Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?
    Dear members mai aap say aik light sa sawaal kerna chahta hu. ur umeed hai apa iss ka jawaab bhi zaroor dainagay. Jab aap trading kertay hain to profit aur loss dono saath saath hotay hain jaisay dusray businesses mai hota hai. trading mai loss ko aap dill pay tou nahi lay laitay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

    Mein tou forex trading bahot aersy sy ker raha hun mujhy tou pata hai ky forex trading mein agar acha profit hasil ho sakta hai tou bara loss bhi hota hai phir loss ko dil pe kyun lena loss tou hota hi rehta hai hamein loss ko recover kerna hota hai jis ky liey hamein koshish kerni chahiey ky jab ham loss ko recover ker lety hein tou usky bahd hi hamara profit shuru hota hai hamein forex trading mein hony waly loss sy bilkul bhi nehi ghabrana chahiey just loss ho jany ky bahd aesi stretigy banai jaey ky loss ko kam kerty kerty ham loss ko recover ker lein phir usi routine ky sath trade kerty rehein ky hamein forex mein acha profit milta rehy hamein loss sy bachny ky liey stretigies bana ker aur achi planing kerny ky bahd koi bhi trade open kerni chahiey ky ghalti ki koi gunjaesh na rehy
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

      g han dear jhan tak humain pata hai kay ye aik aisa business hai ye ni balky jo bhi kam kiya jaye ya business kiya jaye us mai sirf humain profit tu hota ji hai kay sirf humain us mai profit hota ho fa yani kay lose ni hota ho ga tu har aik business mai lose aur profit dono hotye hain tu forex mai kam karna hai tu pher apna mind satap tu hai us ko phlye he say lose kaliye tayar rakhain kiyu kay ap ko es kai lose tu hona he hota hai tu kosesh karain kay ap ko lose kam say kam ho kiyu kay lose jitna kam ho ga atna he ap ka faida hovga aur dusra es mai yee bat bhi hai kay jub tak ap ko lose ni hota yai ap komai kabhi bhi samjh ni atye hai kiyu kay ye business hai he aisa kay es mai humain jitna zayda lose hota hai utna he samjh atye hai kay humain ye ni karna chye tha tu him next month ka muhtat ho jatye hain es mai tu lose tu humain oata hai kay hona he hona hai tu esye kabhi bhi series na lain kiyu kay ager es ko ap nay series laye liya tu ap ka kam karna bhut he zayda muahkil ho jata hai es mai kigu kam karna hai tu pher profit aur lose ko sath laye kay he chalna hai tu aik sathhe hota hai tu hamesha kosesh karain kay ap ko aik tu lose kam ho aur dusra ye kay us lose ko recover karnye ki bhi practice humain kartye rhana cye kiyu kay practice he tu humain perfect bantye hai trading mai
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

        salam dear forex markeet main trade ko or loss ko dil per liya jaiga tu humen sirf loss he nazar aige keu k trading ko free mind se kamkarna chahe ahun
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

          Friend ap ny bot acha question kea hy forex hi kya dunya ka koi bi kam ho chahy bot bara business ho ya chota business ho is m hamy profit k sath sath loss b hota hy ye aik qudrti amr hy k jb loss hota to hamy dukh hota hy k hmari investment zaya ho gai jany dukh to hota hy mgr is bt ko dil py ni lyna chaiy balky loss jin mistakes ki wja sy hoa unan smjna chaiy un sy sekh kr trading m agy bahrna chaiy trading m pechy hatny k bjaiy hamy mistakes ko smj lyna chaiy or dobara trading krty hoay un ko ni dohrana chaiy forex aik profitable business hy is m agr hamy kbi loss hota hy to hmary km knowledge ya km experience ya asi kisi bi aik galti ki wja sy hota hy hy to hamy apny ap ko phly aik kamyab trader bna kr us k baad trading start krni chaiy
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Dear members mai aap say aik light sa sawaal kerna chahta hu. ur umeed hai apa iss ka jawaab bhi zaroor dainagay. Jab aap trading kertay hain to profit aur loss dono saath saath hotay hain jaisay dusray businesses mai hota hai. trading mai loss ko aap dill pay tou nahi lay laitay?
            Assalamu alaikum bhai jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Duniya Ka Ek bahut hi Jabardast business hai ismein bhi dusre business Ki Tarah HAL aur profit to ho hi jata hai lekin ek Kamyab trader Vahi banta hai jo loss hone ke bad tension Nahin Leta balke uski reason ko Talash karta hai aur Pareshan hone Tak kaun se nahin baithata hamen bhi Aisa Hi karna chahie Agar Forex trading business se acchi Nahin Hasil karni hai to
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

              ap ny bilkul thek kaha hy main ap ki is bat sy agree karti hon forex trading aik risky or profitable business hy is main hamyn profit b hasil hota hy or loss b hota hy hamyn loss ko dil py nai lyna chahya hamyn jahan loss hotan hy wahan profit b hasil hota hy hamyn chahya k hum zayada sy zayada mahnat karyn or is k mutliq information hasil karna chahya or practice zayada sy zayada karyn or is k bary knowledge hasil karyn apni mistake ko nazar andaz na karyn in ko control karyn or zayada sy zayda mahnat karny sy hi hum loss sy bach sakty han hamyn loss k bad hosla karna chahya or hard workin karni chahya ta k dobara loss sy bachyn.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

                Forex trading may loss ho jana koi bari bat nahi ha humian chahye Kay forex may loss ko dil pay nahi lyNa chahye balky koshish karni chahye Kay loss say learning hasil ki jiye or himat kar Kay recovery ki koshish ki jiye hum jitna ziyda mehnat karty hain or struggling karty hain apne loss ko recover karne ki humain jldi hi kamyab ho jaty hain.. Forex may jo log jald bazi may trade lagty hain or market ko samjty nahi hai ase trader kabi kamyab nahi hoty kyu Kay loss hone par wo loss ko dil pay laga lyte hain or dObra recover karne ki himat nahi karty ase trader ko chahye Kay bus thori si himat karain or mehnat karty hoe trade karain or koshish karain Kay kam say kam waqt may loss ko recover karty hoe acha earning kamai jiye forex may loss say learning hasil karna bohat zarori hai or apni galtiyo ko identify karna ta kah again same galti na ki jiye or loss say bacha jiye shukria...
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                  Dear members mai aap say aik light sa sawaal kerna chahta hu. ur umeed hai apa iss ka jawaab bhi zaroor dainagay. Jab aap trading kertay hain to profit aur loss dono saath saath hotay hain jaisay dusray businesses mai hota hai. trading mai loss ko aap dill pay tou nahi lay laitay?
                  Assam Alaikum Forex trading business bhi Duniya Ke dusre business Kitna 1 business hai agar Hamen ismein loss Ho Jata Hai To Hamen Jyada Pareshan Nahin Hona chahie balki use loski reason ko Talash karna chahie aur koshish Karni chahie ki next time se mistake na Karen Jiski vajah Se last time Hamen loss hua tha Fir Bhi Ham Forex trading Jaise Business mein kamyabi Hasil kar sakte hain Agar mistake repeat karte rahenge to kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

                    Agar ham loss ko dil per lena shoru ker dain tou ham forex market main kabhi bhi kamyab trading nehi ker skaty hamain pata hona chahiay ky jab hamain forex trading main bara loss ho sakta hai tou bara profit bhi hasil ho sakta hai tou loss hony ky bahd hamain loss ko recover kerny ky liay bary profit ki umeed sy trade continue kerni chahiay ky hamain jab acha profit hasil hota hai tou hamara loss bhi recover ho jata hai aur hamary liay kuch amount withdrawable bhi hota hai tou ham forex market main phir kamyab trading continue ker lety hain hamain loss sy bilkul bhi ghabrana nehi chahiay balky loss ky bawajood apni trading ko as per previous routine continue kerna chahiay ky loss kam hony main dair nehi lagti tou loss ko recover hony main bhi dair nehi lagti hamain her mumkin koshish kerni ky loss ko recover kerna chahiay ky hamara balance increase bhi ho saky aur agar bonus hai tou safe bhi reh saky
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

