jaiza!! learning achi Hy earning see

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza!! learning achi Hy earning see
    Ye baat New trader k liye Hy k learning earning see behtaar hy kiok Jo log forex ko New join kartay han wo forex ko join kartay hi earning ki koshish kartay han aur learning hoti nhi aur loss ho jata hy aur phr wo forex ko choor jaty han new trader k liye zaroori hy k agr wo forex mein kaamyaab hona cahty han aur long time k liye trading kar k profit earn karna cahty han tu un ko learning Karna ho gi agr new trader Forex ko learn kar k forex mein mehnat kar k learning knewledge aur experience hasil kar k trading karain gay tu earning bhi ho jati hy aur phr jab Tak wo trading karain gay earning hi ho gi is new trader ko forex ko sekh kar samjh kar hi real account mein trading karni cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

    Forex trading business mein new trader naakam hi is waja se hotay han k wo forex trading business ki learning kartay nhi aur learning k baghair hi trading kartay han aur js kaam ko sekh kar na kiya jaye tu us kaam mein loss hi hota hy is liye agr hum forex trading business ko learn kar k samjh kar aur sekh kar karain gay tu hi hum forex trading business mein kaamyaab ho saktay han ki forex mein hum us waqt tak kaamyaab nhi ho saktay jab tak hum ko achi learning na ho kiok forex agr ziada profitable hy tu ziada risky bhi hy is Jo bhi new trader han agr tu forex ko learn kar k samjh kar kartay han tu hi real trading mein kaamyaab ho saktay han kiok agr learning karain tu earning khud hi ho jati hy aur learning se hi earning hy aur agr learning nhi hy tu learning bhi nhi hy agr new trader ko kaamyaab hona hy tu learning kar k hi forex ko karna cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
    • #3 Collapse

      Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

      Hamein forex market mein agar successful trading kerni hai tou hamein her lehaz sy apni learning ko acha kerna hoga jab ham learning hi achi nehi kerein gy tou hamein forex sy achi earning ki umeed bhi nehi rakhni chahiay hamein forex trading sy profit hasil kerny ky liey use hony waly tamam options ko bahot achi terha learn ker lena chahiey ky hamein forex trading sy continue profit hasil hota rehy ham kabhi bhi achi learning ky baghair acha profit hasil nehi ker sakty hamein learning kisi expert trader sy kerni chahiey agar mumkin ho tou agar aesa possible nehi hai tou hamein apni learning online browsing ker ky kerni chahiay
      • #4 Collapse

        Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

        اصل پيغام ارسال کردہ از: arshi2 پيغام ديکھيے
        Ye baat New trader k liye Hy k learning earning see behtaar hy kiok Jo log forex ko New join kartay han wo forex ko join kartay hi earning ki koshish kartay han aur learning hoti nhi aur loss ho jata hy aur phr wo forex ko choor jaty han new trader k liye zaroori hy k agr wo forex mein kaamyaab hona cahty han aur long time k liye trading kar k profit earn karna cahty han tu un ko learning Karna ho gi agr new trader Forex ko learn kar k forex mein mehnat kar k learning knewledge aur experience hasil kar k trading karain gay tu earning bhi ho jati hy aur phr jab Tak wo trading karain gay earning hi ho gi is new trader ko forex ko sekh kar samjh kar hi real account mein trading karni cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
        Assam Alaikum Forex trading Ek bahut hi Jabardast business hai ismein jyadatar ham log isliye failure ka Samna karte hain Kyunki hamare pass is business ka Achcha knowledge experience Nahin Hota Kyunki Pahle Se Hi hi Humne is business Mein Kam Nahin Kiya Hota agar aap starting Se Apna focus Forex trading Qatar knowledge experience Hasil karne per Rakhenge to Jyada pareshani ka Samna nahin karna padega bahut hi easily bahut acchi earning Hasil kar Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

