Jaiza: learning or experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: learning or experience
    Forex trading business may kamyab hone Kay liye zarori hai Kay hum apna ziyda sy ziyda focus apni learning or experience ko increase karne may lgain or koshish karain Kay humri skills improve ho jis ko use karty hoe hum easily profitable trade laga skty hai jo log forex ko join karty hi ziyda focus profit pay rkhty hain or leaning ko ignore karty hain wo apna balance ko zaya karty hain begaar knowledge experience say koi bhi forex may behtr trading nahi kar sakta kamyab hone Kay liye thori si mehnat darkar hai humain chahye Kay hum mehnat karain or sath sath apne issues ko seniors Kay sath discuss karain techniques ko samjty hoe analysis karain market ka tab ja Kay hum experts hoty hain profitable trade lagne may..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: learning or experience

    Forex trading business mai kaamyabi ka raaz he learning mai hai. Jitni ziada earning kernay ki khawhish kisi trader kay under ho utni he ziada usay lernay ki koshish bhi kerni chaiye. Kuch traders aisay hotay hain jinhain learning ki bhi khwahish hoti hai aur saath saath earning ki bhi zaroorat hoti hai. lakin unhain apni learning kay liye focus kernay ka nahi pata hota. iss kay liye zaroori hai kay apni learning kay liye time table bana lain. Agar daily koi aik time bhi rakh kay uss time mai thori bohat learning shuru ker lain. issi tarah New traders ko apni learning mai izafa kernay kay liye time bhi nikaalna parta hai aur mehnat bhi ziada kerni chaiye. Jab learning achi ho jaey tou normal routine mai bhi apni earning aur learning ko barhaya jaa sakta hai uss mai koi diqqat nahi hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: learning or experience

      اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
      Jaiza: learning or experience<br />Forex trading business may kamyab hone Kay liye zarori hai Kay hum apna ziyda sy ziyda focus apni learning or experience ko increase karne may lgain or koshish karain Kay humri skills improve ho jis ko use karty hoe hum easily profitable trade laga skty hai jo log forex ko join karty hi ziyda focus profit pay rkhty hain or leaning ko ignore karty hain wo apna balance ko zaya karty hain begaar knowledge experience say koi bhi forex may behtr trading nahi kar sakta kamyab hone Kay liye thori si mehnat darkar hai humain chahye Kay hum mehnat karain or sath sath apne issues ko seniors Kay sath discuss karain techniques ko samjty hoe analysis karain market ka tab ja Kay hum experts hoty hain profitable trade lagne may..
      Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading main kamyabi kay liay first of all three types ki skills ka traders main hona bohat zarori hay.
      1: Knowledge
      Forex trading aik complete and profitable business honay kay sath sath aik difficult business bhi hay jes ko without knowledge start karna aor es main kamyabi hasil karna bohat hi mushkil hay Forex trading kay liay Forex ka basic and technical knowledge trader kay pas hona bohat zarori hay jes main Forex kay introduction say lay kar Forex market, Forex brokers tak sari information hoti hay lehaza Forex main kamyabi kay liay har hal main knowledge ka complete hona zarori hay.
      2: Learning
      Forex ka knowledge hasil kar lanay kay bad agla round learning ka hota hay Forex ki learning main woh tamam tareqa kar hota hay jes say trading ki jati hay jes main trade open say lay kar trade close karnay tak aor Forex market main entry say lay kar exit tak ka sara procedures shamil hay es main traders ko Forex market main trade open kis taran karni hay, trading tool kis taran use karnay hain, charts and indicators ko kis taran understand karna hay, account and
      money management kaisay karni hay aor risks ko kaisay manage karna hay waghaira waghaira shamil haytraders kay liay Forex trading ki learning ka complete and strong hona har hal main zarori hay.
      3: Experience
      Forex trading ki strong learning and complete knowledge hasil kar lanay kay bad bhi trading main kamyabi mumkin nahi hay jab tak traders kay pas Forex trading ka acha khasa experience nahi hay bohat say new traders yeh mistake zaror kartay hain k woh jald bazi main demo pay Forex trading ki practice nahi kartay aor sedha real account main trading start kar datay hain jes say woh kai mistakes kar jatay hain aor un ko loss ho jata hay lehaza har aik new traders ko chahiay k woh Forex ki learning complete karnay kay bad real account main trading start karnay say pehlay demo account main achi taran Forex trading ki practice kar kay acha experience hasil karay. Zarori nahi hay k real trade start karnay tak demo ko use kia jay bal k real trading kay doran bhi esay apni strategy ko check karnay kay liay bhi use kia jay ta k es say traders kay experience main mazeed azafa ho sakay demo pay jitni ziada practice ho gi utnay ziada kamyabi kay chances hon gay.
      Lehaza mara sab Forum members ko yahi mashwara hay k woh real trading start karnay say pehlay Forex ka achi taran knowledge hasil kar lain aor strong learning kay bad achi taran Forex ki practice kar kay experience hasil kiarain aor full experience kay sath trading start karain ta k kisi problem kay baghair trading main kamyabi hasil kija sakay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: learning or experience

