Jaiza: Forex trading main money management Kaise karni hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex trading main money management Kaise karni hai.
    Pyare dosto Forex trading aik Mushkil business hai aur us mein kamyabi Hasil karne ke liye bahut sari chizon Ka Khyal Rakhna parta hai Magar sab se Ahm baat money management karna hai. Koi bhi trader jab tak money management Nahin Kare ga tab tak usy kamyabi Hasil Nahin Ho gi. Jaisa ke naam se zahir ho raha hai money management , yani ke Hum ne kis tarike se trader account ke money ko manage karna hai hi ki Ham loss Se Bach kar Profit Hasil karna Shuru kar de, to us ke liye sab se Aasan Tarika yah hai ki aap apne total capital se a 20% ki trade Laga sakte hain aur 80% capital aap ko spare Rakhna ho ga agar aap desktop se dour jana chaty hain, Kyunki market Kisi waqat bhe violet ho sakti hai aur aap ki trade ke reverse Ja sakti hai. Agar aap ke pass Spare time hai aur aap desktop ke Samne baith sakte hain to aap 40% of your total capital tak trade Laga sakte hain. Stop loss and take profit ko lazmi apni trades Mein use Karen Takiy aap Kisi bary nuksan se bach sakte hain Jab Bhi aap money management Kar ke trading Karen ge to aap loss se bachen ge aur profit Hasil Karen ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading main money management Kaise karni hai.

    Money management yeh hai ky ham apni investment per is terha trade kerty rehain ky hamara account kabhi bhi wash na ho saky ky jab tak hamain open trade main tp ya sl hit na ho jaey hamain kabhi bhi second trade nehi lagani chahiay lekin jab hamain kisi bhi pair main trade open kerny ky liay planning kerni hoti hai tou us main money management bhi hoti hai ky hamary pas jitny amount main balance hai aur ham itny balance per kis pain main aesy trade open ker skaty hain ky market same pair main beshak apni maximum support ya resistance tak bhi chala jaey tou hamara account wash na ho saky hamain phir calculation ker ky supports aur resistances per sl aur tp bhi lagani hoti hai ky agar open trade ky against koi bhi level break hota hai tou hamari trade small loss main hi close ho jaey lekin agar favour main move kerti hai tou jab level per poch jaey tou achy profit main trade close ho jaey
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading main money management Kaise karni hai.

      G han dear forex trading mai mujhye lagta hai kay humain mony managemt zaroor karni chaye kiyh kay ager hum us khawat oay chlain gaye tu kamyab he hun gaye na kay chadar daikh kay paon philain kiyu kay jitn ap ka bonus hota hai uai hisab say he ap ko us mai plaining karna hotye hai yani kay mony managment karna hotye hai aur jitna kam bonus ho ga tu ap ko usi hisab say km eisk pay he kam karna parta hai jub kay jitna zayda bonus ho ga tu usi hisab say eisk laina parta hai mony managment asal mai hai kiya es mai ye hai kay ap ko apni mony yani kay bonus ya invest shuda raqam ko mahfooz karna hota hai yani kay ap ko lose bhi ho tu es had tak na ho kay ap ka account he wash ho jaye balkye atna ho kay ap sanbhal sakain us mI tu usi hisab say he hpta hai na tu humain hamesha kosesh karnye chye kay risk ko maintain rakh kay he trade ko open karain aur usi hisab say he apni mony manage karain aur karni zaroor cjye kiyu kag aksar hum aisa jartye nhi hai aur bad mai pachtawa hota hai kay ghkat kiya hum nay
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex trading main money management Kaise karni hai.

        Forex trading ho ya koi bhi dusra business ho money management aur time management ka bohat role hota hai. Jab tak hum money management nahi kertay usay waqt tak hum apnakoi bhi business run nahi ker saktay aur jab business run he nahi ho sakta tou profit ki tou tou baat kerna he alag hai. Forex trading ki money management tou instaforex bhi hamaray liye ker raha hai aur agar hum sirf usi pay focus ker kay apni trading ker lia karey tou bhi bohat faida hasil ker laitay hain. Real trading account mai capital balance, equity,margin aur free margin aik mukammal money management ka system hai. Agar traders sirf usi ko achi tarah samajh kay trading kia karey tou unhain mazid money management ki zaroorat nahi rehti hai.

        Account kay balance ko daikhtay huay trades open ekrna, apnay lot size set kerna, free margin aur margin kay hisaab say loss ya profit kay liye stop loss aur take profit lagana he money management kehlata hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex trading main money management Kaise karni hai.

          Forex mein trading mein sub sae zayada zaroori kaam money management ka hai kyun kay aap kay pas bonus kam hota hai aur aap nay uss ko safe bhi kerna hai aur uss sae aap nay profit bhi kamana hai tou aap ko chahyea kay aap forex mein money management zaroor kerna seekhain
          Money management mein sub sae pahele tou aap ko chahyea kay aap forex mein jub bhi trade lagain tou lot size apnay account balance ko dekh ker k lagain lot size ki selection aur jis pair mein aap nay trading kerni hai aisay select kerain kay agar aap ko loss bhi hota hai tou woh loss aap ka account wash na ker sakay aur trade dobara profit mein aajaye iss kay sath sath aap ko trade mein calculated risk lena chahyea ta kay risk sae bhi aap ki trade ko koi nuqsaan na ho
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex trading main money management Kaise karni hai.

            Ji mere bhai agar aapko fraction mein training karni hai to to ismein aapko money management ka pata hona chahie jaisa ke naam se ja Raha hai ki hamen kis tarah apni Vani ko manage karna hai aur kis tarah trade lagani hai ismein hamen apne experience ke sath kam karna hai jitna jyada aapke pass experience hoga utani jyada profit ke chances hai aur agar aapke pass experience nahin hai aur aapke pass money management nahin hai to aap ismein loss hasil kar sakte hain aur apne account ko bache bhi kara sakte hain isiliye money mein management bahut jyada jaroori hai aur ek acche traded ki yah ek aas paas hoti hai ke vah money management ko bahut acche tarike se control karta hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex trading main money management Kaise karni hai.

              apko forex trading ma money manage ky leay humen market ka analysis important hai technical and fundamental analysis Market ka analysis combination bhi zarori hai market ma liquidity term use hoti hai jis se humari social activities disturb hoti hai apko trading ma motivated hona chye gradually getting back to forum and demo account practice jis member ka pehly demo account practice ka experience ho usko bhi use krna chye aor update market ki bahot importance ky sath keni chye kis bhi chez ko halka na lo blky har aik cheze ki a0ni ahmeyat hoti hai market ma liquidity ko smjhna hai to kch oscillators ko use kro aor unky levels ko proper follow kro gay to zeyada behtri sy profit hasiel kro
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex trading main money management Kaise karni hai.

                Forex trading mein planning kay sath kaam kernay mein hi kamyabi hai agar aap forex mein beghair planning kay kaam kerain gay tou forex mein kamyabi namumkin ho gi forex mein hum sub earning hasil kernay kay lye hi kaam kertay hain tou phir himain loss ka nahin sochna chahyea balkay loss sae bachnay kay lye sochna chahyea aur uss kay lye trading mein money management kerna bahut zaroori hai
                Money management mein humain sub sae pahele tou apnay account balance ko dekhain zayada hai kay kam aur uss kay hisab sae humain apni trade ki lot select kerni chahyea kyun kay balance sae zayada lot select kerain gay tou uss mein humara loss hi ho ga aur account bhi wash ho sakta hai iss lye agar tou balance kam hai tou humain minimum lot size kay sath trading kerni chahyea aur money management ker kay trading kerni chahyea
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex trading main money management Kaise karni hai.

                  Dear agar dekha jaye to ais market mai agar ap ne kaam karna ho to ap ko ais market mai money management k hisab se kaam karna aana chaye ais k bary mai ap ko thori si detail bata deta hun agar ap k pass 1000$ ka account hai aor aus par ap ne 2% risk lena hai to ap ais market mai aik trade lagaty hai to aus par 2% risk k hisab se 20$ ap ka stop loss hona chaye aisy hi ap aik trade banaty hai jis ka stop loss 40 pips hai aor take profit 80 pips hai to ais mai ap ko apny account k hisab se 0.05 ki lot use karni ho gi ais mai agar ap ki trade ka stop loss hit ho jata hai to ap ko ais mai 20$ ka loss ho ga agar profit hota hai to ap ko ais mai 40$ ka profit ho jaye ga ais tarha her stop loss k hisab se lot select karty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X