisi senior friends say jo forex trading main expert ho us say forex trading ko learn kar sakty hain ap forex trading ko step by step learn karain pehly forex trading ki basic sekhain aur phir standard level per topic wise learn karain to ap inshallah forex trading main expert trader ban jain gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

                    Ji ap nay very important question kia hay. Forex trading aik difficult aor risky business hay es ki complete learning hasil karna ziada easy nahi hay. Books and internet waghaira say Forex trading ka knowledge to complete hasil ho sakta hay magar learning complete nahi ho sakti kun k Forex aik technical business hay jo just reed karnay say nahi aata bal k es kay liay kisi expert trader ki zarorat hoti hay jo new trader ko Forex kay baray main knowledge kay sath sath trader ko Forex poori taran sekhay Forex ko easily sekhnay aor samjhnay kay liay trading teacher Forex student ko live trading start kar kay step by step trading account kay baray main batay aor pori taran practical kar kay batay aor sath sath practice bhi karway es taran learner ko Forex kay baray main saray concept easily clear ho saktay hain aor learner easily Forex ko understand kar sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

                      Dear aap nay bohat acha sawal kia hai. forex trading ko easily samajhnay kay liye aap ko forex forum pay aisay threads aur posts pathni chaiye jinn mai forex ki basic learning kay barey mai baat ki gai hain aur achi discussion hui hai. Forex trading aik business hai jiss mai currencies ka business hota hai . is mai hum aik currency sale kertay hain aur uss kay badlay mai dusri currency lay laitay hain. issi tarah hum forex mai kaam kertay hain. Hum apna pak forex forum ka bonus milnay kay bad instaforex kay real trading account mai trading kertay hain uss kay baad uss trading say honayw aley profit ko withdraw kerwa saktay hain. Forex trading sekhnay kay liye sub say achi jagah pak forex forum he hai jaha forex kay rtealated her tarah ki maloomaat mill jati hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

                        Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex jasa k aik bot bara or profitable business hy mgr is m b successful hony k liay hamy kuch chezon ko smjna zrori hy forex ko sekhna zrori hy hamy forex k mutaliq achi learning or acha knowledge hasil krna hota hy jo k ham pak forum m posts kr k hasil kr skty han agr ham posts ni b krna chahty to ham daily pak forum ko study kr k b hasil kr skty han phr hamy acha experience expert banna hota hy jo k ham demo account m practice kr k hasil kr skty han ham demo account m aik sal tk or daily basis py do ganty practice kr k hasil kr skty han forex trading m successful hony k liay hamy anylyses ko study kr k or market k up down ko dakh kr smj kr trading krni chaiy tbi ham successful ho sakty han
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

                          Dear ais market mai kaam karna tab tak hi muskil hota hai jab tak bandy ko ais mai kaam karna ni aata aor ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais mai learning karni chaye aus k baad ap ko ais market ki samjh aa jaye gi aor ap ais market mai acha kaam kar saky gay agar ap ne ais market mai acha kam karna hai to ap ko ais market mai ye dekhna hai k ap ais market mai sirf thori si learning kary aor aus k hisab se hi kaam karyh agar ap bahot hi zayda lamby chakron mai pary gay to aus se ap ko samjh ni aye gi ais liay aram se ap ais market mai kaam karty rahy aor aus k baad ap ais market mai acha kaam kar sakty hai aor ais market mai se profit bana skaty hai magar thora time lagta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

                            Assalamu alaikum dostou Forex aik boht he acha or aik legal business hay issay samajhna nihaayat he asaan hay laykin amal kerna boht he mushkil hay qk ismay log laalich boht jaldi kertay hay or acha khaasa loss kerwa laytay hay is business may hamay achi knowledge honi chahiyay hamay demo account bana k practice kerni chahiyay aik dafa jub ham issay samjh layytay hay tou kaam kerna boht he asaan hojaata hay yay aik aisa business hay jo kahe b ker saktay hay chahay aap kahe b ho ghar hou office may hu kahe b koi time nai hay aap apni mehnat karay or apni profit gain karay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ko hum easily kaisay samajh saktay hain?

                              Dear friend forex trading seekena both zarori ha jab tak humary pass knowledge or experience ni ho ga to hum loss ho sakta ha trading karty huy is ley humy pehly ache tahra knowledge or experience hasil Karna chae ha phr humy trading karni chae ha
                              Forex trading main learning or practice sy hum easily forex trading ko seek sakty han samj sakty han forex trading planning or strategy bana k trading kar sakty han forex trading main humy both ziada learning ki zarorat ha forex trading main trading tohri muskal ha par namumkan ni ha is ley humy apni mehnat jari rakhni chae ha
                              Jtni mehnat karny gy utny he kamyab hon gy is ley humy learning or practice sy ziada sy ziada knowledge or experience hasil karna chae ha or phr trading karni chae ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X