Dear members forex market mai jab hum trading kay liye analysis kertay hain aur trends ko daikhtay hain tou uss kay mutabiq he trading kernay ki koshish kertay hain. Agar market mai aik trend achanak change ho ajey ya reverse ho ajey tou humain kia kerna chaiye? kia humain trade open kerni chaiye ya dobara say trend ka wait kerna chaiye?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим