kia main trend say current trend trading k liye ziada important hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia main trend say current trend trading k liye ziada important hota hay?
    dear forum members mujhay is baat say confusions hay k kia hamko trading har haal main main trend ko daikhtay huvay he krni chaye ya jub current trend jis side moove karay usi main he enter hotay rehna ziada important hay is baray main discuss say explain kr dain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia main trend say current trend trading k liye ziada important hota hay?

    Agar tou ham forex market main apni tamam trading scalping kerty huey ker rehy hain tou phir hamary liay current trend hi bahot zyada important hota hai ky ham long term trade ka risk isliay nehi ly sakty ky hamary trading account main balance bahot kam hota hai aur scalping ker ky ham forex market sy kuch profit hasil kerty rehty hain lekin agar ham long term traders hai ky hamary trading account main acha khasa balance bhi available hai tou phir hamary liay main trend bahot zyada importance rakhta hai ky ham phir forex market main loss ka soch bhi nehi sakty ky ham jab main trend per trade open ker lety hain tou beshak market bad bar retracement leti rehti hai lekin finally market ki movement main trend ky hisab sy hi continue rehti hai tou hamain long term trading main trend per open kerny aur continue kerny sy hi acha profit hasil hota hai
    • #3 Collapse

      Re: kia main trend say current trend trading k liye ziada important hota hay?

      MT4 terminal pay live trading kertay huay hum kuch baatoo ko ziada madde nazar rakhtay hain. jaisay kay trends ko monitor kerna, analysis kertay rehna, signls ko daikhtay aur news kay saath match ker kay achi trade open kernay ki koshish kertay rehna hai. agar majmuee tore pay daikha jaey tou main trend say current trend pay trading kerna hamaray liye ziada faidamand rehta hai. Kiyu kay hum sub traders ziada long term trading nahi ker rahey hotay hain bulkay hamari trades short term aur long term kay darmiyaan he open aur close ho rahi hoti hain iss liye hum current trend ko daikh kay trading mai ziada faida utha laitay hain. Current trend ko daikh kay trading kernay kay liye aik baat zaroor zehan mai rakhni chaiye kay humain market ko live monitor ker kay he trading kerni chaiye
      • #4 Collapse

        Re: kia main trend say current trend trading k liye ziada important hota hay?

        G han dear friends aisye he bat hai kay main trend say better current trend he hota hai kiyu kay current trend mai kkyu kay jo wo nasicaly chal rha hota hai wo he hota hai tu humain hamesha current trend mai he trade ko open karna cjye aur hamesha kosesh karni chye may current trwnd ko follow karain aur usi kay hisab say trade ko open karain kiyu kay curent trend ka kafi acha moqa hota hai na humain earning karna aik achi earning kaliye zaroori hita hai kay trend ko follow kiya jaye ager trend ko follow ni karin gaye us mai kamyabi kaisyge hsil karain gaye kamyabi hasil karni hai tu maintrend ko chor kay current ko follow karain aurr es mai kamyabi apnaye name karain yani kay es mai kamyabi hasil kar lain humain hamesha main point ko he daikhna hota hai na ahr follow bhi karna hota hai na aur forex tu aik aisye he cheez hai na jis mai thori saye vhlati ki jatye hai tu humain es mai nuqsan he hota hai tu hamesha en cheezaon say bach kay he trading karnye chye hamesha safe trend ko follow karna chye kkyu kay safe trend ko follow karnye walye kabhi es mai naqam ni hota hai hamesha he akmyabi ki tarfa he jatye hain tu kosesh karin kay safe trwnd ko he follow karain
        • #5 Collapse

          Re: kia main trend say current trend trading k liye ziada important hota hay?

          dear hume is main trend py depends kr k trading nai krni hoti hai trends khabi be change ho sakta ha trading k liye hume achy se acha knowledge lena chaiye trading k liye hume daily analysis ko check krna chariye market k chart ko fallow krna hota hai candle stick ko dekhna chaiye robot trading krein gey tu os main hume profit tu mil jata ha lekin knowledge nai milta ha hume is main khud trading krni chaiye kew k hum ne is business main life time tak kam krna hai hume is main sab se phaly apne account ki money management ko falllow krna hota os k bad koi descion lena parta ha big lots size se hume lose hi hota ha kam lots size se hum is main asani se profit lein sakte hein
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: kia main trend say current trend trading k liye ziada important hota hay?

            main trend unky leay important hota hai jo kog long term trading mein interested hoty hain apko to short term trading ki situation aor senario ka knowledge aor experience hona zaroori hai scalping ky leay apko apni skills aor strategies ko use krna chye aor update market ki honi chye market ka analysis important hai technical and fundamental analysis market ki understanding ky leay kafi hota hai mazeed update hasil krna indicators ko istemaal krny say faida mand hai apko trading ma motivated hona chye gradually risky business krna chye aik dam risk nhi lena chye yeh apko forex trading ma expert bnana itna he ahm hai jitna daily life ky leay khana pena ahm hai forex trading market ki uncertainty ka bhi apko ilm ho tb ap success hasel kr saktu hain
            • #7 Collapse

              Re: kia main trend say current trend trading k liye ziada important hota hay?

              Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai agar ap ko main trend nazar aa raha hai to ap aus mai trade tab kary jab ap long term trader ho agar ap ais market mai kaam kar rahy hai short term par aor ap ko pata hai k current trend kai chal raha hai to aus mai ap ko trade karni chaye kun k agar market ka long term trend up ja raha hai aor current trend down ja raha hai to aus mai ap ko down ward ki trade lagani chaye aor aus mai stop loss lazmi laga lena chaye kun k market aus time trend ki retracment le rahe hoti hai aor aus time jab market ap k opposite jati hai to ap ka account wash ho sakta hai ais liay apni trade sath hum ko stop loss use karna chaye ta k hum ko agar loss ho to thora sa ho.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Dear Forex trading main trend bhout zarori hai. Ap ko cheye kay trend line ap ko draw karna ati ho. ap ko trading pairs ki selection achi honi cheye. Ap jab trend find karty hain tu ap ko us kay sath patterns ka pata hona cheye. Patterns ap jitny achy apny chart mai find karty hain tu ap ko trend line, support or resistance achi mil jati hai jis ki base pay ap apni trade ko behtar stop loss or take profit ko use kar kay achi earning kar sakty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X