Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)
    robot trading kay kuch faiday b zaoor hain lakin kafi logon kay khayal mai robot trading kay faiday kam aur nuqsanaat (Disadvantages) ziada hoty hain.
    Jo log robots ko trading kay liye use karty hain inkay experience mai yeh baat zaroor ho ge ke bohot hekam robots iss trah kay hain jin ke madad say traders ko profit hasil ho saky aur ziada tar robots overall daikhin tu loss he kar rahy hoty hain. aur jo thoray bohot robot achy hain woh kafi expensive hoty hain aur phir b traders ko inko test karny ke zaroorat hamesha rehti hai.
    Robot ke use karny ke waja say traders ko aik nuqsan yeh hota hai ke woh trading say door ho jatay hain kion ke khud inko maket kay anlaysis aur decision making karny ke zaroorat nai rehti hai jis ke waja say inke apni trading ke learning aur growth b stop ho jate hai.

    Iss kay elawa app ke nazar mai robot trading kay nuqsanaat ya apny experience ho tu iss thread per zaroor share Karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)

    Forex may robot Kay through trading karne sy bohat loss ka samna karNa parhta hai humain kyu Kay robot humain just trading karne may help karta hai na Kay humain yah profitable trade lagta hai humain ziyda koshish karni chahye Kay hum khud sy trade select karain or khud apna experience build karty hoe profitable trade lagain ta Kay acha profit mily.. Hir business may profit Kay sath loss ka bhi samna karNa parhta hai is liye humain robot trading Ki bajae khud market ka analysis karty hoe trade lagni chahye... Jo log robot Kay through trade lagty hain unka experience bhi build nahi Hota or na hi un may khud say mehnat karne ki himat ati hai khud sy decision nahi ly skty hain hmsha dOsro pay depend rhty hain or kabi kamyab nahi ho skty forex may kamyabi Kay liye auto trade say ziyda khud decision making ko ziyda prefer karna chahye shukria..
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)

      Robot trading ka sab sy bara nuqsan yeh hai ky agar apny robot naqis quality ka select ker rakha hai tou mumkin hai ky apki maximum trades main loss hi hota rehy aur robot sy continue trade kerny per end result account wash ki surat main hi hamain milta hai tou hamain koshish kerni chahiay ky ham robot sy trading na kerain manual trade kerain ky ham khud jab forex market main trading expert ban jaty hain tou hamain khud achy analysis kerny ky bahd kisi bhi pair main trade open kerny sy acha profit hasil ho sakta hai tou hamain phir robot sy trade kerny ki Kia zarurat hai hamain kabhi bhi robot nehi lagana chahiay ky hamari investment per robot bhi bahot bara risk hota hai ky hamara account kisi bhi waqat wash ho sakta hai ky jab ham robot select ker lety hain tou phir ham trade ko manually control nehi ker skaty phir robot hi hai apko trade ker ky earning ker ky dy ya apko account hi wash ker jaey
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)

        Robot trading ke sare nuksan hote Hain iske fayde bhi hain lekin iske nuksan bhi bahut hai robot trading ke liye agar trader ko accha aur testi robot mil jaaye to fir is trader ko kafi acchi hai nahin bhi mumkin hoti hai robot software hote Hain isliye Inka trading mein sabse jyada fayda yahi hota hai trader ki tarah se ya emotional aur giri type ki chijon per kafi mahsus hote Hain isliye agar inki programming acchi Ho to fir acche result dete Hain aur agar inki programming acchi Na Ho to yah loss mein chale jaate Hain is tarah se kafi trader ke liye mumkin nahin hota ki vah market ko dekhkar acchi opportunity ka wait karte Hain to is tarah ki situation mein robot trading kafi kam sakte hain kyunki automatically kam karte hain aur automatically tranding karte Hain iske alava robot trading ke kya fayde ho sakte hain agar member iske abaki advantage bhi share Karen to hamen pata Lage ki iske kitne fayde Hain robot emotion control karke trade karte hain isliye ismein profit bhi hasil ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)

