Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti hai.
    dear friends iss thread karny ka maqsad ap ko sirf yeh samjhana hai ky jab ap emotions main hoty hain aur loss kar rahy hoty hain tu ap jazbat main aker mazeed loss pay loss karty hain jaty hain aur forex ap ky jazbat ky sath kehlti rehti hai jazbati traders ki wajah say he tu froex market ko aur smart money ko faida hota hai kyon ky market na he ap ky jazbat ko samaj sakti hai na eh koi or big trader kyon ky uun ko ap ky loss say he tu faida hota hai iss lea ap ko 60 say 70 percent loss emotions main any ki wajah say hota hai hamain ager forex main success hona hai tu apne emotions ko control karna ho ga other market ap ky jazbat say kehlti jay gee aur ap ko loss hota jay ga aur bar bar hota jay ga ju log apny emotion ko control karna sekh laity hain wo h forex main success hoty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti

    g han dear ap ki bat waqiya he theak hai jay ager hum mhnet kay sath kam kartye hain tu wo waja humarye jazbat ho saktye hain kiyu kay kisi bhi jagha pay kam karna hai tu humain majboori kay tor pay karna hai kiyu kay ager hum majboori samjh kay karain gaye tu es mai humara dil bhi lag jata hai aur es mai hum pist bhi kafi kar laitye hain kiyu kay humarye jazbat he humari power ban jatye hain aur aik time aisa ata hai jay es mai kam karin tu dil laga kay karain aur samjhain kay es mai kamyabi hasil karna hunarye liye kitna zayda zarori hota hi tu he tu es mai humain kamybai mil he jatye hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
      dear friends iss thread karny ka maqsad ap ko sirf yeh samjhana hai ky jab ap emotions main hoty hain aur loss kar rahy hoty hain tu ap jazbat main aker mazeed loss pay loss karty hain jaty hain aur forex ap ky jazbat ky sath kehlti rehti hai jazbati traders ki wajah say he tu froex market ko aur smart money ko faida hota hai kyon ky market na he ap ky jazbat ko samaj sakti hai na eh koi or big trader kyon ky uun ko ap ky loss say he tu faida hota hai iss lea ap ko 60 say 70 percent loss emotions main any ki wajah say hota hai hamain ager forex main success hona hai tu apne emotions ko control karna ho ga other market ap ky jazbat say kehlti jay gee aur ap ko loss hota jay ga aur bar bar hota jay ga ju log apny emotion ko control karna sekh laity hain wo h forex main success hoty hain.
      Assam Alaikum Forex trading business Ek bahut hi accha aur Jabardast business hai ismein daily basis per 6 trillion dollar Se Jyada ki trading ki jaati hai aur is business Mein Vahi log Kamyab Hote Hain Jo Apne emotions ko control karna Sikh Jaate Hain jaldi se ek new trailer isiliye fail hota hai ki vah thoda profit Ho Jaane ke bad Jyada emotional ho jata hai aur profit Ke Chakkar Mein pahle wala profit bhi Jaya kar deta hai emotions ko control karna sabse pahle Hamen chahie tab hi Hamen is critical Business mein kamyabi Hasil kar Sakenge
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti

        Forex market ye nahi dekti hay traders key jazbat kia hey ya un ko profit ho raha hay ye loss ho raha hay, agar traders market ko samjny ki ability rakty hey to market be un ka sath deti hay aur esy traders ko profit key sath successful trader be bana sakti hay agar traders key knowledge me kami ho ya us key trading experience me kami ho to market esy traders key jazbat se hi kehlti hay esy traders ko kabi be loss be ho sakta hay aur kabi be zeyda profit be ho sakta hay, hamari koshish honi chaye key ham market ko samjy aur apny jazbat ko control me raken.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti

          Gee haan aap ki baat theek hai forex mein humain apnay jazbaat ko control kerna hota hai aap forex mein kaam kerain gay tou aap ko forex mein apnay emotions per bahut zayada control ki zaroorat hoti hai kyun kay forex market aap ko trap kernay ki koshish kerti hai aur market mein aise movements dekhnay ko milti hain kay aap ka aap kay jazbaat per koi control nahin rehta aur market kay majbooe kernay per kyun kay woh aap kay jazbaat kay sath khailnay ki koshish kerti hai tou aap ghalt trade open ker letay hain aur jaise hi aap market ki tezz movement ko dekh ker trade open kertay hain tou market wahan per ruk jati hai aur kuch daer baad wahan sae reverseho jati hai aur itni tezzi sae reverse hoti hai kay aap ko kuch samajh bhi nahin lagti aur aap ko bahut zayada loss ho jata hai iss lye aap ko forex mein soch samajh ker kaam kerna hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti

            Forex market humaray jazbaat sae nahin khelti balkay forex market humain trap kernay ki koshish kerti hai aur hum uss mein trap ho bhi jatay jain humain koshish kerni chahyea kay forex market mein trap na hoon trap hum iss lye ho jatay hain kyun kay hum market ko dekh ker lalach mein per jatay hain jis ki wajah sae humain zayada loss hota hai aur marketjaisay humain trap kerti hai uss ki main wajah bhi lalach hai aur agar hum forex mein lalach na kerain tou hum forex mein kamyab ho bhi saktay hain aur lalach humain apnay emotions per control na honay ki wajah sae hota hai forex mein mehnat kerain iss ko samjhain kyun kay iss mein lalachi log kamyab nahin hotay
            Forex mein apnay jazbaat ko control rakhnay kay lye cool minded ho ker kaam kerain forex mein serious ho ker kaam kerain aur apnay jazbaat ko control kerain forex mein sabar sae kaam kerain tou kamyabi ho gi aur zaroor ho gi
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti

              Assalamu alaikum dear forex trading members bilkul theek kaha hai ky i Forex trading hamare jazbat ko nahin samajhti hai balkey hamare jazbat se khelti hai Forex trading mein emotional control strategy bahut important hai
              Forex trading mein confidence emotional control aur money management ke liye aapko trading experience hasil karna hai basic knowledge hasil karna hai basic knowledge ko acchi tarike se samajhne ke liye Pakistan Forex forum ki help lena bahut xaruri hai senior aur junior member aapki guidance aapko friend karne ke liye Forex trading forum mein main apna kam kar rahe hain
              So dear Forex forum friends and palos aapko trading market ko understand karne ke liye technical aur fundamental aspects sentimental factor ko according to market updates gain and apply karna chahie
              Acha kaam achy daam
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti

                Forex market me jazbati ho kar trading karny ka koi faida nahi hota hay jab be loss hony ki waja se ham jazbati hoty hey aur ghusy se trading karty hey to profit hony ki jaga hamy mazeed loss ho jata hay, Forex business me jazbat ko control me kara zarori hay, agar ham cool mind key sath trading karen gey to market hamary jazbat key sath kabi be nahi kehl saky gi aur ham kesi had tak market me achi trading kar sakty hey, traders key ley zarori hay key wo jazbat se zeyda mind ko use kar key market me trading kary.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti

                  bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai lake main apki bat se agree nahi krta hun q k forex ki market apko kbhi bhi personaly handle yah answer nahi karti hai market k up or down hony main jo jo wajohat hoti hai hum un se wakif hain or hum janty hain k market ki baisics par oper jati hai or kin basis par nechy ati hai tu hmain es bat ka khyal rakhna hota hai k hum market ko kitna smjh kar chal skty hain or trdaing kar skty hain forex main hum jitna market kos mjhengy otna he hmary liye asani honi or hum forex main achi trdaing kar skty hain es k liye sub se pahly tu mera khyal hai k hum market ko analysis karna sikhen jub hum market ko analysis karty hain tu hmain boht achy point milty hain jin ko smjh kar hum apni trdaing kar skty hain or achi trdaing k bad he hum achi eraning bhi kar skty hain tu hmaisha he aghr ap apni trdaing main kamyb hona chahty hain tu apko apni trdaing ko bahtr karny k liye market k according trdaing karni hogi jis se ap kamyb trading kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti

                    Dear expert professional traders of Pakistan Forex forum trading market ma emotional control aor decision making power ka hona bahot zeyada zarori hai.
                    Forex trading market ma interested aor motivated ho ky kam krny waly members he kamyab ho skty hain hen market ma achi soch aor positive behaviour rakhna chye tb he hum yahan py survive kr paty hain trading market ma apko maloom hona chye ky technical analysis aor fundamental analysis bahot ahm hai jo members technical analysis ma expert bn jaty hain unky leay risk ko manage krna loss ko control krna problem nhi bnta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti

                      Business koi bhi ho wo jazbaat ko na he samajhta hai na he jazbaat say kia jata hai. Koi bhi business ho wo aqal aur hisaab kitaab say hota hai. Forex trading bhi aik aisa he business hai jiss mai jazbaat ka bilkul bhi ammal dakhal nahi hai. Traders jab bhi jazbaat mai aa kay trading kertay hain wo loss ki taraf ziada jatey hain. Kiyu kay aap samajh saktay hain kay jaisay he business mai jazbaat atey hain tou sub asool aur learning bhool jaati hai aur sirf emotions reh jatey hain. Forex trading mai agar loss ziada ho jaey ya profit acha ho jaey tou traders ko apni trading mai waqfa zaroor kerna chaiye. iss tarah uss ka emotional asar khatam ho jata hai. Kuch dair baad dobara trading jaari rakhi jaey tou ziada safe trading hoti rehti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti

                        Dear ap n bilkal tek kaha ha forex trading jazbaat ko ni samjti ha is ley hum logun ko bi chae ha maximum practice karny is sy knowledge or experience gain karny or forex trading main analysis Karna seeken ye sab kuch hasil karny k bad apny jazbaat ko easily control kar sakeny gy auto pe ap apni lalich bi khatam kar dan gy or proper trading karny gy jase karni chae ha agr proper money management or risk management k sath trading ni karny gy to ap ko loss ho sakta ha is ley apny account ko safe rahken proper stop loss or take profit use karny or news ko damn k trading karny to ap easily kamyab hon gy or easily jazbaat ko control kar saken gy
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti

                          Dear jaisy ap ne baat ki hai k market jazbaat ko ni samjhti to ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko mind use karna parta hai ais mai ap ko jazbat use ni karny chaye agar ap apny jazbat par qabo ni paa sakty to ap apna loss kar sakty hai ais market mai her koi kaam kar raha hai aor ais mai diffrent tareeky se kaam kar raha hota hai ais market mai agar ap ne kamyab hona hai to ap ko ais market mai sab se phly to ye dekhna hai k ap ne jo trading strategy banai hai aus k hisab se ap sahe kaam kar rahy hai ya nai agar ap ais market mai acha kaam karty hai to ap ko ais mai profit ho ga agar ap ais mai rules ko break kary gay to ap ko ais market mai loss hi ho ga ais liay ais mai soch samjh k kaam kary.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:forex market ap ky jazbat ko nahi samjhti balky ap ky jazbat say he khelti

                            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex aik profitable business hy mgr yahan emotional logon ki koi jga ni forex m agr ap jb zyada loss ya profit ho raha ho ap emotional ho jaty han or market ap k emotions k sath khylti hy zahir hy jb trader khud hi emotional ho kr kam kry ga to market to us k jzbat ka khyal ni kr skti to wo in traders k jzbat k sath khylti hy hamy chaiy k ham market ko apny jzbat k sath khylny na dan asa tbi ho skta hy jb ap emotional ho kr kam na karan hamy zyada tar loss apny emotions ki wja sy hota hy aik br ham agr apny emotions ko control karna sekh lan to phr ham kbi loss ni kr skan gy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X