Jaiza: Technical Questions VS NON Technical Questions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Technical Questions VS NON Technical Questions
    Asslam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap bohat achay hongay. Pak forrx forum pay agar aap ghour karain aur mukhtalif sections aur groups mai jaa kay threads parhay aur un kay jawabaat daikhay tou pata chalta hai kay forumpay technical questions say ziada non technical questions pay posts aur threads ki jaati hain. agar jaiza lia jaey tou technical threads aur questions pay ziada replies aur views bhi nahi hotay aur issi tarah thanks ki ratio bhi bohat kamm nazar aati hai.Issi liye senior forum members aur experienced traders bhi daily aik ya do technical information waali threads kertay hain baaqi saari threads aur posts non technical threads aur posts pay he kertay hain.

    Traders aur forum members ko ye baat samajh laini chaiye kay trading ka ziada knowledge aur experience technical questions ko parhnay aur un kay threads aur posts pay jawaab dainay say he milta hai.Iss liye apnay long term faiday kay barey mai sochain aur waqti faida lainay ka nahi socha karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Technical Questions VS NON Technical Questions

    Dear forex trading members Assalamualaikum
    Bilkul ma apki bat sy mutafiq hun yahan py har member chahta hai ky wo yahan py acha bonus hasil krny acha reward usko mily lkn koi bhi yahan responsible ho ky kam nhi krta sub yahan py sada aor aam si posts qor threads krty hain agr ap log achi post ya thread bna do to koi us py reply nhi krta hai balky bilkul he asan alfaz py mabni threads ka jawab dea jata hai
    Problem yeh hai achy kam ko yahan appriciate nhi kia jata hai bs yahan py quantity pori jati hai qualitative work nhi kya jata
    Sub members ko yahan py technical analysis aor fundamental analysis ky related he questions krny chye ya general economic question krny chye is sy apko apny knowledge py confidence mily ga aor sary members bhi inspired ho ky acha kam kren gay aor achy jawabat den gay
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Technical Questions VS NON Technical Questions

      Forum me har tarha key questions members kar sakty hey, agar members technical related information lena chahty hey to un ko technical topics par discus zaror karna chaye es tarha se Forex se related koch topics esy hey jes ko ham non technical be kehty hey fundamental analysis se related jetny be topics hey es ko ham technical nahi keh sakty hey es se related information be ham forum me share kar sakty hey, kamyab member forum ka wo hota hay jo key har type ka knowledge rakta hay aur har topic par bat kar sakta ho.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Technical Questions VS NON Technical Questions

        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
        Asslam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap bohat achay hongay. Pak forrx forum pay agar aap ghour karain aur mukhtalif sections aur groups mai jaa kay threads parhay aur un kay jawabaat daikhay tou pata chalta hai kay forumpay technical questions say ziada non technical questions pay posts aur threads ki jaati hain. agar jaiza lia jaey tou technical threads aur questions pay ziada replies aur views bhi nahi hotay aur issi tarah thanks ki ratio bhi bohat kamm nazar aati hai.Issi liye senior forum members aur experienced traders bhi daily aik ya do technical information waali threads kertay hain baaqi saari threads aur posts non technical threads aur posts pay he kertay hain.

        Traders aur forum members ko ye baat samajh laini chaiye kay trading ka ziada knowledge aur experience technical questions ko parhnay aur un kay threads aur posts pay jawaab dainay say he milta hai.Iss liye apnay long term faiday kay barey mai sochain aur waqti faida lainay ka nahi socha karain
        Walaikum assalam aapki baat bilkul theek hai agar Ham forum per technical baat karenge To Ham Achcha bonus Hasil kar sakte hain trader aur form member ko yah baat samajh leni chahie ki trading ka Jyada knowledge or experience technical question hai to read karne se aata hai yah post reply karne se pahle Hamen unko acche tarike se read kar lena chahie tab hi Ham Unse Achcha fayda Hasil kar sakte hain Nahin To Ham samajh Lenge Pakistan Forex forum per time hi vate kar rahe hain is Se Jyada Kuchh Bhi Nahin Hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Technical Questions VS NON Technical Questions

          Assalamu alaikum instaforex forum friends and fellows Forex trading forum mein hamara jawab mukabala mein technical questions raise karna ham sabki responsibility hai non technical questions sada question raise na karo
          Forex trading main aapko technical fundamental aur sentimental data share karna chahie market ke sentiments ko importance deni chahie most of the traders analyst aur trading member se a review lekar trading psychology set karni chahie market mein liquidity ka bahut zeyada role hai
          Forex trading mein aap ka reply more than 500 words hona chahie. Pakistan Forex forum mein technical aur fundamental analysis ke related question karne chahie ke sare member interested aur motivated ho ky reply karen accha knowledge milega to acchi trading karoge aur accha profit hasile karoge
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Technical Questions VS NON Technical Questions

            Har Forum member ka knowledge es level ka hona chaye key wo har technical aur non technical question ka jawab de saken, ham Forum me technical aur non technical question es ley karty hey key traders ko zeyda se zeyda information hasil ho jaye, non technical question be Forex business se related hona zarori hay, ham Forex business se hat kar koi be question Forum me nahi kar sakty hey esy posts ko fazul samja jata hay, non technical question news trading se related hoty hey jes key bary me knowledge har trader ko hona bahot zarori hota hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Technical Questions VS NON Technical Questions

              اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
              Asslam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap bohat achay hongay. Pak forrx forum pay agar aap ghour karain aur mukhtalif sections aur groups mai jaa kay threads parhay aur un kay jawabaat daikhay tou pata chalta hai kay forumpay technical questions say ziada non technical questions pay posts aur threads ki jaati hain. agar jaiza lia jaey tou technical threads aur questions pay ziada replies aur views bhi nahi hotay aur issi tarah thanks ki ratio bhi bohat kamm nazar aati hai.Issi liye senior forum members aur experienced traders bhi daily aik ya do technical information waali threads kertay hain baaqi saari threads aur posts non technical threads aur posts pay he kertay hain.

              Traders aur forum members ko ye baat samajh laini chaiye kay trading ka ziada knowledge aur experience technical questions ko parhnay aur un kay threads aur posts pay jawaab dainay say he milta hai.Iss liye apnay long term faiday kay barey mai sochain aur waqti faida lainay ka nahi socha karain
              Walaikum assalam ki bhajan aapki baat bilkul theek hai ek nutradel ko chahie ki vah market mein jo technical question hote hain UN per Jarur focus Karen forum ke members ko yah baat samajh leni chahie kya Jyada knowledge aur Jyada experience technical question answer karne se hi Aasan hota hai isliye unhen chahie Ki vah Is per Jarur reply karen
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Technical Questions VS NON Technical Questions

                اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                Asslam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap bohat achay hongay. Pak forrx forum pay agar aap ghour karain aur mukhtalif sections aur groups mai jaa kay threads parhay aur un kay jawabaat daikhay tou pata chalta hai kay forumpay technical questions say ziada non technical questions pay posts aur threads ki jaati hain. agar jaiza lia jaey tou technical threads aur questions pay ziada replies aur views bhi nahi hotay aur issi tarah thanks ki ratio bhi bohat kamm nazar aati hai.Issi liye senior forum members aur experienced traders bhi daily aik ya do technical information waali threads kertay hain baaqi saari threads aur posts non technical threads aur posts pay he kertay hain.

                Traders aur forum members ko ye baat samajh laini chaiye kay trading ka ziada knowledge aur experience technical questions ko parhnay aur un kay threads aur posts pay jawaab dainay say he milta hai.Iss liye apnay long term faiday kay barey mai sochain aur waqti faida lainay ka nahi socha karain
                Walaikum assalam Ji Bhajan aapki baat bilkul theek hai agar Pakistan Forex forum per maujud technical post Ke Jo question hote hain Agar Hum usko acche tarike se read Karen aur uske answer bhi read Karen To Ham Kafi jaldi Forex trading ka Achcha knowledge Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Technical Questions VS NON Technical Questions

                  g han dear ye bat tu hai kay aim technical question aur aik nin technical ka mai bhut he faraq hota hai kiyu kay non technical ka jawab daina zauda muahkil kam ni hai aur technical mai kuch masail a jatamye har aik ak apna he opstion hota hai yani kay har aik apna he choice hotye hai kay es mai kaisye post karni hai tu es mai zayda tar logo ja opsion hai wo hai non technical question pay kiyu kay wo asan hotye hain jub kay technical questions ka jawab tu sirf wo he ap ko daye sakta hai jo kay es mai achaye say acha knowldge rakhta hai kiyu kay har aik kay bas mai ni hita hai na technical questions ka jawab daina tu es mai humain sawal bhi non tech he phuchnye chye ager kamyabi aur zayda say xayda replye chatye hain tu
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Technical Questions VS NON Technical Questions

                    Dear jaisy ap ko pata hai k normal question jitny bhi hai wo sab new traders k liay kafi zayda faida mand hai jab k jo porany traders hai jin ko ais forum par kaam karty hoye kafi time ho gia hai wo ais mai asani se ye baty samjh jaty hai aor aun ko ais mai kisi kisam ka masla ni hai agar ap ne baat karni ho technical ki to ais mai market mai kaam karny k liay ap k pass jitna zayda knowledge ho ga aor aus k sath sath ap ka jitna zayda experince ho ga ap ais market mai asani se acha kaam kar sakty hai aor ais market mai se acha profit bana sakty hai agar ap ais market mai acha kaam kary gay to ap ko ais mai acha result mily aus k liay ais forum par agar technical question zayda ho gay to bandon k knowledge mai izafa ho ga.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Technical Questions VS NON Technical Questions

                      Assalamu alaikum dear Forex traders technical fundamental analysis ke liye aapke pass perfect market update economic fundamental calendar news schedule is allahabad candlestick chart pattern ki candles ke bare mein maloomat honi chahie trading main expertise aur professionalism bahut zaruri hai psychological control fresh mind ke sath kam karna bahut perfect ho sakta hai trading ke liye aapko zyada se jyada efforts karna hoti hai market mein technical analysis ki bahut jyada important hai hi fundamental analysis ke liye aapko non technical approach nahin rakhni hoti technical approach rakhni hoti hai Forex trading market mein management karna important hai money management aur trade management ke sath aapko kam karna chahie
                      Acha kaam achy daam

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X