Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai
    Humesha trading mein tab kaam kerain jub aap trading mein zayada practice ker lain aur itni practice ho gae ho kay aap ko trading ka experiance ho gaya ho aur forex mein jitna aap ka experiance zayada ho ga aur aap trading mein risk ko easily manage ker sakain gaye aur achi mehnat aur achi skills hi aap kay experiance ko show kerti hain aur aap trading ko market ko achi tarah samajhnay lagtay hain jis sae aap apni trades mein risk ko kam ker letay hain
    Humara experiance hi humaray loss ko decrease kerta hai iss lye humain chahyea kay hum apnay experiance ko jitna ho sakay strong banain jub humara experiance strong ho ga tub hum market mein bahut hi achay tareeqay sae kamyab ho saktay hain aur experiamce sae hi hum apni ghaltioun ko track ker saktay hain jis sae hum iss business mein kamyab ho patay hain aur iss business sae apnay risk ko kam ker saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

    Forex market me jetna risk involve hota hay kesi other financial market me etna risk involve nahi hota magar Forex market ki ye khubi hay key traders apny experience aur knowledge key base par risk factor ko kam zaror kar sakty hey, Forex market me jetna be risk kinu na involve ho traders ka agar market experience acha hay aur traders knowledge be rakty hey to wo big risk ko kesi be condition me kam karny ki ability rakty hey aur esy traders ki kamyab hoty hey jo market me risk factor ko kam karny par complete control rakty ho.
    • #3 Collapse

      Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

      G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex kya dunya k hr kam m hr business m bnda tb kamyab hota hy jb wo experience expert bn jaiy jb tk ap k pas experience ni ap ki mehnat kisi kam ki ni isi tahra forex b aik behad profitable business hy mgr wo ap ko profit tb dyta hy jb ap is m mehnat krty han or experience hasil krty han ap experience demo account sy hasil kr skty han or ap ko demo account m practice tb tk krni chaiy jb tk k ap expert na bn jain jb hmara experience acha ho ga to hamy trading m apni mistakes ko qabo krny m madad mily gi or ham aik kamyab trader ban kr acha profit hasil Kar sakty han
      • #4 Collapse

        Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

        Trading ka experience acha hona chaye traders es key base par acha profit be earn kar sakty hey aur big loss be apny experience ki waja se recover kar sakty hey, trading experience traders me quality aur abilities peda karta hay har trader ka trading experience good level ka nahi ho sakta hay, jo traders mehnat karty hey esy traders 1 year me be un ka trading experience maximum level ka ho jata hay jab koch traders learning nahi karty magar trading practice zaror karty hey esy traders ka experience long time tak improve nahi ho sakta hay, mehnat agar ki jaye to sab koch hasil ho sakta hay kamyabi be aur trading experience be.
        • #5 Collapse

          Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Anfaal786 پيغام ديکھيے
          Humesha trading mein tab kaam kerain jub aap trading mein zayada practice ker lain aur itni practice ho gae ho kay aap ko trading ka experiance ho gaya ho aur forex mein jitna aap ka experiance zayada ho ga aur aap trading mein risk ko easily manage ker sakain gaye aur achi mehnat aur achi skills hi aap kay experiance ko show kerti hain aur aap trading ko market ko achi tarah samajhnay lagtay hain jis sae aap apni trades mein risk ko kam ker letay hain
          Humara experiance hi humaray loss ko decrease kerta hai iss lye humain chahyea kay hum apnay experiance ko jitna ho sakay strong banain jub humara experiance strong ho ga tub hum market mein bahut hi achay tareeqay sae kamyab ho saktay hain aur experiamce sae hi hum apni ghaltioun ko track ker saktay hain jis sae hum iss business mein kamyab ho patay hain aur iss business sae apnay risk ko kam ker saktay hain
          Assalamu alaikum bhai jaan aap Sabhi Jante Hain Ki Forex trading business Ek bahut hi risky business hai agar Ham ismein Nahin Lenge to Hamari trade successful Nahin Hogi ya FIR Hamen apni trade se profit Nahin Milega To Jarur Lena padta hai lekin Main To Yahi kahunga ki Hamen utna hi risk Lena chahie Jitna ki hamare pass knowledge or experience hota hai Jyada risk Lene Se Hamare account Khali ho sakte hain Apne knowledge experience Ko Agar equal kiya jaaye to Jitna lot size set hota hai usse Jyada lot size ko set nahin karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

