sclping trading technique....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sclping trading technique....
    forex trdaing main sclping trading technique aik bets trading technique hai jis main hum apni trading ko boht bahtr kar skty hain or acha profit earn kar skty hain es liye aghr tu hum technique ko apni trading mains hmil karty hain tu hmain es ka knowlege hona boht zyda zarori hai jis main hum apni trdaing ko boht bahtr kar skty hain es main aksar tradors trading karty hain or acha profot eran karty hain es method main hmain trading k liye short time select krna hota hai jis main hum apni trading karty hain or jub hmain hamra desirt profit mil jata hai tu hum apni trade close kar dety hain.........
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sclping trading technique....

    Jin traders ky account main balance kam hota hai unky liay best stretigy scalping hi hoti hai ky thora thora profit hasil kerty huey scalper apna balance bhi increase ker lety hain aur agar kisi trade main kuch loss bhi kerty hain tou bahot kam loss main apni active trade ko close ker lety hain lekin overall ya at the end of the day kuch profit main hi trade close kerty hain tou scalping stretigy forex market main choty level ky traders ky liay bahot best hai ky bary investors long term trading ko hi priority dety hain aur jab trading main market trend change ker leti hai tou bahot bara loss bhi ho jata hai phir long time ky liay trade loss main hi chalti rehti hai tou ya tou hamain apni stretigy ko change kerna perta hai ya loss main hi trade close kerni perti hai ya phir hamain long time period ky liay open trade ky loss sy profit main aany tak ka wait kerna perta hai lekin balance zyada hony ki waja sy long term traders ka account wash nehi hota
    • #3 Collapse

      Re: sclping trading technique....

      scalping trading strategy achi hai jub market ma zeyada fast trending move ho to ap is strategy ko use kr skty ho market support py ay to use kro resistance py ay to us kro aor market rang kr rahi ho to pending order lgao is sy bhi kafi profit thory waqat ma hasil kr ekty ho pakistan forex forum ma aik strategy ko bahot dafa discuss krny ka maqsad apko yad krvana hota hai ky ap strategies ko istemaal ma la ky acha profit hasil kr paty hai bjy is ky ky ap technical aspects py insecure feel kren aoko risk ko avoid nhi krna chye blky is achi tarqeeb sy manage kr lena chye market ma trade leny sy pehly apka focus fundamental analysis ky opper bhi ho ta ky agr koi ahm news ho to ap mis na kr lo trade lgany sy pehly nhi maloom hua to bad ma tarde ko modify kr ky apni trade ko safe kr skty yo ap log.
      • #4 Collapse

        Re: sclping trading technique....

        Dear ais market mai long term par bhi kaam kar rahy hai traders aor short term mai, hum short term ki baat karty hai to ais mai intraday trading kar sakty hai ais mai agar hum scapling karna chaye to wo bhi kar sakty hai magar ais mai ye dekhy k hum jo trade lagaty hai aus mai aik to time frame chota use karty hai aus k sath sath hum ais mai jo trade lagaty hai aus mai lot size zayda lagaty hai ais mai jo humri trade hoti hai aus mai hum thora sa profit le k side par ho jaty hai ais mai hum apni trade ko lamby time tak hold ni rakhty hai aor ais market mai hum jab kaam karty hai to ais mai hum ye dekhty hai k humri trade jo hai wo kisi strategy par hai aor hum ne kaisy entry lagani hai ais tarha hum faidy mai rahy gay.
        • #5 Collapse

          Re: sclping trading technique....

          Scalping trading technique loss recover aur quick profits kay liye sub say best technique samjhi jaati hai. Forex trading business mai traders ko bohat si strategies apply kertay rehna chaiye kiyu kay Tarders ka maqsad he profit kamana aur loss honay ki soorat mai usay jald recover ker kay dobara profit kamana hota hai. Scalping aik aisi technique hai jiss kay liye achay experience aur skills ki zarurat hoti hai. Scalping mai sub say eham role time frames ka best use aur lot size ki correct selection ka hota hai. Scalping kay liye best time frame M5 Ko samjha Jata hai aur lot size hamehsa spread aur movement kay mutabiq rakha Jata hai. Scalping ka rule hai kay jaisay he spread cover ho jaey uss kay baad trade kay profit mai jatey he profit pay nazar rakh kay closing kay liye tayyaar rehna chaiye. Scalping aik he waqt mai kabhi sell aur kabhi buy mai trade kernay ki maharat ka naam hai
          • #6 Collapse

            Re: sclping trading technique....

            Scalping trading technique of follow karte hue ham log market se Kafi Achcha profit Hasil kar sakte hain scalping trading technique ka bahut hi jyada fayda hota hai agar ham log is technico samajhkar aur Soch kar istemal Karte Hain To is se ham log Kafi Achcha profit hassil kar sakte hain forex market mein
            • #7 Collapse

              Re: sclping trading technique....

              ham forex business hain scalping trading kar sakty hain trading karny ky liye hamy forex ko achy sy samajna ho ga hamy apnyu emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko apni marzi sy pora kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kam kar sakty hain ham isy apna life time professioanl be bana sakty hain yai kabe kathem na hony wala aik business hain forex aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain hamy is main kam karnyky liye kiisi be office jany ki zaorort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain forex business main hamara koi boss nahoi hota ham is main main apny boss ap hi hoty hain yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: sclping trading technique....

                forex market jab move karte hain to hamy sacpling karne ho ge pher he hum market mai run kar skay gy forex aik best bsiness hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai aik wasee busines hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex ko hum apa professoal career be bana sakkty hain forex aik interantional bsienss hain hum is mai posting or trading kar sakty hain hum is mai apne marze ys time tabke bana kar kam kar sakty hain forex aik great business hain hamy is mai analysis ko use kar ky kam karna ho ga forex aik unique karibar hain is jasa koi or busenss nahi hain dunya bar mai forex mai hum apny boss ap he hoty hain is ma dunay ky bary bary muamlik invovel hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: sclping trading technique....

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: zainuddin پيغام ديکھيے
                  forex trdaing main sclping trading technique aik bets trading technique hai jis main hum apni trading ko boht bahtr kar skty hain or acha profit earn kar skty hain es liye aghr tu hum technique ko apni trading mains hmil karty hain tu hmain es ka knowlege hona boht zyda zarori hai jis main hum apni trdaing ko boht bahtr kar skty hain es main aksar tradors trading karty hain or acha profot eran karty hain es method main hmain trading k liye short time select krna hota hai jis main hum apni trading karty hain or jub hmain hamra desirt profit mil jata hai tu hum apni trade close kar dety hain.........
                  Scalping traders Ki Vo trading strategy hoti hai jismein traders Sambhal profit Banakar apni trade ko close kar dete Hain traders ko chahie ki scalping kabhi bhi news ke time par na Karen Jab news ke time per scalping ki Jaati Hai To risk bahut jyada increase ho jata hai isliye aap Hamesha try karo Ge kabhi bhi news ke time per scalping Na Karo scalping Aise time per karo Jab market Mein movement Jyada naraz ho rahi ho aur aap Saman profit Banakar apni trade ko close kar do isliye news ke time per scalping ko avoid karo aur Aise time per trading karo Jab aap aaram se small profit bnao aur apne Internet close kar do
                  FRD 07 TRADING JOURNAL

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X