          robot trading krny waly hazrat kabhi bhi trading market ky expert nhi bn skty hain wo hamesha depending mind set ma he rahty hain usko waja yeh hai ky forex trading ma hazaron awamil hain jin ko made nazar rakh ky trading ki jati hai robot software auto trade open close krta hai ma ny use nhi kia hua hai lkn mera knowledge hai ky robot apko loss bhi deta hai aor is ma jo programing hoti hai wo market ki har situation ma profitable nhi ho skti hai main waja yeh hai ky market kabi bhi previous set pattern py nhi chlti market news patterns aor track bnati hai market sirf old support aor resistance ko respect krti hai aor kch time stay krti hai lkn hunderd percent aisa nhi ho skta hai ky robot ki programing aor market ki movement match ho jay aor choty account py robot trading krna bahot bewaqufi hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)

            Dear jaisy ap ko pata hai k her cheaz k faiday bhi hoty hai aor nuqsan bhi hoty hai aisy hi agar dekha jaye to ap ko robot k faidy mily gay magar ais mai nuqsanat zayda hai jaisy ap agar robot lagaty hai aor ap ka robort scalping par kaam kar raha hai magar jab aus mai loss hona start ho ga to ap ko kafi zadya loss ho ga ais k ilawa agar ap ne ais market mai robot laga lia hai to ap phir trading learn hi ni kary gay kun k ap ko pata hai k ais market mai ap ka robot chal raha hai aor ap aus se paisa kamye gay ye ap k liay loss hai ais liay ais market mai khud kaam sekhy agar ap se loss ho bhi jaye ga to ap ko dukh ni ho ga aor ap aus se kuch learn hi kary gay aisy mai ap ka experince zayda ho jaye ga.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)

              Dear robot trading system par me be bahot researching ki hay to me ne ye result leya hay key world me koi be esa robot trading system nahi jo 100% kamyab trading be kar saky aur jo account ko loss se be bacha saky, robot trading me ye quality zaror ho sakti hay key kesi be time technical indicators key base par trades open ho jaye magar esi trading ka koi faida hi nahi jes me risk management hi shamil na ho,

              robot trading ka experience agar small account balance par hasil kia jaye to esy traders ko jald ye maloom ho saky ga key robot trading ka faida to koi nahi hota es key nuksanaat bahot zeyada ho sakty hey, manual trading par focus kia karen esi me traders ki behtri hay, jetni manual trading kia karen gey traders ko apna expernice increase karny ka chance mil saky ga.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)

                Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex trading main kuch log robot trading ko ahmiat dyty han or robot trading karty han mgr zyada tar log or myry khyal sy b robot trading tek ni is m zyada involved ni hona chaiy q k jahan kuch mahngy robot hamy kbi profit frahm karty han to wahan zyada tar robot hamari trading k liay nuqsan dy b hoty han is liay robot trading zyada faida mand ni hoti or dosry ham robot trading karty hoay trading sy dor ho jaty han jis ki waja sy hmara trading ka experience km hota jata hy or ham dobara achi trading ni kr skty is liay hamy robot trading py depend karny k bjaiy khud acha knowledge or experience hasil kar k khud py depend kar k trading karni chaiy
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)

                  Agar ham log market Mein hardworking Karenge To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda Hoga isliye Ham Logon Ko chahie ki ham log Jyada Se Jyada hard working Karen Jo Tumne Diya Tha ham log hardworking Karenge ham log itne hi jaldi se kahan ismein kamyabi Hasil kar sakte hain aur ham Logon Ko iska itna hi jyada fayda ho sakta hai aur ham log isase itna hi Diya jata hun FIR banaa sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)

