Economic Calendar aur Central Bank Calendar mein kia farak hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Economic Calendar aur Central Bank Calendar mein kia farak hai?
    Dosto Economic Calendar and Central Bank Calendar mein kia farak hai? Kia in dono mein koe similarities hai ya dono completely different ek dosre se? Kindly hamare sath apne apne views share kare.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Economic Calendar aur Central Bank Calendar mein kia farak hai?

    Economic calender hamain forex market ky related tamam news ko unky time ky hisab sy show kerta hai ky ham jab bhi forex market main trade open kerny ki planning kerty hain tou hamain pehly economic calender ko zarur dekh lena chahiay aur hamain khud market ky achy fundamental analysis ker leny chahiaen ky ham forex market main achi trade ker sakain ky news per jab market bahot zyada move kerti hai tou agar same movement hamari open trade ky against hoti hai tou short time main hamara bahot zyada loss ho jata hai jis ko recover kerna bhi hamary liay bahot mushkil hota hai lekin kabhi kabhi hamain bahot acha profit bhi hasil ho jata hai lekin aksar ham news ko read kerny main ghalti ker jaty hain tou hamain zyada ter news per trade kerny sy loss hi hota hai aur Central Bank ka bhi forex market per fundamental effect hota hai ky market Bari move kerti hai Central Bank news time per bhi hamain aesy time per bahot zyada ehtiat kerni chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Economic Calendar aur Central Bank Calendar mein kia farak hai?

      apko aik bat yad rakhni ho gi ky economic financial calendar koi bhi ho kisi bhi country ki actual report aor news ko represent aor schedule krta hai aisa har giz nhi hai ky forex trading ky leay he sirf news hoti hain blky forex trading market country ki financial bews ko follow krti hai aor output finding aor report ki positively ya negativity ko follow krty huy currency ki value adjustment ki jati hai jesa ky pound ko dekha jay to yeh hamari primary skill ko improve krny ki achi misal hai ab brexit uncertainty aor tension ki waja sy pound bullish hai aor volitality hai currency pairs ma jis k8 waja say bahot sary major pairs ko trend ki uncertainty ka samna hai eurusd ka trend chang hua hai yeh sarri baten actual ho rahe hote haen
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Economic Calendar aur Central Bank Calendar mein kia farak hai?

        Dear jaha tak baat hai central bank ki to aus mai agar koi event hota hai to aus se market mai faraq aa jata hai mena market mai moment hoti hai magar jo baat hai economic calender ki to ais mai jitny event aa rahy hoty hai diffrent currencies k aun k bary mai news aani hoti hai aus ka shedule hota hai agar ap ais market mai kaam karty hai aor ap ne ais mai koi trade lagani hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai falan time par news ani hai to ap aus time trade na lagye wait kar ley economic calender mai pory week aor month ki news ki list hoti hai aor ap aus k hisab se market mai trades laga sakty hai ais tarha ap ko ais market mai faida ho jata hai jab ap ais ko dekh k trade lagaty hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X