                      Hello mere bhai bahut bada sawal hai aapka jahan tak hamen pata hai ki yah ek aisa business hai hi jo bhi kam Kiya jaega yah business main fayda aur nuksan to hoga hi lekin agar aap experience ke sath kam karenge to aapko fayda ke jyada chances hai aur is main hamesha aapko nuksan ke liye Vidya rahana chahie isko Dil per nahin Lena chahie kyunki agar aap Dil per le lenge to agale trade bhi aap acche se nahin kar sakenge ek acche trader ki yahi nishani hai ki vah pichhali baat ko bhul kar ek acche Kal ke liye taiyari karta hai aur apni galtiyan se sakta hai aur agale trade ke liye experience hasil karke koshish karega ke liye trade mein usko loss Na Ho balki loss ki bajaye profit Ho aur vah mehnat karega aur jo Banda mehnat karta hai usko uska fal jarur milta hai aur vo ek acchi trade kar sakega
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

                        Trading market ma loss aor profit to part of business hain agr ap mehnat zeyada kren gay achi performance kren gay to loss kam ho ga aor agr ap knowledge experience aor planning py compromise kro gay to loss hony ki ratio brh skti hai forex trading market ma har member ko chye ky wo aona knowledge strong kren experience ko improve kren aor dosry senior members sy sath sath guidance lety rahin to unko bahot sari maloomat mil skti hai dosro ko ghaltion sy sabaq sekhen bjay is ky ky ap khud whi ghlti kren agr ap market ky analysis ko smjh paty ho to ap kafi had tk is trading business sy satisfied ho skty ho khud ko confidence d3ny jy leay apko trade management krna hoti hai aor market confirmation ky leay humen indicators aor oscillators use krny hoty hain Analysis ky bina trading business bahot risky hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

                          Forex trading business is traha ka business hy k is mein profit bhi Hy aur loss bhi Hy aur forex mein agr tu hum mehnat aur hardwork karain gay aur mehnat aur hardwork kar k forex ki learning knewledge aur experience hasil karain gay tu forex mein profit earn kar saktay han aur agr loss hota hy tu is loss ko dil par nhi laina cahaiye kiok agr hum loss ko dil par laga lain gay tu hum forex ko kar hi nhi saktay aur forex mein nakami hi ho gi aur phr forex ko choor hi jaty han is liye agr loss ho tu hum ko forex mein aur ziada mehnat karni cahaiye aur loss ki waja se dishart nhi hona cahaiye aur agr hum ziada mehnat aur hardwork karain gay aur forex ki learning knewledge aur experience hasil karain aur demo account par ziada se ziada practice karain gay aur market ka analysis achi traha karain gay tu phr kaamyaab bhi ho saktay han is liye hum ko loss hota hy tu dishart nhi hona cahaiye aur loss ko dil par nhi laina cahaiye aur forex mein mehnat karni cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                            Dear members mai aap say aik light sa sawaal kerna chahta hu. ur umeed hai apa iss ka jawaab bhi zaroor dainagay. Jab aap trading kertay hain to profit aur loss dono saath saath hotay hain jaisay dusray businesses mai hota hai. trading mai loss ko aap dill pay tou nahi lay laitay?
                            Ap ny bilkal sahe kaha ha main ap sy mutafiq hon k jab bi forex trading main loss ho to humy bilkal bi dil pe ni lana chae ha balky normal trading karny or loss ko recover karny ki try karny
                            Forex trading best business ha jis main loss or profit donu han forex trading ko jab bi bagar analysis k trade karny gy to humy loss he ho ga loss sy bacheny k ley humy knowledge or experience hasil kar k trade karni ho ge
                            Forex trading main jtna ziada knowledge or experience ho ga humy utna he acha fayda ho ga forex trading main ziada earning kar sakty han or loss bi ni ho ga
                            Forex trading main humy ziada mehnat karni chae ha learning or practice karni chae ha is ley humy knowledge or experience hasil kar k trading karny ta k kamyab hon
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai loss ko dill pay tou nahi laitay?

                              Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai hum ko profit bhi ho sakta hai aor loss bhi ho sakta hai agar hum ais market mai sirf profit hi banaty rahy gay to aisa ho ni sakta hai ais market mai kabi to loss hota hi hai ais liay ap ko ais mai tension ni leni chaye k ais mai ap ko loss ho gia hai agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai ye dekhna hai k ap ne ais mai jo trade lagai hai aus k sath stop loss use kia hai ya nai agar ap ki trade k sath stop loss laga hoa hai to ap aus thory se loss ko asani se recover kar sakty hai agar ap ne ais market mai koi trade laga di ho jis ka stop loss hi na ho aor market ap k opposite jati hai to aus time ap ais market mai loss kar sakty hai ais liay ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna chaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X