Maire apny khayal mai tu Sirf indicators per blindly trust kar kay trading karna bohot nuqsan ka sabab ban jata hai. iss liye expert traders sirf indicators ke signal ke base pe blindly trading positions open aur close nai kar rahy hoty hain.. indicators mai bohot he ziada dafa traders ko false ya fake signals milty hain aur baad mai indictors apni shape ko market ke position kay mutabiq change kar laite hain .
Maire khayal say indicators ko trading ke confirmation kay liye zaroor use karna chaiye aur apny trading ke decision fundamental , market mai price movment , market kay analysis aur support aur resistance level sab ko daikh kar he trading karny ya na karny kay bary mai decision karna cahiye .
Ap kay khayal mai Sirf indicators per blindly trust kar kay trading karna kaisa hai?

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим