Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?
    hamara account agar 200 dollar ka hay aur hamy 25% ka loss ho jata hay to kia ye loss 1 din me recover ho sakta hay traders ko kia ye loss 1 din me recover karna chaye ya nahi?

    Forex business me agar 200 dollar key capital me 150$ ka be loss ho jata hay to ye 1 din me recover ho sakta hay magar traders key ley behtar yahi hota hay key wo apny loss ko 1 din me recover karny ki koshish bilkul be na karen,

    agar 200$ ka account balance ho aur 50$ ka loss ho jaye to ye loss agar 4 days ya 5 days me recover kia jaye to ye bahot hi best ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

    G nhi aik din loss recover nhi ho sakta ha.Dear friend ager aap 200$ ka forex trading k real Account main ha toh AAP ko 25% aor 150$ rah jatay Han toh AAP ka aik hi din main loss recover nhi ho sakta ha mere knowledge aor experience k mutabiq impossible ha ager aap aik achay senior se rabta karain Jin k pass forex k baray main knowledge aor experience bhot hi acha ho aor woh aik hi din main loss main loss recover KR sakta ho...
    • #3 Collapse

      Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

      Gee haan bhai agar tou market ki position achi ho aur forex market tezz move ker rahi ho tou phir aik din mein itna loss recover kerna koi mushkil kaam nahin hai bus iss mein aap ko thori si aethiat kernay ki zaroorat hoti hai aap forex mein meh at sae kaam kerain forex mein soch samajh ker business kerain aur market kay analysis kerain kyun kay forex market kay analysis kerain gay tou hi aap ko forex market mein achi trade milti hai aur loss ko recover kernay mein tou humain kuch extra meh at bhi kerni hoti hai agar tou market favour mein na ho tou loss recover kernay ki koshish na kerain aur agar market ki movement slow ho tou phir small lot kay sath trading kernay ki koshish kerain kyun kay aisa na ho kay aap bari lot ki trade lagain aur loss recover honay ki bajaye humain mazeed loss ho jaye aur aap forex mein mazeed mehnat sae bhi uss ko recover na ker sakain aur aap ki tension mein bhi izafa ho jaye ga
      • #4 Collapse

        Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

        Dear forex trading business mai capital investment ka 25% ka loss bohat ziada loss consider kia jata hai. Agar kisi trader ko aik din mai ya aik trade mai apnay capital ka 25% loss hua hai tou yaqeenun wo loss laalach aur jald baazi kiwajah say hua hoga kiyu kay agar lot size normal rakha jaey tou itni ziada movement currency pairs mai kabhi kbhaar he ho sakti hai . Agar trader ko aik din mai 25% loss hogaya hai aur wo usay usi din recover kernay kay barey mai soch raha hai tou ye pehlay say barri ghalti bann sakti hai.

        Trading kertay huay loss ko recover kernay kay liye bohat soch samajh kay kaam kerna chaiye takey loss recover bhi ho jaey aur acount bhi mehfooz rahey. 25% loss ko agar aik week matlab 5 working days mai bhi recover ker lia jaey tou ye aik big achievement hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

          Forex mein loss recover kerna bhi aik technique hai aur loss ko recover kerna bhi bahut zaroori hai agar aap ko forex mein loss hota hai tou aap ko kabhi bhi forex mein tension nahin lani aur loss ko recover kernay kay lye aap ko mehnat bhi kerni hai aap forex mein mehnat kerain gay tou aap ko forex mein kamyabian milain gi
          Aap mein sae agar kisi ko bhi forex mein loss hota hai tou yaad rakhain kay aap nay uss ko recover forun kerna hai agar aap loss ko recover nahin kertay tou aap ka account balance kabhi grow nahin keray ga aur aabhi bari kamyabian hasil nahin ker sakain gay aap ka account wash hota rahay ga aap ko chahyea kay apnay loss ko recover kerain forex mein mehnat kerain dil sae kaam kerain aur jitni zayada mehnat aap forex mein kerain gay aap ko utni hi zayada kamyabian bhi milain gi aur aap ki income bhi bahut zayada ho gi
          • #6 Collapse

            Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

            G han dear agar koshish ki jaye to Forex business me sab koch possible ho sakta hay, 1 din me loss siraf expert traders hi recover karny ki ability rakty hey, es key ley mehnat karna zarori hoti hay expert traders agar 1 din me 200$ ka loss kar sakty hey to esy traders me ye quality hoti hay key wo next 1 day me apna ye loss be recover kar lety hey aur sath me profit be earn kar sakty hey, es tarha ki trading key ley bahot zeyda mehnat karna hoti hay aur knowledge ki zarorat bahot hi zeyda hoti hay, ham apny kam knowledge key base par 1 din me apna small loss be recover nahi kar sakty hey aur na hi hamy esi koshish karni chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

              bhai jan aghr tu loss kam hai kuj dollrs he hain tu ap aik he din main ecover kar skty hain alke aghr zyda hai or ap apni trdaing main bari lot lga kar osko recover krn achahty hain tu ap ki yah sub se bari galti hoti hai q k jub ap bari lot k sath apna loss recover karny ki try karty hain tu apko apki trdaing main loss recover karny main bohat masla pesh ata hai or ap kbhi bhi aik he din main loss ko recover nahi kar skty hain loss ko recover karny k liye apko proper leraning or proper planning ks ath trdaing karen tu hota hai es k liye ap apni trading main soch smjh kar or small lot ks ath trading karen jis main risk bhi kam ho or ap apni trdaing main loss ko bhi asani se reocer bhi kar saken magr yad rahy ( loss ko kbhi bhi jald bazi main recover karny ki koshish na karen es se ap ko daobara loss ho skta hai)
              • #8 Collapse

                Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                Gee bhai loss recover krna problem nhi hai lkn aik din ma loss recovery ka sochna ya bara risk lena full lot size lgana bhi risky ho skta hai khas kr agr ap sirf crude or oil py he full lot lga lo to yeh bhi apky leay bahot he risky ho skta hai is leay ma ap sub ko yehi kahon ga ky apni approach hamesha possible ki taruf aor experience ky sath rakhen kam whi kren jo apko market ma ata hai professional aor expert members ki trah trading kren currency pairs py management ky sath kam kren loss apko limited ho ga agr ap stoploss proper lgain support aor resistance ky hisab sy he market ma management kren aor jahan apk9 lagy trade mistake ho gai hai to usko close kr den emotional na ho jazbat ko kabu ma rakho aor loss ka itna msla nhi jitna full risk ma lot lga ky wait krny ka msla bnta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  hamara account agar 200 dollar ka hay aur hamy 25% ka loss ho jata hay to kia ye loss 1 din me recover ho sakta hay traders ko kia ye loss 1 din me recover karna chaye ya nahi?

                  Forex business me agar 200 dollar key capital me 150$ ka be loss ho jata hay to ye 1 din me recover ho sakta hay magar traders key ley behtar yahi hota hay key wo apny loss ko 1 din me recover karny ki koshish bilkul be na karen,

                  agar 200$ ka account balance ho aur 50$ ka loss ho jaye to ye loss agar 4 days ya 5 days me recover kia jaye to ye bahot hi best ho sakta hay.
                  Assam Alaikum Forex trading business Mein hone wale roscoe recover karna depend karta hai aapki knowledge or experience per agar aap ek Achcha knowledge or experience rakhte Hain To aap apne dost ko Kuchh ghanton mein bhi recover kar sakte hain Jaruri nahin hai ki aap ko Apna loss recover karne mein Din Lag Jaaye Agar aapke pass $200 ka bhi loss hota hai aur aap market ki acche information rakhte Hain To usko bhi bahut easily recover Kiya Ja sakta hai Sabse basic chij hi hai ki pahle Hamen Forex trading ka Achcha experience Hasil karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                    Bhai jan aghr tu hmara loss kam hai thora hai tu hum aik din amin osko reciver kar skty hain achi trading kar k jis trha aghr 10 se kuj oper dollrs ka loss hai tu osko hum recover kar skty hain laken jub hmain es se zyda loss ho jata hai tu hum aik din main kbhi bhi loss ko recover nahi kar skty hain chahye es k liye hum apni trading main lot bhi bari set he q na kar len es liye aghr ap chahty hain k ap apni trading main apny loss ko recover krna chahty hain tu ap thora thor kar k loss ko ecover karen jitna pa yah bat soch smjh kar apni trading karengy otna he apko faida hoga or ap apni trading main acha profit gain kar skty hain or apny loss ko bhi eciver kar skty hain kbhi bhi risk ly kar ap trading main loss ko recver karny ki koshish nahi karen yah ap k account k liye khtar sabit ho skta hai q k ayse kam karny se account wash he hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                      hamara account agar 200 dollar ka hay aur hamy 25% ka loss ho jata hay to kia ye loss 1 din me recover ho sakta hay traders ko kia ye loss 1 din me recover karna chaye ya nahi?

