Jaiza: auto trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: auto trading
    Forex trading business may bohat si facilities di gai hain hum sab traders Kay asaani Kay liye us may auto trading bhi kabi famous or valuable hai auto trading Kay through hum easily Trade laga Kay acha profit kama sakty hain auto trade say humain trade lagne may asani hoti hai new trader Kay liye bohat ziyda helpful hai is say humain trade lagne may ir experience build karne may kafi help hoti hai automatically trade select hoti hai or profitable trade pair select karty hoe trade order lagai jati hai or is tarha profit Kay liye bohat ziyda help karti hai new trader ko know how hoti ha trade lagne ki jis say wo practically khud trade lagty hain ir axha profit earn karty hain auto trade Kay concept ko samjna or practice karna bohat zarori hai jis sy hum kamyab trade laga sakty..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: auto trading

    Ham jo forex market main trading ky liay pending orders aur stop loss aur take profit ko use kerty huey trade continue kerty hain tou yeh manual trade nehi hoti yeh auto trading main aa jati hai ky jab hamari trade auto per open aur close ho rehi ho aur hamain Slected profit ya loss ho raha ho tou hamain manually trade close nehi kerni perti aur na hi open kerni perti ky ham jo pending order laga dety hain tou jesy hi market movement kerty huey same point ko touch kerti hai tou hamari trade open ho jati hai automatically aur jab ham trade ko stop loss aur take profit laga dety hain tou phir hamara trade close bhi automatically ho jati hai ky ham sirf pending orders open ker lety hain with selected stop loss aur take profit tou hamari trading phir auto per chalti rehti hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: auto trading

      Ji mere bhai forex market mein training ke liye pending order aur stop loss aur take profit ko use karte hue trade continue karte Hain to yah manual trade nahin hoti yah autotrading mein a jaati hai jab ke hamari trade auto per open aur close ho rahi hoti hai hamen selected profit and loss ho raha hota hai to hamen manually trade close nahin karni padati aur ham nahai open karni padati hai jo pending order laga dete Hain tu je sehi market mein movement karte Hain sim. Ko touch karti hai to hamari trade open Ho jaati hai automatically aur jab Ham trade co stop loss aur take profit laga dete Hain to fir hamara trade close bhi automatically ho jata hai Ham sirf pending order open kar lete hain with selected stop loss of profit to hamari trading FIR auto per chalti rahti hai aur jo. Humne set kiye hote Hain vahan per jakar close ya start Ho jaati hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: auto trading

        Auto trading forex mai broker ki taraf say traders ko help dainay aur losses say bachanay kay liye hai. Auto trading ka matlab ye hai kay aap apni tarde jaha lagana chahtay hai, jab lagana chahtay hain aur jitni lagana chahtay wo aap i jaga server karey ga. Matlab pending orders hoo ya sl/tp ho, ye sub auto trading kay mukhtalif tools he hain. Kiyu kay aap ki tarde khud ba khud open ho jaati hai, khud bakhud close ho jaati hai, Aap ka loss bhi aap ki marzi say hota hai aur profit bhi apni marzi say hota hai. Jaha pay traders live trading kertay hain matlab market ko terminal pay daikhtay huay direct trades open kertay hain aur close kerty hain wo auto nahi manual trading hoti hai. manual trading mai trader ko khud market koher waqt watch kerna parta hai magar auto trading ki settings say khud nahi baithna hota
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: auto trading

          G han dear ap ki bat maijan hai laken auto trading mai mera khyal say ap us mai pending order ki bat kar rhain hun gaye kiyu kay auto ka matlab tu hota hai khud say tu jhan tak mai samjhta hun tu us kaliye bhi humain mahnet kay sath he trade open karna parta hai miyu kay trade ko waisye tu hum opwn ni kar saktye hain jub tak hunarye pass acha knowldge ni ho ga aur humara expirence bhi es mai acha ni ho tu mujhye ni lagta hai kay auto ka humain zayda faida hota hai hain ager faidaho bhi rha ho tuho tu ho sakta hai khean na khean es mai humain lose bhi ho jata hai auto trade ko tu tub he lpen karna cbye jub humain aik cheez confirm ho kiyu kay bina confirm kjye tu hum auto trade bhi ni laga saktye hain tu ye mat aochain kay auto pay he humain sorf faoda hota hai us mai sirf atna hota hai kay ap ko dubara khud say trade ko replace lar kay us mai trading kaliye open ni karna parta hai bus es mai hum pwnding order laga daitye hain aur us kay sath he janab jub humara trade whan tak jata jhan per hum nay pending trade lagya hai ap ka trade open ho jaye ga hain es mai ye tools hain waisye kamal kay he aur es mai jo dusra tool hai na sl aur tp qo bhi kamal ka hai ager daikha jaye tu jo cheez humain free mai miltye hai ed mai humain hamesha avail kar linye chye kiyu kay humara es mai nuqsan tu hota ni hai per ho sakta hai kay es mai humara faida zaroor ho jaye tu kosesh kartye rhanye chye kay tools ko use kar jis mai pemding order tp aur merye khyal sl hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: auto trading

            members auto trading robot trading ko he kaha jata hai hai ap jub forex trading market ma khud kar trading nhi krna cahty aor automatically trades konoepn aor close krvana chahty ho kisi bhi software sy to isko auto trading kaha jata hai wqisy aik copy trading hoti hai jis ma ap kisi ky trade setting ko dekh ky apny account ma same pair py trade lety ho aor.aisy he manage krty ho jesy ky use member ny manage kia hua hai to usko copy trading kaha jata hai
            waisy mery kheyal sy to jo members demo account use krty hain unko to robot ya auto trading ka nhi sochna chye unko ko chye ky manaul yrading sekhni chye aor independent trading skills strategies aor planning sekhni chye market ma sentiments ko dekhna aor analysis sekhna zarori hai tb he humen smjh ati hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: auto trading