          Dear members Koi bhi business Ho yah kam ho to us ki buniyadi zarorat earning hoti hai, Magar Kisi bhi Business mein earning leny ke liye aap ko sab se pahle learning karni paregi. Jab bhe new trader join Karte Hain To to woh Chahty Hain Ki Hamen jald se jald profit mil jaaye Magar Aisa Hona na Mumkin To Nahin lekin Mushkil zarur Hota Hai, aur uski Sab se Bari vajah ilam ki Kami hoti hai. As a new trader aap ko chahiy ki aap apna focus earning ki Bajaiy learning per rakhen Taki aap jald se jald Forex trading ho ja stock trading aapko trading Main knowledge Hasil ho jaaye. Jab aap knowledge hasil ho jaaye to phir Aap Ke Liye earning Hasil karna Koi masla Nahin ho ga, aaj Jo Waqt aap apni learning per lagaenge kal wohi earning ban kar aap ko Wapas milega. Is liye Pyare doston Apne Waqt Ko qimti banae aur ab profit Lene Ke Chakkar Mein learning ko Pichey mat choring.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

            G han dear ap mi bat theak hai kay forex mai learning better hai earning say kiyu kay us ki waja ye he hai kay humain zayda say zayda focus daina chye learning pay kiyu kay us mai humain har jagha pay kam ata hai na ap kisi bhi jagha pay chlye jain ap kisi bhi field mai chlye jain ap nay aik bar bhi forex mai kam kiya ho ga tu ap kabhi naqam ni hun gaye balkaye kamyabi ap ko mil he jatye hai jub kay ue nat tu hai kay ap ki learning skills jitnye zayda hun gaye ap ko auto pay he earning hona start ho jaye gaye aur ap ko faida bhi ho ga es ka kiyu kay learning skills jitnye zayda achye hotye hain humain kmyabi kay chance bhi zayada hota hai kiyu kay forex buainess tu chakta bhi esi pay he hai na
            • #7 Collapse

              Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

              Gee haan forex mein aap ko agar earning ho sakti hai tou woh aap ko earning ki wajah sae ho sakti hai agar aap forex mein earning hasil kerna chahtay hain tou phir aap ko forex mein mehnat sae kaam kerna chahyea aur forex mein aap ko knowledge hasil kernay per zor dena chahyea aap agar forex mein mehnat sae kaam nahin kerain gay tou phir aap ka forex mein time zayada ho ga aap seekh kuch nahin sakain gay
              Forex ka knowledge hasil kernay kay lye aap ko forum per zayada kaam kerna chahyea aur agar aap aam forex ki guftugu ki jaga hamaray bahtareen jawab kay muqablay sae forex ko seekhnay ki koshish kerain gay tou aap ko forex mein kamyabian mil sakti hain kyun kay yahan sae aap bahut acha knowledge hasil ker saktay hain iss sae aap ko kisi bhi topic per bahut zabardast guftugu hasil ho sakti hai jo aap kay knowledge mein bahut zayada izafa ker sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

                Forex market main trade kerny ky liay achi tou earning hi hoti hai lekin hamari achi earning depend kerti hai achi learning per agar ham forex market main trading ki pehly complete learning ker lety hain tou phir hamain puri life forex market main trade kerny main mushkil nehi hoti ky ham kabhi bhi forex market main kuch amount invest ker ky trade kerty huey achi earning ker sakty hain isliay hamain forex market ko join kerny ky sath hi learning start ker deni chahiay aur jab tak ham forex market main trading expert na ban jaen hamain learning process continue kerna chahiay ky forex market ka bahot bara knowledge hai jis ko hasil kerny main bahot zyada time required hota hai tou agar achi learning ho jaey tou phir achi earning bhi hasil hoti rehti hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

                  Ji mere bhai aapki baat bilkul theek hai learning acchi hai earning sy yah baat sirf new trader ke liye hai kyunki new trader ismein jaldbaji karte hain aur ismein paise Jaya kar dete hain aur apne account ko wapas karva lete Hain lekin jo experience band hota hai vah ismein kabhi loss nahin karta balki vah apne experience ke sath ek achi trade karta hai aur ismein profit hasil karta hai isiliye new trading ke liye learning bahut jaruri hai itna jyada aapko forex car experience ho ga aap itni achi trade kar sakenge aur apne account ko profit mein rakh sakenge isliye loss se bachne ke liye learning bahut jaruri hai isiliye forexs ke bare mein jaane ke liye hamen iske bare mein tamam news Pani chahie aur iska experience karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