            Dear forex fellows friends and colleagues apko trading ky leay aisy tools ko choose krna ho ga jo apky leay apply krny ma asan aor apko trading ki 70 to 80 percent perfect information provide kren trading ma market ma apko confidence sy kam krna hota hai
            Dear forex trading members apko hamara behtreen jawab contest ma rules ky mutabiq questions krny chye har member yahan py aa ky apni dukan na kholo ly balky apko trading market ky related un masail ko discuss krna chye jo new ho aor apko aor apki smjh sy baher ho lehaza apko trading ma motivated interested rehna hota hai dosry member sko bhi motivation den aor trading ma professional approach rakhen
            • #7 Collapse

              Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

              dear jub hamaray pass achi skills hain ham yeh jantay hain k markeet kab kahan say ziada chances k sath return ho sakty hay to ham koi bhi aisi waisi trades nai laingay jin say hamko lose k chances zida aur profit k kam hongay ham ko agar poora hafta bhi wait krna paraiga to ham karaingay q k ham yeh baat jantay hongay k markeet hamaray knowledge k hisaab say is point say sure return hoge aur agar ham experience nai hoga to ham har ik trade main tukkay say kaam laingay aur hamko har trade k bad is baat ka he dar rahaiga k hamko kahin lose he na ho jaye is liye mairay khayal say better yahi hay k hamko experience k bagahir kabhi bhi koi bhi trade nai laini chaye q k yahan pay ham main say koi bhi aisa trader nai hay jo baghair knowledge aur experience k achi earning kr sakay ga ya markeet main success ho sakaiga agar tukkay say he aisa sab kuch agar hasil krna asaan hota to ham main say koi bhi trader lose main na hota har koi har roz achi earning kr raha hota laina aisa kuch bhi possible nai hay k baghair knowledge aur experience k ham achi earning kr sakain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

                g han ap ny bilkul sahi bat kahi hai or main apki bat se agree krta hun hunjitna apka trading ka expiernce hoga otna he ap apni trdaing main risk ko kam kar skty hain q k apka expiernce he apko market ko achi trha se smjhny k qabil bnata hai or kbhi bhi apni trading main risk ko zyda nahi rakhty es kk liye apka trading expiernce he apk akm ata hai q k jitna hmari trading main risk hota hai otna he hmain loss hota hai kam risk par kam loss hota hai or zyda risk main loss bhi zyda hota hai tu hmaisha apni trdaing main kamyab hona chahty hain tu apni trading ka expierce gain karny k liye demo account use karen jis main ap trdang ka expiernce gain kar skty hain trading ki practice kar k ayse he ap real account main risk ko manage kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

                  Forex trading business aik bohat acha business hai. Forex trading business ko online ka king aur godfather bhi kaha ja sakta hai.Kiyu kay iss business mai her roz trillion dollars ka business hota hai. Forex trading mai bohat risk hai aur traders isaay aik risky business bhi kehtay hain. Haalaakay aisi baat bilkul nahi hai kay risk kamm ya khatam na kia jaa sakey. Forex trading business mai experience,learning aur knowledge say her qisam kay risk ko kamm bhi kia jaa sakta hai aur khatam bhi kia jaa sakta hai. Forex trading aik aisa business hai jiss mai jitna ziada experience hota jaey ga utna he trading achi hoti jaey gi

                  Experience ko acha aur ziada kernay kay liye pak forex forum aur demo account bohat bohat helpful hotay hain.Iss kay saath saath real account mai trading kertay huay agar small lot size kay saath aik waqt mai aik trade kertay rahey tou kuch time aisay trading ker kay apna experience barha kay risk ko control kernay mai bohat madad mill sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