        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex aik real or behad profitable business hy mgr ye aik risky business b hy is m agr ham ny successful hona hy to hamy earning sy ziada learning or best knowledge increase krny m time lgana chaiy q k jb tk ham kisi kam m achi learning acha experience hasil ni karan gy to ham kbi b na to agy barh skty han na to success hasil kr skty han new traders zyada tar jb forex ko join krty han to un k zahn m hota hy k ham zyada sy zyada pasa kma kr jaldi ameer ban jain wo learning experience or knowledge py zyada dhyan ni dyty isi wja sy new traders ko zyada tar trading m start m loss ka samna krna prta hy hamy chaiy k ham phly forex m learning ko acha karan phr experience or knowledge hasil karan aik perfect trader ban ny k bd forex m trading start karan
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: learning or experience

          Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein humain sub sae pahele forex kay knowledge ko improve kerna chahyea uss kay baad hum forex ko learn kerain aur learn kernay kay baad iss mein apnay experiance ko improve kerain iss kay baad trading kernay aur earning ka sochain
          Forex ka Knowledge
          Forex koi aam business tou hai nahin iss lye iss ko behtar tareeqay sae samajhnay kay lye humain forex ka knowledge hasil kerna chahyea aur uss kay lye forum aur internet ko use kerna chahyea
          Forex ki Learning
          Jub hum forex ka knowledge hasil ker lain tou humain iss mein forex ki learning bhi kerni chahyea aur iss mein humain forex market kay analysis kerna bhi seekhnay chahyeain risk management aur money management seekhain aur trading ki learning bhi zaroori hai
          Forex ka Experiance
          Forex trading ki practice kerna bhi bahut zaroori hai iss sae humara trading experiance bhi zayada ho ga aur iss kay lye humain demo account mein bahut zayada practice kerni chahyea jis sae humain forex ka bahut acha experiance ho ga
          Earning
          Jub aap forex ka knowledge bhi hasil ker lain gay learning bhi ker lain gay aur exoeriance bhi ho jaye ga tou phir humain forex sae earning hi earning ho gi
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: learning or experience

            g ap ny bilkul thek kaha hy forex trading main hamyn zayada sy zayada larninig karni chahya or experience hasil karna chahya ta k zayada profit hasil ho forex trading main hamyn mahnat ki bohat zaayada zarort hy agr mahnat karyn gy to hum kamyab hon gy is main hamyn zayada sy zayada experience or larninig ki zarort hy experience k bna trading nai ki jati agr experience na ho to hamyn loss hota hy
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: learning or experience

              Ji han aapki baat bilkul theek hai Forex trading Mein kam karne ke liye acchi learning Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki learning aur accha experience Ya Do aisi chij hai Jiske Bina per aap Forex trading mein bahut hi accha profit Hasil kar sakte hain jaise ke Forex trading mein agar aap Forex ki basic learning Se Lekar demo account Tak Achcha hard work Karen demo practice Karen forex market Mein trading tools ko acchi Tarah use karna seekh Le To aap Forex Mein Kabhi Bhi Na Kami Nahin Hasil Karenge aap Hamesha Forex a profit hi Hasil Karenge isliye Forex ki basic learning Hasil Forex form se ho sakti hai aur Iske alava demo account Ek bahut hi accha Tarika Hai Jiski vajah se aap market ko acchi Tarah Se charge kar sakte hain aur ismein achha profit Hasil kar sakte hain isliye aap Forex Mein hard work Karen Taki aapko Aane Wale Waqt Mein pareshani Ka Samna Na Karna Pade isliye kam karne se pahle aapko Achcha experience Hasil karna bahut jaruri hai Taki aapke account Mein Koi Bhi nuksan Na Ho Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: learning or experience

                G han dear humain es mai hamesha aik acha expirence hasil karna chye hasil karain aur zayda say zayda learn karain kiyu kay achi learning karnye mai he achi earning kar saktye hain kiyu kay aik acha trader hamesha achi learning karta hai tabhi ja kay us ko aik achi earning hotye hai expirence hasil karna he humarye liye sub kuch hai kiyu kay ap kay pass acha expirence hasil kartye hain tu kamyabi ap ko har hal mai mil jatye hai aur mai samjhta hun kay achi learming he humarye liye acha expirence hasil kar saktye kiyu kay humain kamyabi kaliye zaroori hai mahnet kay sath learn karain aur kamyabi hasil kar saktye hain es mai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: learning or experience

