Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia contest mai threads kerna zaroori hai?
    Dear members maira aapsub say aik sawaal hai . Kia contest mai threads kerna zaroori hain? Agar koi member contest mai sirf posts karey matlab sirf dusray members kay threads pay jawabaat dey aur sawalaat ka bhi jawabaat dey to kia faraq parey ga? Kia uss kay prize bonus pay iss ka koi asar hoga ya nahi? Senior aur expert forum members iss pay zaroor jawaab dain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

    Ji ap nay bil kul important question kia hay es question ka agar thek jawab dekhna hay to woh hamain Forum kay rules and regulation ko reed karnay say hi milay ga. Forum main contest behtreen jawab ka hota hay yehni hamain others members kay threads posts pay reply karna hota hay jis main sawalat kay jawab bhi hotay hain jaiza kay replry pay apni ray bhi post ki jati hay jis ka jitna acha jawab ho ga usay utna hia acha bonus dia jata hay es taran to hamain ziada say ziada best quality wali reply posts karni chahiay dosri bat yeh hay k hamain threads bhi crate karnay chahiay kun k agar ham threads create nahi karain gay to kon kis pay reply karay ga es liay hamain threads create karnay chahiay lakin threads fazool kisam kay na hon bal k technical topic pay create karnay chahiay ta k un ki wajah say best knowledge share ho sakay.
    • #3 Collapse

      Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

      G han bilkul contest me threads aur posts reply dono hi bahot zarori hey agar ham siraf posting karen gey to es key sath threads create karna be etna hi zarori hay, siraf posts ka hi bonus nahi milta hay threads ka bonus alag se dia jata hay, aur forum me overall posting quality ko behtar rakny key ley zarori hay key threads be create key jaye aur sath me posting be bahot zeyda useful key jaye, Forum ka acha member wo hota hay jo threads be informative create kar sakta hay aur sath me us key posts me be bahot zeyda knowledge ho.
      • #4 Collapse

        Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
        Dear members maira aapsub say aik sawaal hai . Kia contest mai threads kerna zaroori hain? Agar koi member contest mai sirf posts karey matlab sirf dusray members kay threads pay jawabaat dey aur sawalaat ka bhi jawabaat dey to kia faraq parey ga? Kia uss kay prize bonus pay iss ka koi asar hoga ya nahi? Senior aur expert forum members iss pay zaroor jawaab dain?
        Assalamu Alaikum Mere Khyal Mein Tu agar aap contest Mein participate kar rahe hain to tread se create karna na necessary nahin hai agar aap Achcha knowledge aur experience sakte hain to create kar lena chahie Agar aapke pass Achcha knowledge experience Nahin Hai To aapko that create nahin karna chahie Kyunki acchi quality wale thread se hi forum per Baki rahte hain kam quality wale ko delete kar diya jata hai Ek new member ke liye Jaruri hota hai ki vah starting Mein pahle post apply hi karen new Threads ko create na Karen
        • #5 Collapse

          Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

          Nhi janab contest ma thread bnana zaroori nhi hai agr ap ko contest ma participate krna hai to apko aik question bna ky rule ma shamil hona ho ga aik question bnana bahot he asan hai forex trading market ma sirf aor sirf apko whi knowledge chye jo use kr sko lehaza ma apko yehi mshvra don ga ky market ma kamyabi ky leay yahan py apna focus technical analysis aor fundamental analysis py rakho pending order use kro jo bhi apko hint mily usko chart ma indicator ky sath try kro verify krny ky bad phr trading start kro order lg jay to us ko bar bar na dekho ueh us waqat he mumkin ho skta hai jub apki management achi ho jub ap ny stoploss lga dia ho tb apko skoon rehta hai aor yeh tension khatam ho jati hai ky trade phns na jay
          • #6 Collapse

            Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

            g han dear aisye he bat hai kay content mai threat karna zayda tu zaroori ni hai per es mai humain aik kam az kam threat karna parta hai kiyu kay ap ka aik bhi tgreat ho ga tu ap es muqablye ka hisa ban jatye hain tu humain jub bhi e smai shamil howye hain tu humainbes mai rules ko aik bar study kar laina chye kiyu ky ager study ni karain gaye tu e smai humain kafi niqsan ho sakta hai yani kay humarye sari mahnet bhi zaya ho saktye hai tu aik bar us ko ghor say parhain aur us mai jo jo likha hai usi hisab say he es mai kam karain ta kay ap ko bad mai kisi bhi qism ki parshani na ho aur ap kamyabi ki tarfa chlain jaye tu us kaliye zarooei hai kay hum rules ko daikha yani kay readout kar kay us ko follow karain yaqeen janye apkabhi bhi es mai naqam ni hun gaye kiyu kay har aik kam kay kuch rules hotye haim jin ko follow karna kafi zarooei hai
            • #7 Collapse

              Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

              Ji han bilkul agar aap posting kar rahe hain to uske sath sath thread post karna bhi bahut jaruri hai Kyunki forum mein agar aap posting Akela kar sakte hain to iska matlab yah hai ki aap ek acche experience trailer hai takat dusre logon ka fayda kar rahi hai aur unko reply Mein acchi post bhej kar rahi hain aur unke Maksud ko Basa Ne Samjha rahe hain ISI Tarah agar aap koi bhi achcha aapke mind Mein question aata hai jo ke dusre Logon ke liye bhi faydemand ho to use ki post open Karen aur Khud apni post Banakar dusron Ke Samne pesh Karen Taki Logon Ko Jyada Se Jyada benefit Hasil ho sake aur form Jis maksad Ke Liye Banaya Gaya Hai use Maksud ko pura Kiya Ja sake isliye Forex trading ko Behtar tarike se samajhna Aur dusron Ko Samjhana Yahi is form ka han maqsad hai isliye use maqsad ko pura karne mein Sabko Milkar Sath Dena bahut jaruri hai Taki Khud bhi achcha yah kam kar sake Aur dusron ko bhi achcha kam karne ki Salah Hasil ho sake
              • #8 Collapse

                Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

                bhai jan contets main threads bnany zarori nahi hain ap aghr posting he krna chahty hain tu ap kar skty hain bus thredas create karny ka mqsad yah hota hai k hmain bonus acha mil jay ga or humain acha bonus milta rahy baki aghr ap apni posting main bhi quality ko barqrar rakh kar posting kar rahy hain tu os se bhi apko acha bonus mil skta hai or ap apni trading k liye acha bonus bhi eran kar skty hain wesy bhi jo contets main hum posting karty hain os main hmary liye yah oppertunity hoti hai k humain jo bonus milta hai wo hmari eraning hoti hai jis ko hum withdraw bhi krwa skty hain tu contets main quality ka khas khyal rakhna hota hai or aghr ap thredse bhi ceraete karen tu ap boht acha bonus hasil kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

                  g han bhai jan aghr ap contets main thareads craete nahi krna chahty tu ap na karen es main apki marzi par depend hota hai q k jub hum posting karna he acha lgta hai tu hum apni marzi se he kar skty hain jo dil krta hai kar skty hain laken forex forum main apk kam ka miyar nahi ghirna chahye q k jub hum ayse kam karny k bad khud he kam khrab kar dety hain tu phr hmari marzi par phr kam nahi rahta tu aghr ap thrdeas bhi craete kar den tu es se apko faida he mily ga aysa nahi hai k apko acha bonus nahi mily ga achy bonus k liye he baki sub threads create karty hain ta k un ki thardes ko achy thanks mily jitny apko thanks milta hai otna he apko bonus acha milta hai or ap apny kam ka miyar bhi enhance kar lety hain or apko acha faida bhi milta hai frum main tu ap acha kam karen forum main achi eraning kliye or wesy bhi forum contets main acha kam karny se hmari eraning he barhti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                    Dear members maira aapsub say aik sawaal hai . Kia contest mai threads kerna zaroori hain? Agar koi member contest mai sirf posts karey matlab sirf dusray members kay threads pay jawabaat dey aur sawalaat ka bhi jawabaat dey to kia faraq parey ga? Kia uss kay prize bonus pay iss ka koi asar hoga ya nahi? Senior aur expert forum members iss pay zaroor jawaab dain?
                    Assalamu alaikum bhai Forex trading business Mein kam karne ke liye Hamen Koi decision Nahin Hai khaskar Ke Pakistan Forex forum per Hamen sirf unhin usko follow karna hota hai jo ke form Ne Hamen Bata Diye Hai Aisa Koi Bhi rulaya Nahin Hai jismein Ham newtrade create karna necessary Samjho Agar aapke pass Achcha knowledge or experience hai to aap new thread Jarur create karne Agar nahin hai to aap new Threads create na Karen Kyunki isase Baki logon ka bhi time waste ho sakta hai Kyunki repeated thread aur knowledgeable ko delete kar diya jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

                      As per contest rules ham forex forum per hony waly contest main enter hi tab hi sakty hain ky ham agar kam sy kam aik thread kerain kyun ky agar ham aik bhi thread contest main nehi kerty tou it's mean ky ham ny contest ky rules ki violation ki hai tou ham reward ki phir umeed bhi na rakhain tou behter hai aur hamain time to time contest main bhi kuch threads kerty rehna chahiay ky jab contest main threads zyada hogy tou competetion bhi acha hoga aur her koi agar achi terha reply kerta rehy ga tou hamain phir contest ky threads aur posts ko read kerny per forex market main trading ka complete knowledge hasil ho sakta hai aur ham apni trading ko bahot improve ker skaty hain ky hamain acha reward bhi hasil hoga aur achi learning bhi ham ker sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

                        Dear ais contest mai jab hum kaam karty hai to ais mai thread karna bhi zarori hai aor ais mai reply karna bhi zarori hai agar ap ais mai acha kaam kary gay to ap ko ais mai acha bonus mily ga ais contest mai kaam karny k liay sab se zarori hai k ais contest k rules ko study kar ley aus k baad ap ais mai ye dekhy k ap ne ais mai jo thread karny hai aun mai ap acha knowledge share kary ais contest mai her koi kaam karta hai magar ais mai acha bonus sirf aus ko milta hai jo ais mai mehnat karta hai aor ais mai cheating ni karta ap khud ais mai kaam kary na koi copy paste kary na hi koi fazool topic par thread wagera lagye ais mai jis thread k bary mai pata ho aus par posts kary to ap ko zayda bonus mily ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

                          Dear ye bahot hi zarori hay key contest me be jo achi posting karna hay aur jes key threads me knowledge ho to us ko app thanks de dia karen, es ka faida ye hota hay key jes members key posts ya threads ko app thanks dety ho to us ki koshish ye hoti hay key wo aur be zeyda mehnat kar key acha knowledge app key sath share kary jes ki waja se app key knowledge me mazeed ezafa mumken ho saky, bahot se members esy hey jo key achi posts ko be thanks nahi dety contest me thanks dena zarori be nahi hay magar zeyda informative posts ko agar thanks de be dia jaye to ye achi bat hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

                            Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea ha forex m ham agr trading ni kr skty to hamy is k liay acha knowledge or experience hasil krny k liay contest m hisa lyna chaiy q k contest hamy acha knowledge or experience frahm krta hy or widrwable bonus b dyta hy contest m thread krna zrori hota hy mgr itna b zrori ni hota ham sirf agr posts karan mtlb dosron k thread ka rply dan to b ham acha bonus hasil kr skty han thread ka is py koi asar ni hota forex aik profitable business hy ye hamy hmari mehnat k mutabiq zror acha bonus frahm krta hy bs hamy chaiy k ham achy or mayari posts karan or agr thread kr skty han to wo b karan q k is sy dosron sy ham apna knowledge share kr skty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia contest mai threads kerna zaroori hai?

                              Assalamualaikum bhaijaan Forex trading ke section hamara behtreen jawab Forex encyclopaedia main aapko participation rule ke sirf ek question karna hota hai aapko yahan per aam forex ki guftgu section kitarah threadz nahin banane hote hain Forex trading caknowledge ko strong banane ke liye aur ek aisa platform jismein each and every trading step ka knowledge ho usko fulfill karne ke liye ye hamara behtarin jawab forex encyclopaedia section shuru kiya gaya hai hi ismein aapko rules ko follow karna chahie aur term and conditions ko fulfill karna chahie rules ko violet nahin karna chahiye dear Forex trading members aapko chahie ke is maximum economic fundamental technical aur geo political knowledge share karo
                              Acha kaam achy daam

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X