                      Forex business me agar 200 dollar key capital me 150$ ka be loss ho jata hay to ye 1 din me recover ho sakta hay magar traders key ley behtar yahi hota hay key wo apny loss ko 1 din me recover karny ki koshish bilkul be na karen,

                      agar 200$ ka account balance ho aur 50$ ka loss ho jaye to ye loss agar 4 days ya 5 days me recover kia jaye to ye bahot hi best ho sakta hay.
                      Assam Alaikum Forex trading business Mein hone wale Logon Ko Ham Usi Waqt Ek Bar kar sakte hain Jab Hamare Paas Forex trading ka Achcha knowledge or experience hota hai agar aap pahle Forex trading Kacha knowledge or experience Hasil kar lenge tab hi aap is Kabil banenge ki aap apne Logon se ko ek Din Mein Kya Kuchh ghanton Mein Hi recover kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?<br />hamara account agar 200 dollar ka hay aur hamy 25% ka loss ho jata hay to kia ye loss 1 din me recover ho sakta hay traders ko kia ye loss 1 din me recover karna chaye ya nahi?<br /><br />Forex business me agar 200 dollar key capital me 150$ ka be loss ho jata hay to ye 1 din me recover ho sakta hay magar traders key ley behtar yahi hota hay key wo apny loss ko 1 din me recover karny ki koshish bilkul be na karen,<br /><br />agar 200$ ka account balance ho aur 50$ ka loss ho jaye to ye loss agar 4 days ya 5 days me recover kia jaye to ye bahot hi best ho sakta hay.
                        Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading main trading account main 200$ ka hona aik small account ko show karta hay pehli to bat hay k etnay small account balance say trade open karnay say pehlay Forex trading ka achi taran knowledge gain kar laina chahiay aor Forex trading ki learning bhi complete kar laini chahiay aor pehlay demo account pay small lot size and small margin kay sath trading ki practice karni chahiay aor jab trader ko demo pay practice say full experience hasil ho jay to tab real account main small lot size kay sath trade open karay ta k kam margin ki wajah say big loss na ho jay aor account wash na ho jay aor take profit ko munasib point pay set karna chahiay aor stop loss ko bhi bardashat ki had tak set kia jay agar trader ko phir bhi loss ho jata hay to usay aik hi din main esay recover nahi karna chahiay bal k 2 ya 3 dinon main thora thora profit hasil kar kay recover karna chahiay ta k aik din main loss kay recover kanay ki koshish main kahen baqi amount bhi loss main wast na ho jay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                          Solar explosives recover karna BF technique hai aur bhi bahut jaruri hai agar aapko hai to aap tension nahin Leni mehnat karenge to aapko loss nahin hoga aapko kamyabi hi milegi aap mein se agar kisi ko bhi freshmail hota hai tu yad rakhen ki aapane usko recover phone karna hai agar aap log kabhi Kam nahin Kare the to aapka account balance kabhi grow nahin karega Meri kamyabi hasil karne ke liye aapka loss recover karna hoga aapko chahie kya apne dost ko recover Karen forex mein mehnat Karen dil se kam Karen aur lalach na Karen aapko itni hi jyada kamyabi milegi jitna aap kam karenge jitna aap ke pass experience hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                            G ha dear ye to ais market mai ap ki trading strategy par depend karta hai k ap ais mai kaisy kaam karty hai agar ap ne ais market mai bahot zayda loss kia hai aor ap ye chaty hai k ap aus ko aik hi din mai recover kar ley to aus k liay ap ko ais market mai sab se phly aik achi si trade dhondni hai jis mai stop loss bahot hi kam ho aor take profit zayda ho aus k sath ais trade lagani hai jis ki confirmation ap ko mil gai ho aus k baad aus trade k liay ap bari lot se enter ho jaye aor ais market mai jaisy hi ap ki trade kuch profit mai aa jaye to stop loss ko entry point par laga le aor ais mai take profit hit hony ka wait kary ya ap ka loss recover hota jaye to aus jaga par trade close kar dy aor aus k baad ap normal trading kary.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia loss 1 din me be recover ho sakta hay?

                              Dear Forex trading member faloz recover karne ke liye aapke pass thousandz of method maujud hai agar aap hurrybfactor mein loss recover karne ki koshish karoge to aapko mazeed loss mein izafa ho jaega isliye aapko loss recover karne ke liye tricks tips jisse aur planning karni hogi market mein fundamental all technical aspects ko dekhte hue geo-political events jaj karte hue behtarin trading strategy banakar tahmal ke sath so dear Forex trading experts market ka analysis professional tarike se understand karke aapko risk management karni hogi aur planning karni hogi iske sath hi aapko apni trademan lot size ke sath lagani chahie aur Market mein main event aur news ko capture karna chahie
                              Acha kaam achy daam

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X