                  Jab ham forex join kerty hain tou hamari pehly priority forex ki achi learning honi chahiay ky agar ham aik hi dafa koshish ker ky forex market main trading ky liay achy learning ker lety hain tou hamain future main trading main koi problem nehi hota ky hamain phir koi bhi trade open kerny sy loss kam aur profit hasil hony ka acha chance hota hai usky bahd hamain forex market main trading ka experience gain kerna hota hai ky ham pehly demo account sy trade continue kerty rehain gy tou hamain market main trade ka experience hasil bhi ho jaey ga aur demo trading sy hi ham apna experience increase bhi ker lain tou phir jab ham real account sy trade open kerain gy tou hamain phir loss hony ka chance kam hoga warna ham jab bhi real account sy trade start ker ky continue kerain gy tou hamain jab tak acha experience hasil nehi ho jata hamain loss hi hota rehy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: learning or experience

                    forex trdaing main kamyb hony k liye apko apni lraning par boht focus karna hota hai q k hmari leraning achi hogi tu he hmari eraning achi hogi or hum tab he kamyb ho skty hain es liye apko aghr forex main kamyba hona hai tu apko leraning karna hoi jitni achi leraning hogi otna he apka knowlege gain hota rahy ga tu hmaisha apni trdaing ko kamyb hony k liye apko leraning pr knowlege par dehan dena hoga jitna ach ap kam karengy otni he jaldi ap apni trading main achi eraning kar skty hain q k ap ny yah suna hoga k leraning hogi tu he hmain eraning mily gi tu apni leraning par khas dehan den jitna apacha kamkaregy otna he ap apni trading main kamyb trading kar skty hain or earning kar skty hain tu leraning k liye ap k apss forum account hai apka jitna forum main time spend hoga otna he ap kamyab hungy
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: learning or experience

                      forex trdaing main kamyb hony k liye apki learning or apka expiernce oht mattr karta hai es liye apko khas en ki traf dehan dena chahye q k jub ap ayse dehan dety hain tu ap apni trading main ach aproft gain kar skty hain or earning bna skty hain es liye apko chahye k ap apni leraning ko aghr enhance krna chahty hain tu ap forum maina pna time den jitna ap forum main time dengy otan he ap kamyb bhi hungy or aghr ap any expiernce ko gain krnachahty hain tu apko demo account par trading ki practice karni chahye jub ap trdaing ki practice demo account main karty hain tu ap bari achi trdaing kar skty hain or apko loss bhi kam se kam hota hai jub apki leraning achi hoti hai or sath main apka knowledge bhi acha ho tu apni kamybhi k liye mahant karty rahen r forex se faida bhi othaty jaen
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: learning or experience

                        dear forex traders apko maloom hona chye ky trading market ma apko learning aor experience bahot he ahm hai jab tak apko independent trading krna nhe ate ap ache trader nhe bn paty ho is ka apko forex forum ma bhi loss aor nuqsan hota hai jo traderz zeyada acha knowledge and experience rakhty hain skills bnaty hain apne strategies ko istemaal ma latye hain unko zeyada acha reward milta hai aor wo aub apny bonus ky double triple amount bhe withdraw krva lety hain apko forex trading ma aik ma apna extra time demo account ma trading ky doran lgana chye aor trading market ma multi pul sources use krty hauy market ma loss ko control aor trades ko handle krn achye aor efforts ko capture krna chue
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: learning or experience

                          Dear friend forex trading main kamyab hony k ley humy proper learning karni ho ge or demo account main practice karni ho ge tab hum forex trading main kamyab ho sakty han
                          Forex trading main pehly kisi dost ya expert trader sy learning karny kuch basic knowledge hasil karny or phr is knowledge ko demo account main apply karny ta k ap ko maximum experience hasil ho
                          Jtni ziada hum mehnat karny gy knowledge or experience hasil karny gy humy utny he juldi forex trading main kamyab ho sakty han daily kam sy kam 2 ganty trading ki practice kar k hum apny knowledge or experience main azafa kar sakty han or skills ko improve kar sakty han Jo humy trading main kamyab bana sakti han
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: learning or experience

                            Dear agar ap ne ais market mai dekha ho to ais mai bahot hi kam log hai jo ais mai kamyab ho rahy hai ais market mai zayda log to wo hai to ais market mai loss kar rahy hai aus ki asal waja ye hai k ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais market mai kaam sekhna parta hai aor aus k baad aus par practice karni hoti hai jab ap ais market mai achi practice kar lety hai to aus k baad ap ko ais market mai kaam karny ka experince ho jata hai aor ap ais market mai acha kaam kar k profit bana sakty hai agar ap ais market mai mehnat karo gay to ap ko ais market mai faida ho ga agar ap ais market mai mehnat karo gay to ap ais mai achy analysis kar sako gay ais market mai ap ki mehnat hi hai jis ka result ap ko milta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: learning or experience

                              Forex trading business me 1 kamyab aur professional trader key ley important hay key wo learning kary learning karny se trading ka expernice be hasil hota hay aur knowledge be, agar ham basic learning hi nahi karen gey to ham advance knowledge aur learning karny me be fail hi hon gey, koch trading ki strategies esi hey jes ko learn karny key ley bahot zeyda technical aur fundamental knowledge aur information ki zarorat hoti hay ye tab hi mumken hay jab ham basic learning karny me kamyab hon gey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X