                    Ji bilkul aisa mumkin hai Forex trading me mehnat karke knowledge hasil karke aur khoob practis ke bad jab Ham experience hasil kar chuke hote Hain to uske bad hamara loss Forex trading mein kam ho jata hai kyunki hamare pass knowledge plus experience hota hai isliye hamara jyada loss nahin hota aur profit jyada hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

                      Dear friend forex trading main hum knowledge or experience risk ko kam sy kam kar sakty han is k ley both mehnat ki zarort hoti ha forex trading sab acha option mahjood ha jis main hum log free ho k trading kar sakty han or ache learning kar sakty han or risk ko minimum kar sakty han or wo option demo account ha jis ko hum agr real account ki tahra samjny or trading karny to hum log forex trading ko ache tahra seek sakty han daily practice sy hum different planning or strategy apply kar k maximum knowledge or experience hasil kar sakty han jis risk auto pe minimum ho jata ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

                        Yes ap ne the kaha he ke trading ke risk ko kam keya ja sakta he ku ke jo log yaha pe kam karte hen un ko yaha pe ache income kamane ka moka mil jata he or wo yaha pe ache income kama lete hen is leye mehnat karte rahe ku mehnat karne wale kabhe nakam nahe hote hen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

                          G han dear aisye he bat hai kayves mai risk tu hota hai aur kafi hotavhai kiyu kay forex ko risky business he kha jata hai na kabhi bhi aisa ni howa hai es mai kay hunara risk kam ho jata hai kiyu kay risk tu hai kabhi zayda say zayda risk hum es mai laitye hain tu kabhi kam per us risk ko kam kar saktye hain hum yani kay expirence ko barha kay hum us mai kamyabi hasil kar saktye hain humain hamesha kosesh karni chye kay zayda say zayda learning pay zor dain kiyu kay jitnye zayda learning hotyevhai utni he zayda es mai earning bhi ho he jatye hai tu humain kosesh karni chye kay zayda say zayda learning pay zor dain ta kay learning say hunara expirence zayda ho jaye aur hum es mai risk level ko kam kar sakain kiyu ky expirence he whaid wo cheez hai jis ki bana pay humain risk kam milta hai tu humain hamesha risk ko kam say kam he karna chye ager es mai kamyabi hasil karmi hai tu yaqeen janye jitna expirence zayda hota hai es mai eisk kam he lagtavhai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

                            Ji han jab hamare 25 kilo hongi to yah Ham jante honge ki market kab badegi aur kab niche aaegi aur market ki value ka hamen pata hoga isase hamen profit ki jyada chances honge jitna jyada experience hoga utna profit ke jyada chances honge aur isase ham Bada profit and kar sakte hain agar Banda soch samajhkar experience ke sath trade Karen ji han bilkul experience se Ham risk se Ban sakte hain aur accha profit Le sakte hain yah market mein success ko Ham hasil kar sakte hain ismein bahut kam hota hai agar jitna jyada experience on knowledge bande ke pass Ho to Banda risk hi Ban sakta hai aur utna hi loss bhi kam hoga aur bandar achcha profit gain kar sakta hai experience ke bagair kabhi bhi Banda koi kaam mein profit nahin Le sakta
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading sae risk ko achay experiance sae kam kya ja sakta hai

                              Dear ye to her trader ki apni marzi hoti hai k wo ais market mai kitna risk leta hai kun k ais market mai agar ap ne kamyab hona hai to ap ko ais market mai sab se phly to jp sekha hai aus k hisab se kaam karna chaye aus k baad hum ko ais market mai apny account k hisab se risk lena chaye agar hum ais market mai risk zayda ley gay to hum ais market mai zayda time tak kam ni kar sakty agar hum ais market mai money management k hisab se kaam kary gay to hum ko ais market mai acha profit ho sakta hai kai dafa hum jab ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai kai dafa apni trades thory loss mai close karni par jati hai hum agar aus time trade loss mai close kary gay to humra account zayda risk se bach sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X