[Jaiza] Rebound kia hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    [Jaiza] Rebound kia hoti hai?
    Rebound ka asan sa matlab hai value, amount ya phr strength mein ek achi khasi decrease ke bad wapis recover karna. Jesa ke dosto ek business mein kabhi bhi high profit nhi hota us mein baz dafa kam return bhi hoti hai to jab kisi bhi economic activity mein ese decline ke bad increase ata hai to us ko rebound kahte hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: [Jaiza] Rebound kia hoti hai?

    Forex market kisi bhi pair main jab tak technical movement kerti rehti hai tou woh sirf fix support aur resistances ky darmian hi love kerta rehti hai jab market kisi aik support ya resistance per ponchti hai tou phir raha sy rebounce ho jati hai lekin jab same position sy three to four time rebounce hi chuki Ho tou phir again and again rebounce hony ky chances kam hoty hain hamain third time rebounce hony per trade open kerny ka risk ly lena chahiay lekin jab fourth time ya is sy bhi zyada ho tou kabhi bhi rebounce per risk nehi lena chahiay ky aesy time main pata nehi chalta tou market kisi waqat bhi same support ya resistance ko break kerti hai tou bari move ker jati hai agar wohi movement hamari open trade ky against ho tou hamain bahot zyada loss bhi ho sakta hai hamain aesy time per bahot ehtiat kerni chahiay
    • #3 Collapse

      Re: [Jaiza] Rebound kia hoti hai?

      g han dear jhan tak daikha jaye tu mera opninon job hai basicaly tu mai es ka urdu mai he tajweez karun ga na rebound mean hotavhai kya kisi bhi cheez ko bond kar daina yani kay ruk jana aik he side oay aur jhan tak mai sochta hun tu trading mai es ka u hota hai kay jub broker ki larai hotye hai yani kay market mai adham machtye hai yani kay trade ko na up janye diye jata hai na he down janye diya jata hai trade ko bus usi side pay he euk diya jata hai yani kay ab trade aik he side pay move kar rha hai na sell mai jaye ga na he buy mai jaye ga kiyu kay trade koaik he moment mai rakh diya jata hai yani kay ao ka trade ab harkat karye ga tu aik makhsoos side pay he jarta rhaye ga na ye sell mai jaye ga aur na he ye buy mai jaye ga asal mai us time kafi invester aur broker ki apas mai larai ho rhi hotye hai yani kay kuh khaitye hain esye buy kiya jaye jub kay kuch ka sell ka hota haibtu esi tarha chalta rhata hai tu esi ko rebound khaitye hain jis ap ka account bhi udher he bhans jata hai yani kay na tu ap ka lose recover ho rha hota hia aur na he ap ka account kiyu kay wo aik side pay move kar rha hota hai na es waja say
      • #4 Collapse

        Re: [Jaiza] Rebound kia hoti hai?

        Dear forex trading members Assalamualaikum asal ma rebound ya fake break ky bad market ma previous point py ana choty trader aor scalpers ko hunt krna ya big trader sky stoploss ko bhi hit krna maqsad hota hai aor yeh justification di jati hai ky liquidity market hai lot size ky imbalance ki waja sy market breakout aor break thorugh hua hai aksar aisa tb hota hai jub major support aor resistance py market range kr rahi ho aor breakout ky bad wapis market reversal ho jay aor log smjhty hain ky breakout ho gia hai aor wo market ko trend continuation confirmation ki waja sy sell ya buy kr bethty hain lkn market unky above stoploss aor below stoploss ko hunt kr leti hai yeh forex trading market ki game hoti hai agr ap ab brexit ko he dekh len to yeh bahot he uncertainty ki taruf ja rahi hai lkn jub unka dil krta hai logo ko hunt krny ky leay pound bullish kabi bearish kr dety hain apko just indicators ko dekhna chye technical analysis krna chye aor opportunity avail krni chye sath ma apko stoploss must use krna chye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: [Jaiza] Rebound kia hoti hai?

          Dear jaisy ap ne baat ki hai rebound ki to diffrent internet par ap ne business dekhy ho gay jin par ap agar investment karty hai aor aus k baad ap ko aus mai daily k hisab se profit milta hai agar ap aus mai jo profit le rahy hai aus ko sath withdraw karwana chaty hai to ye ap ki apni marzi hai agar ap aus profit ko sath rebound mean dobara invest karna chaty hai to aus mai ap rebonud kar sakty hai ais tarha ap ka daily ka jitna profit bany ga wo aus investment mai add hota rahy ga aor ap ko aus k hisab se profit milta rahy ga agar ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais mai bhi ye pata hona chaye k ais mai agar ap aik trade lagaty hai aor aus k sath lots aor lagaty jaty hai trend mai to ap ko ais mai bhi zayda profit ho sakta hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X