              Dear ap ko pata hai k ais market mai bahot zayda log hai jo loss kar rahy hai aor aus ki waja ye hai k wo khud par control ni rakh sakty hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai ye dekhna hai k ap ne ais market mai jo trade lagai hai wo kitni hai aor aus mai ap kitna risk le rahy hai agar ap se sabar ni hota to ap ais market mai apna loss hi kary gay ais liay ap ko ais market mai robot use kar lena chaye aus k bary mai ap ko picture mai bata dia hai k kaha se robot lagaty hai aor aus par ap kaisy active kar sakty hai aor aus ko kaisy stop kar sakty hai agar ap ka system on ho to ye robot kaam karta rahy ga aus k ilawa to ap ka ye system kaam ni kary ga aor ap ko khud trading karni ho gi.

              Click image for larger version

Name:	robot.png
Views:	2
Size:	93.4 کلوبائٹ
ID:	12323336
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: auto trading

                Auto trading system hamary ley helpful aur best be hay aur agar deka jaye to es ka nuksan be hota hay, agar app key order auto base par open hoty hey to app ko market analysis karny ki aur trades ko manage karny ki zarorat nahi hoti es waja se hamara trading experience be kesi kam ka nahi ata aur na hi manual trading ki tarha se hamary knowledge aur experience me ezafa hona mumken ho sakta hay, big investors agar auto trading karty be hey to un ka trading account balance etna zeyda hota hay key account wash hony ki us ko koi tension nahi hoti aur esy traders key pass market ko analysis karny key ley time be nahi hota esi waja se traders time bachany key ley auto trading system ka hi entikhab karty hey.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: auto trading

                  Dear friend Auto Trading robot trading ko kaha jata hai jo ki bahut hi bakwas hai jyadatar log robot trading trading kar the hain aur usmein profit bhi Hasil karte hain lekin robot trading mathematic ko use Karke Hansi hoti hai isliye ismein aapke pass Jyada equity Ka Hona bahut jaruri hai Agar aapke pass kam backup balance hoga to Aapka account was ho sakta hai isliye aap robot trading ko chhodkar manual trading Karen aur lifetime earning kar sakte hain Kyunki robot trading bhitar nahin hai aur vaise bhi bonus account mein robot trading Nahin Kari Ja sakti agar aap bonus account mein robot trading Karenge to Aapka account block kar diya Jaega isliye bonus account mein sirf aur sirf manual trading Kari Ja sakti hai aur Agar real account mein aap robot use karte hain to vah aapko Los kar deta hai to isliye manual trading Mein achha experience Hasil Karen Taki aapko kamyabi Hasil Ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: auto trading

                    Auto trading.
                    Dear members Auto trading ka buniyadi maqsad traders ko nuksan se bachana aur un ke liye asaniay paida karna hota hai jo k a broker sawab deed per Diya jata hai. Agar aap ne a committee place main register Kiya hua hai to aapko free signal ya Auto trading ke option ko use kar sakte hain. Is mein aap ka car trade automatically select ho jata hai jo system dusre traders ka copy karta hai aur achcha samjha jata hai us per trade place Ho jaati hai. Bahut ziada chances hote Hain ki is se trader ko earning mil sake aur lose ki shara bahut kam hoti hai. Magar hamen chahie ki agar auto trading ki facility use bhi karte Hain to apni learning ko step-by-step jari rakhen Taki hamen Auto trading ke bagair trading karne mein Koi pareshani Na Ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: auto trading

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                      Dear ap ko pata hai k ais market mai bahot zayda log hai jo loss kar rahy hai aor aus ki waja ye hai k wo khud par control ni rakh sakty hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai ye dekhna hai k ap ne ais market mai jo trade lagai hai wo kitni hai aor aus mai ap kitna risk le rahy hai agar ap se sabar ni hota to ap ais market mai apna loss hi kary gay ais liay ap ko ais market mai robot use kar lena chaye aus k bary mai ap ko picture mai bata dia hai k kaha se robot lagaty hai aor aus par ap kaisy active kar sakty hai aor aus ko kaisy stop kar sakty hai agar ap ka system on ho to ye robot kaam karta rahy ga aus k ilawa to ap ka ye system kaam ni kary ga aor ap ko khud trading karni ho gi.

                      [ATTACH=CONFIG]9534[/ATTACH]
                      Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading hum reboot trading kar sakty han or manual trading bi kar sakty han reboot trading main just humy ny Kasey l trading karwana chahty han insturation da daty han baqi software auto pe humari insturation ko follow karty huy trading karty han is main loss bi ho sakta ha or profit bi ho sakta ha
                      Jab k manual trading main hum khud trade open karty han close karty han analysis k bad trade open karty han to hum jtna risk lana chahty han utna risk laty han stop loss Laga k account ko safe rakhty han or take profit laga k hum maximum profit hasil kar sakty han
                      Mary khayal main to humy reboot trading sy bachena chae ha or khud mehnat kar k manual trading karni chae ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Auto trading aik achi option nahi hai un traders kay leye jin kay pas time hai or woh apna career es mai banana chahty hain. Un ko cheye kay apni trading ko behtar karny ka yleye kudh trades ko behtar karny kay leye apni strategy, analysis or risk management karain. Auto trading pay depend karain gy tu woh sahi sy trade karna nahi seekh sakty hain jis sy woh bad mai loss karain gy. Apni trade ko behtar karny kay leye zarori hai kay apni trade ko behtar sy behtar kar kay earning kar sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X