                    Trading mai long time business kernay kay liye aur apnay trading kay buisness ko acha aur stable bananay kay liye learning ko earning pay zaroor tarjeeh daini chaiye. forex trading business mai her roz hazaroo traders in bhi hotay hain aur hazaroo traders out bhi ho rahey hotay. Her roz bohat say traders bohat acha profit bana laitay hain aur bohat say traders kay accounts wash bhi ho jatey hain . Agar daikha jaey aur analysis kia jaey to yehi samajh mai aati hai kay assal faraq learning aur knowledge ka he hota hai. trading kay liye agar learning ko earning say ziada ehmiat di jaey to ye aik achi aur musalsal earning ho sakti hai. Forex aik na khatam honay wala business hai iss liye ye nahi sochna chaiye kay learning kertay kertay ye business kahatm ho sakta hai. Forex trading aik trusted aur reliable business hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

                      Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex m jb jb koi new trader ata hy to usy jaldi hoti hy k wo zyada sy zyada pasa kma sky or jaldi ameer ban sky ye ham sb k sath hota hy or is chkr m ham apna loss kr lyty han q k earning sy ziada learning zrori hoti hy agr hmary pas achi learning hy to ham kamyab trader han agr ham forex m new han to hamy chaiy k ham forex ko sb sy phly achi tra learn karan acha knowledge or best experience hasil karan or sb sy ahm Chez mehnat hy agr ham mehnat k sath forex ki achi learning karan gy to hi ham forex m agy barh skan gy or successful ho skan gy forex aik asa wahid business hy jo hamy earning k sath sath achi learning b dyta hy
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

                        Gee bhai aap ki baat theek hai forex mein agar earning hoti hai tou woh forex mein achi learning sae hi ho sakti hai aur hub sub ko chahyea kay hum forex mein achi tarah sae kaam kerain forex ka knowledge hasil kerain aur forex mein apnay experiance per zayada tawajuh dain kyun kay agar forex mein humari base strong ho gi tou hi humain forex mein kamyabi hasil ho gi aur hum forex mein apnay knowledge ko improve ker sakain gay aur trading practice ker kay forex mein mein apnay experiance ko bhi improve ker saktay hain
                        Iss baat per tou sub ko hi ittefaq ho ga kay forex mein mehnat kerain gay tou hi forex mein kamyabi mumkin hai kyun kay forex kay knowledge kay beghair tou hum forex mein apni trading ko strong nahin bana saktay aur phir hum forex mein jitna bhi kaam kerain gay uss mein humain koi kamyabi bhi nahin ho gi aur hum forex mein sirf apna waqt hi zaya kerain gay aur forex mein kamyabian hasil ker sakain gay
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

                          learning ho gi tb he apko earning ho gi dear forex trading members Assalamualaikum batana chahta hun ki Forex trading mein acchi earning karne se hi aapko acche lag nhin ho sakti hai Forex trading members market ka technical fundamental fundamental analysis agar aapke pass hoga to tab market mein kamyabi milegi aur aap acche trading expert ban sakoge Forex trading mein support and resistance ki learning candlestick pattern ki learning bahut jaruri hai tra ding main strategies aur planning banaa kar kam krenge to aapko earning hogi aur aap Forex trading market mein motivated aur interested ho kar kam kar sakoge learning pehly phr kamai ka moqa apko mil skta hai pyary dosto
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

                            Bilkol forex trading business may kamyab hone Kay liye learning behtr hai jitna ziyda hum learn karain gye forex ko humain utna ziyda faida ho ga humain chahye Kay hum ficus apna earning say ziyda leaning pay rkhain Kay Kay jab tak humre pas learning nahi ho gi knowledge nahi ho ga experience nahi ho ga hum kabi bhi earning nahi kama sakty achi earning Kay liye humsha koshish karni chahye Kay mehnat karain or apni skills ko improve karty rahain jab humain proper knowledge hasil ho jiye about forex tab humain earning Kay trade lagni chahye ta Kay easily profit kamaya ja saky..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza!! learning achi Hy earning see

                              Dear sab se phly to ais market mai her kisi ko learning karni hoti hai agar ap ki learning achi ho gi to ap ais market mai acha kaam kar sakty hai kun k ais market mai agar ap ne dekha ho to ais market mai ap ko jitna zayda knowledge ho ga ap ais market ko atni asani se samjh jaye gay kun k ais market mai her koi trade dhondh leta hai magar aus mai jab hum entry point select karty hai to aus mai hum ko tab hi faida hota hai jab hum money management k hisab se trade lagaty hai agar hum ais market mai kaam karty to hum ko phly earning ka ni sochna chaye sab se phly hum ko learning pori karni chyae aus k baad earning ka plan bana lena chaye agar hum ais mai kaam kary gay to hum ko faida ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X