markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?
    dear ham yoon to ham yeh bhi keh saktay hain k markeet main lose say bachnay k liye har ik step important hay agar ham aik bhi step ko ignore krtay hain to hamko lose ho sakta hay laikin kuch aisay steps k lose ko bam bardasht bhi kr saktay hain aur aisay chotay moutay lose ko hamaray liye recover krna bhi asaaan hota hay laikin kuch aiasay important sreps hotay hain jin say agar ham bachnay main success hotay hain to ham apnay aapko markeet main success ka name day saktay hain un sab steps k baray main aap wazahat kr dain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

    dear agr ap lose se bachna chahte hein tu phr is main ap samjdari se kam kiya krein is main ap ko phaly trading ka knowledge hasil krna hota ha ur phr os k bad ap ko is main work krna chaiye jitna acha hum is main work krein gey itni hi achi success be mil sakti ha is main hume sab se phaly apney account ki money management ko fallow krna hota ha os k mutabiq hume apni trade main lots size ka use krna chaiye agr hum is main lalach krein gey tu hamra account be wash ho skata ha is liye khosis krein k ap is main apney emotional ko control krein is main ap kam lots size use krein zada lots size se hume zada nuqsan hota ha hume demo account use krna chaiye
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

      Forex market main ham koi bhi trade open kerty hain tou zaruri nehi ky hamain her open ki jany wali trade main sirf profit hi hasil ho hamain kuch trades main profit hasil hota hai tou kuch trades main loss bhi hota hai hamain loss sy apni trade ko bachana hota hai ky ham trade open kerny sy pehly agar trade ki achi terha planning ker lety hain tou usky bahd hamain market ky achy analysis kerny hoty hain jo technical analysis bhi ho sakty hain aur fundamental analysis bhi achy analysis ker leny ky bahd trade ham apny balance ky hisab sy isterha lot size slect ker ky open kerty hain ky ham bara risk na lain ky bahot jald hamara account hi wash ho jaey sath main ham trade open kerty hi analysis ky mutabiq stop loss aur take profit use kerty hain tou hamain phir loss hony ky chances bahot kam ho jaty hain aur acha profit bhi hasil ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

        Ji mere bhai agar ismein hamen loss se bachna hai to sabse pahle hamen iske bare mein experience hasil karna chahie aur ismein hamen lalach nahin karni chahie aur apne emotional ko control karke a trade karni chahie iske alava hamen forex ke bare mein jitna experience hoga utna hi hamare Los ke chances kam hai isliye hamen ismein mehnat karni chahie aur lalach nahin karni chahie aur aapane emotions ko control karke a trade karni chahie aur jaldbaji na Karen sahi waqt ka intezar Karen aur FIR trade Karen isliye aap profitable karenge agar aap jyada lalach karenge to ismein aapka account nahin sakta hai isliye apne experience ko istemal karte hue trade Karen
        • #5 Collapse

          Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

          G han dear jhan tak humain main point gota hai kay market kay lise say kaisye bacha jaye tu us mai zaroori hai kay market ki aik timing hotye hain mean kay kabhi kabhi market mai tezzi ni hotye hai aur trade lagana asan ho jata hai aur kabhi kabhi pair es condation mai chalye jatye hain jhan say confirm hota hai kay ye dusri side pay zaroor jain gaye tu humain us ka waite karna chye jub wo whan pay jatye hain tu humain market mai enry mar lainye chue us ka humain kafi faida ho jata hai ager hum us time pay market mai jatye hain tu yaqeen janye hum market kay lose say bach saktye hain hain market ki jub speed tezz hotye hai aur humain trade ko open karnye mai kafi masla a rha hai tu us time pay humain market say door he rhana chye kiyu kay us time pay humain market kafi nuqsan daye saktye hain kiyu kay us tine pay market aoni side pay he move karye gaye na tu kosesh hamesha kartye rhanye chye kamyabi ap ko auto pay he miltye rhaye gaye bus humain ed mai kosesh karnye hotye hai bus
          • #6 Collapse

            Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

            Pyare bhaiyon agar aapane Forex trading market main lost se bachna hai to aapko market ki understanding Karni hogi lalach se bachana hoga interested aur motivated hokar kam karna hoga emotional control ke sath Forex trading market mein kam karo agar market mein aapko technical analysis hasal karne mein mushkilat pesh aati hai to aapko ko senior members ki guidance leni chahie expert analysis ke liye aapko market ko follow karna chahie metatrader 5 form jo ke english form hai usmein aapko trading ki rhnumai mil sakti hai Forex trading mein support aur resistance pay stop loss aur take profit use kar market ko handle kiya ja sakta hai aur loss ko control kiya ja sakta hai Forex trading main loss hona hamari apni mis management bhi ho sakti hai market mein koi uncertainty bhi ho sakti hai lekin stop loss aapko major loss se baccha sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

              Dear friends Forex trading main ek step aisa hai agar Ham use per Amal Karen To Ham bare nuksan se Bach sakte hain, woh Hai Forex trading ka knowledge. Jab aap koi bhi business ya kam Shuru Karte Hain To aap ke pass knowledge kam Hota Hai is liye aap ko zyada chance Hota Hai ki aap us mein lose Karen ge sometime apni lucky waja se aap apni trades Mein Profit bhi Hasil kar sakte hain Magar Aisa Bahut rare chance Hota Hai. Trading ka knowledge slowly step by step gain Hota Hai, Aisa Nahin Ki Forex trading Kisi Ek lesson Ko Yad karne se a Jaaye balke yeh different situation mein different learning aap ko Milen ge Jo ke combine Kar ke knowledge ki Shakal ikhtiar Kare gi. Is liye Ham tab Sab Kuch chahiey ki Apna focus trading ki learning per rakhen aur form ki post ko tawajo se read Karte Rahe is mein bhi bahut knowledgefull batin aap ko Milenge jo ki aap ki trading life mein kam aaen ge.
              • #8 Collapse

                Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

                Ji han dear market mein Main loss se bachne ke liye bahut Sare pics ko apna bahut jaruri hai Jaise ke first step yah hai hi ke sabse pahle aapko market ke bare mein basic learning Ka Hona bahut jaruri hai jab tak aapke pass Forex ke bare mein basic learning maujud rahogi aap kabhi bhi market Mein Achcha Kam Nahin kar sakte isliye second step yah hai ki aapke pass Achcha balance backup Ho Kyunki backup ke liye balance maujud Hoga tabhi aap market Mein tik sakte hain otherwise aapki Ek bhi trade laws main aapka account was kar sakti hai isliye Jyada Se Jyada balance backup Ka Hona Jaruri chahie aur Forex ke bare mein Achcha knowledge or experience Hona bahut jaruri hai Jaise ke market Mein stop loss Laga kar Har trade open ki Jaaye aur take profit ka istemal bhi Sath regular kiya jaaye isliye Forex tools ko use Karke agar aap trading Karte Hain To aap kabhi bhi na Kami Nahin Hasil karte tools ke sath aap kam karen to bahut hi Baithe trading kar sakte hain aur Kamyab earning Hasil kar sakte
                • #9 Collapse

                  Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

                  Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy friend asa to ni ho skta k hamy loss bilkal na ho q k dunya ka koi bi kam ho koi bi business ho us m hamy profit or loss dono hoty han forex b aik behad profitable business hony k sath sath aik risky or difficult business b hy is m b hamy loss hota hy mgr hmari koshish ye honi chaiy k hamy loss km sy km ho profit zyada ho us k liay hamy ye krna hota hy k ham trading start karny sy pehly achy sy acha knowledge or experience hasil karan forex ko learn karan achy plan bna kr trading karan market ko smjan or lalich sy bachan q k lalich b hmary loss ki aik bot bari wja hy hamy hr us step ko hr us rule ko follow karna chaiy jo hamy loss sy bcha sky
                  • #10 Collapse

                    Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

                    Dear ye to ap ne bahot hi acha topic select kia hai agar hum ne ais market mai loss se bachna hai to hum ko ais market mai sab se phly to ye dekhna hai k hum ne ais market mai analysis karny hai aor aus k baad hum ne jo trade lagani hai wo money management k hisab se lagani chaye agar hum ne ais market mai koi trade laga di hai to aus mai stop loss aor take profit lagana chaye ais se hum ko agar kisi trade par loss hota hai to thora sa loss ho ga aor humra account kabi wash ni ho ga ais market mai agar ap ne kamyab hona ho to ap ko ais market mai planing k sath kaam karna ho ga agar ap lalch kary gay to ap ko ais market mai loss ho ga aor ap ais market mai apna account wash kar ley gay.
                    • #11 Collapse

                      Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

                      Forex market me loss se bachna hamara knowledge aur trading experience hi possible bana sakta hay, traders ko market me hamesha loss nahi ho sakta hay agar har dafa hi loss ho raha hay to es key reason ko samjny ki koshish karni chaye, mistakes aur market ko na samjna esy factors hey jes ki waja se loss hota hay, agar traders es par tawajo nahi den gey to jetni time trading ki jaye traders key ley profit earn karna aur loss se be bachna namumken ho jata hay, mistakes ko mamooli samjna ya en ko importance na dena ya per agar apni ghalti ko be tasleem na kia jaye to ye traders ki loss ki waja zaror ban sakty hey.
                      • #12 Collapse

                        Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

                        Forex trading kertay huay traders ko loss say bachnay kay liye aisay tamaam steps uthanay chaiye jo unn kay loss ko khatam karain ya Kamm say Kamm limit mai rakhain. Forex Tarders loss ko Kamm kernay ya khatam kernay kay liye sub say pehla step stop loss ko use ker kay lay saktay hain. Stop loss apnay balance aur trade kay spread ko daikh kay lagana chaiye. Uss kay traders loss say bachnay kay liye hedging ka jitna acha aur patience say use ker saktay hain unhain zarur kerna chaiye. Hedging ko sahi jagah pay use ker kay loss say bacha bhi jaa sakta hai aur loss ko recover bhi kia jaa sakta hai. Laalach, greed, jald baazi aur over trading ko control ker laina loss ko control ker lainay kay barabar hai. Traders ko apni learning aur practice technical ziada strong rakhni chaiye takay apni strategies ko ziada behtar rakh sakain
                        • #13 Collapse

                          Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

                          dear sub se pahly tu apko apni trading main risk free karny ka expiernce gain karen q k jub hmari trading main risk zyda hota hai tu hmain loss bhi wesy he hota hai es liye hmain chahye k hum apni trading main sub se pahly los hony k sub he factors ko avoide krna hoga jis se hmain loss hota hai jo k chnad main apko bta deta hun..
                          1: bari lot k sath kbhi bhi trading na karen......
                          2: jald bazi main order na lgaen.....
                          3: stop loss or take profit ko market k hisab se set karen
                          4: money management ak khas khyal rakhen....

                          5: zyda lalach kbhi na karen
                          6: market ko achi trha anlysis karen

                          en sub point ko achi tarha se mind main rakh kar achi performance ks ath trading karen hmain loss hony k chances kafi kam ho skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

                            G ap ny bilkul thek main ap ki is bat sy agree karti hon. Market main loss sy bachny k lia Hamen hotstepper ko importance Deni chahie Kuchh type bich mein bahut important Hote Hain unhen Kyon nahin kiya Ja Sakta Agar Ham important step ko ignore Karne Do Hamen loss hota hai Ham Kuchh Aise mistake kar Jaate Hain Jis per Ham to tawaja Nahin dete Jiski vajah se Hamen bahut loss hota hai . Forex trading aik difficult or hard working business isliye Hamen Jyada Se Jyada mehnat ki jarurat hoti hai jisse Ham Jyada Se Jyada fayda Hasil Karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: markeet main lose say bachnay k liye kon konsay steps important hain?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                              dear ham yoon to ham yeh bhi keh saktay hain k markeet main lose say bachnay k liye har ik step important hay agar ham aik bhi step ko ignore krtay hain to hamko lose ho sakta hay laikin kuch aisay steps k lose ko bam bardasht bhi kr saktay hain aur aisay chotay moutay lose ko hamaray liye recover krna bhi asaaan hota hay laikin kuch aiasay important sreps hotay hain jin say agar ham bachnay main success hotay hain to ham apnay aapko markeet main success ka name day saktay hain un sab steps k baray main aap wazahat kr dain?
                              Aap Insan Se Bachana Chahte Hain To iske liye aapko bahut jyada hardworking karne ki jarurat Nahin Hai khali ek hi step ko follow karke aap kamyabi Hasil nahin kar sakte hai bol ke Forex trading business Mein kamyabi Hasil karne ke liye bahut jyada mehnat ki jarurat hoti hai sabse pahle To Hamen is Karobar ki acchi Jankari ko Hasil karna chahie aur demo account per Jyada Se Jyada time dekar iski practis karne se Ham Kafi acchi karobaar koshish karte hain Jyada Se Jyada Hamen Damoh kaun sa kam karna chahie tab hi fayda hai Nahin to Koi fayda Nahin hoga
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X