                    hum robot trading kar ky ache earning gain kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar skaty hain hum is mai part time be kam kaer sakty hain hum is mai full time be kam kar skaty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho j yga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be det ahain or hamy earning be deta hain is mai usa or china neew yok jasu bary bary mumalik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex jasa koi or buisness nahi hain dunya bar mai forex aik international business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                      robot trading kay kuch faiday b zaoor hain lakin kafi logon kay khayal mai robot trading kay faiday kam aur nuqsanaat (Disadvantages) ziada hoty hain.
                      Jo log robots ko trading kay liye use karty hain inkay experience mai yeh baat zaroor ho ge ke bohot hekam robots iss trah kay hain jin ke madad say traders ko profit hasil ho saky aur ziada tar robots overall daikhin tu loss he kar rahy hoty hain. aur jo thoray bohot robot achy hain woh kafi expensive hoty hain aur phir b traders ko inko test karny ke zaroorat hamesha rehti hai.
                      Robot ke use karny ke waja say traders ko aik nuqsan yeh hota hai ke woh trading say door ho jatay hain kion ke khud inko maket kay anlaysis aur decision making karny ke zaroorat nai rehti hai jis ke waja say inke apni trading ke learning aur growth b stop ho jate hai.

                      Iss kay elawa app ke nazar mai robot trading kay nuqsanaat ya apny experience ho tu iss thread per zaroor share Karin.
                      Dekha Jaaye to robot trading Kafi acchi hai lekin Agar Ham is system Kesariya se kam karte hain to hamare knowledge or experience ko Hasil karne mein bahut jyada Mushkil at a Jaati Hain Kyunki aap ek bar Apne report ko setup kar dete hain aur vah values per market Mein Aapki trade co open aur close karta rahata hai lekin agar aap mananiy Taur per kam Karte Hain To isase Sab Kuchh karna to aapko Hi Padega lekin main knowledge aur experience se Hasil karne ka Jyada mauka Milega isliye Mere Khyal Mein To manual trading karna hi jyada Behtar hota hai Kyunki Hamen Forex trading Mein Kamyab hone ke liye knowledge or experience ko Jyada Se Jyada Karne ki Zaroorat hai
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)

                        Ji Bhai Sahab aapane bahut hi Achcha questa kiya hai aapke question se bahut khush hun free study break Kuchh log robot trading ko Dete Hain aur robot study karte hain Bhagat jyadatar log aur mere Khyal se bhi robot trading tak hi Nahin ismein Jyada involved Nahin Hona chahie Kyunki Yahan Kuchh bhangar board Hamen Kabhi profit Braham Karta Hai To vahan jyadatar robot Hamari trading ke liye nuksan Devi hote hain isliye report reading Jyada fayde band Nahin Hoti aur dusra Hath robot reading karte hue trading Se Dur Ho Jaate Hain Jiski vajah se Hamen loss Hona padta hai isliye report ko itni der Na De aur na hi iska Itna Itna istemal Karen Kyunki yah Hamen bahut hi masla kar sakta Hai Iski vajah se Hamara bonus bonus bhi let ho sakta hai aapko chahie kya aap Koi Achcha sa baitho use Karen Jiske Sath aapki trading Bhi Bata Sajna ho aur aapko usse Achcha bonus bhi mil sake Kyunki Forex trading to Ek Aisa business hai jo ke Hamen bahut acchi learning bhi Deta Hai learning ke sath sath Hardik bhi deta hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
                          Re: Jaiza : Robot trading kay nuqsanaat (Disadvantages)

                          Agar ham log market Mein hardworking Karenge To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda Hoga isliye Ham Logon Ko chahie ki ham log Jyada Se Jyada hard working Karen Jo Tumne Diya Tha ham log hardworking Karenge ham log itne hi jaldi se kahan ismein kamyabi Hasil kar sakte hain aur ham Logon Ko iska itna hi jyada fayda ho sakta hai aur ham log isase itna hi Diya jata hun FIR banaa sakte hain
                          Dear robot trading main ap ko koi faida be nahi hota hai or sath main ap apni trade mai nuqsan ho sakta hai ager ap apni trade main robot ko use karain gy. Ap jab tak apni trading mian just robot pay depend karty hain. Ap jab Robot main trade karty hain tu ap ko koi experience hasil nahi hota hai or bad mai ap ko loss ho sakta hai. Esleye koshish karain kay jo be trade ap open ya close karty hain woh ap kay apny analysis pay ho gy tu ap ko acha faida hasil ho sakta hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X