Oversold and overbought judge karny ke leay best indicators kon se hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oversold and overbought judge karny ke leay best indicators kon se hain?
    Dear members Forex trading mein indicators buniyadi haisiyat rakhte Hain, Tamam tradres un ke barey main jantay hai Magar knowledge share karne se aap ko Mazeed expertise milati Hain. Is liye Mera aaj ka Sawal hai oversold and overboard judge karne ke liye best indicator kaun se Hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Oversold and overbought judge karny ke leay best indicators kon se hain?

    Jab market kisi bhi pair main bahot zyada move ker jati hai tou usky bahd agar move downward ho chuki Ho tou market main bahot zyada seller enter ho jaty hain tou jab zyada sellers hongy tou market over sold Ho jati hai isi terha agar market zyada up move ker jati hai tou aesy time per jab bahot zyada buyers market main enter ho jaty hain tou it's mean K market overbought ho chuki hai tou jab bhi market oversold ya overbought ho tou aesy time per bahot zyada chances hoty hain ky market isi direction main aik bari move aur bhi kerti hai jis direction main already move ho chuki ho Jesy ky agar oversold ho chuki hai tou sell per trade honi chahiay aur jab overbought hoti hai tou hamari trade buy main hamari trade buy ki put honi chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Oversold and overbought judge karny ke leay best indicators kon se hain?

      Forex market mein tou aap ko sirf RSI hi yeh bata sakti hai kay market over sold hai ya over buy iss kay ilawah tou mein nay market mein koi aisa indicator nahin dekha hai jis mein market kay over sold ya over bought honay ka pata chal sakay
      Baqi rahi baat market kay over sold ya over bought ki tou aise surat mein tou aap ko market mein favour mein trade nahin kerni chahyea kyun kay wahan sae market kay reverse honay kay chances bahut zayada hotay hain jis ki wajah sae aap ko market mein loss ho sakta hai lakin agar forex market mein aise surat mein aap market kay against trade lagatay hain tou uss mein aap ko bahut zayada faida hota hai kyun kay mazeed iss sae agay market zayada move nahin keray gi aur market aap ki favour mein jaldi aa sakti hai iss lye aap ko hamesha over sold aur over bought per trade kerni chahyea
      • #4 Collapse

        Re: Oversold and overbought judge karny ke leay best indicators kon se hain?

        Asalam.o.alikum bhaio overbought and oversold markrt ka andaza lgana hai to best indicator jis ko waisy oscillators count kia jata hai wo hai Relative strength index indicator aor next jo ab sub sy best hai wo hai dynamic momentum index indicator relative strength index indicator fix time period oy market movement ki calculate krta hai jub ky dynamic momentum index different30 time periods ko use kr ky time ki calculate krty huy humen overbought aor oversold market ka btata hai is leay ap dono ko us ekr skty ho rsi indicators bhi 30 below oversold aor 70 above overbought btata hai dynamic momentum index differenttimes py yehi btata hai 30 beolw buy trade aor 70 above py sell trade btata hai
        • #5 Collapse

          Re: Oversold and overbought judge karny ke leay best indicators kon se hain?

          forex mai hamy over bought or over sold ko mady nazer rahk ky kam karna ho ga hamy acha experience gain kar ky RSI ya CCI indictors ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex mami indicators ke bohat ahmeyat hain hamy soch samj kar kam karna hio ga pher he hum market mai run kr saky gy forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai live kam karty hain hum is mai psia be invest kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy analysis ko be use karna hi ga forex pakistan mai legal or famous business ban cuka hain forex aik international busienss hain
          • #6 Collapse

            Re: Oversold and overbought judge karny ke leay best indicators kon se hain?

            hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik bohat bara busines hain is ke market ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy is mai rsi indicator ko use kar ky kam karna ho ga phr he hum agy bar skay gy agar hum indicators ko ignore kar ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik wasee business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kr sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai bager pasiao ky account bana ker be kam kar sakty hain or hum bonus kma sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Oversold and overbought judge karny ke leay best indicators kon se hain?

              market main har trader over sell aur aur over buy ko samjhny ky leay muhktilif method use karty hain ziada tar trader chart ko read kar ky he samjh jaty hain ky ab market boom level pay ha mager kuch new trader jin ky pas experience kam hota hai wo RSI ko ue karty hain mere khyal say RSI kabhi bhi ap ko over sell ya over bought nahi btata ha kyon ky isko jab ap fast movement main dekhain gy tu ap ko khud he samjh main ajay ge main apny method ap ko btata hun ky forex main,main kesy over sell aur buy ko samjhta hun jab bhi aik trend chal raha hota ha tu hmain big time frame main dekhna chaheay aur aik trend jab khtm hota ha ju market phir sideways move karna shuru kar daiti hai aur wo hi time hota hai market ki retracement ka aur trend ky change hony ka kabhi bhi ap ko indicator nahi btay ga ky market main over bought aur over sell ho chuki ha iss lea market ki real ko picture ko dekhain.
              • #8 Collapse

                Re: Oversold and overbought judge karny ke leay best indicators kon se hain?

                Forex trading mein bahut zayada log indicators per depend kertay hain jub kay aisa nahin kerna chahyea humain sirf indicators per hi depend nahin kerna chanyea balkay humain khud sae market kay analysis kernay chahyeain aur humain unn analysis per hi trading kerni chahyea kyun kay jo indicators forex mein use hotay hain unn mein sae aisa koi indicator nahin hai jo humain market ki future movement kay baray mein bataye kyun kay forex mein jitnay bhi indicators use ho rahay hain woh sirf aur sirf humain market ki current position ka batatay hain iss lye aap lo koi bhi indicator oversold ya over bought ka nahin bataye ga lakin agar aap forex market mein teen indicators ko dekhain RSI MCAD aur Stoachistic tou agar yeh teenoun indicator aap ko same bata rahay hain tou aap uss mein trade ker saktay hain aur agar market oversold ya overbought ho rahi hai tou iss sae pata chal sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Oversold and overbought judge karny ke leay best indicators kon se hain?

                  Dear agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai koi aik trading strategy select karni ho gi ais mai agar ap ne over bought ya over sold par kaam karna hai to ap ko ais mai RSI indicator use kar lena chaye ais mai jab market over bought hoti hai to aus time ap k pass rsi 70 se above hoti hai aor jab market over sold hoti hai to aus time rsi ap ko show karwa rahe hoti hai k 30 rsi hai ais ka mean ye hota hai k ais time market over sold hai aor ais k baad market ne up jana hai agar ap ais mai trade lagan chaty hai to ap ko ais mai enter ho jana chaye ais mai ap ko RSI divergence ka pata hona chaye aus se ap ais market mai trend change ka pata laga sakty hai aor acha profit bana sakty hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Janab ap RSI or MCAD ka use kar kay apni trade ko trend kay against open kar sakty hain yeh woh dunu indicators hai jo ap ko market kay oversold ya overbought ka bata daity hain. Ap jab in dunu ko ighata use karain gy tu ap ko dunu kay result sy yeh pata chalany main asani ho sakti hai kay trend ab kiya hai or kab market oversold ya overbought howi hai tu ap phir against trend kay trade kar kay bhout kam time mai achi earning kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X