Jaiza: Learning Courses

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Learning Courses
    Learning courses

    Self base par Forex business ki learning karna bahot zeyda mushkil kam hay koi be new trader key ley ye asaan nahi hota hay, me samjta hon agar proper learning platform be na ho to new traders Forex business ka basic knowledge be hasil karny me kamyab nahi ho sakty hey, agar ham online learning classes join karty hey to esy bahot si websites hey jo key learning courses karwati hay agar es key ley hamy zeyda fees be deni ho to hamy es ki parwa nahi karni chaye, Forex ka jo knowledge ham esy online courses se kar sakty hey ye learning kesi aur platform ya other kesi source se hasil karna mushkil hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Learning Courses

    Gee haan agar hum khud sae forex ko learn kertay hain tou yeh forex ka sub sae mushkil kaam hai aur hum forex mein kae cheezoun ko samajh nahin saktay hain jis kay lye humain forex mein mehnat sae kaam kerna ho ga aur mere khayal mein tou jo iss business mein pureanay log hain unn ko chahyea kay woh khud bhi forex mein kaam kerain aur sath mein aik coaching academy bhi open kerain jis mein woh naye members ko forex ki education dae sakain aur yahan sae hasil kya gaya knowledge aap kay bahut zayada kaam aye ga aap oo forex mein bahut faida ho ga aur iss ka tutor ko bhi bahut faida ho ga aur uss ko forex trading sae bhi income ho gi aur forex ki tution sae bhi uss ki achi income ho gi aur uss kay students ko yeh faida ho ga kay woh jaldi forex ko bhi seekh jayain gay tou aap ko forex mein khoob mehnat sae forex mein trading kerni chahyea
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Learning Courses

      Her aesy trader ko jo forex ko completely learn ker chuka hai aur jisy forex market main trading ka bhi wide experience hasil ho chuka hai usko forex related courses schedules ker ky other members ko teach kerna chahiay ky jo members forex market main trade ker ky sirf investment per loss hi kerty hain agar woh course ker lain tou unko forex market main trading main bahot faida hasil ho saky baqi jo online courses available hai youtube per bhi hai aur other forums bhi available hain tou wahan sy learning kerna hamary liay bahot mushkil hota hai ky beshak ham course ko ours bhi ker lety hain lekin ham kabhi bhi forex market main kamyab trading nehi ker sakty
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Learning Courses

        Online source key through ham Forex business ka online course join kar sakty hey, self base par ham jetni zeyda mehnat kar len long time tak ham Forex business ki learning kinu na kar len ham kabi be 1 kamyab aur professional traders nahi ban sakty hey agar 2 ya 3 months ka ye online course ham join kar len aur mehnat karen to bahot kam time me ham me professional trader banny ki ability peda ho sakti hay, online course karny ka faida ye hota hay key ham technical aur fundamental analysis learning karny me kamyab ho jaty hey jo key good trader banny key ley bahot zarori samjy jaty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Learning Courses

          Forex ko agar serious ho kay seekh lia jaey tou isay aik bohat achay full time profession ki tarah kia jaa sakta hai. Forex trading full time kerni ho ya part time kerni ho agar issay aik baar achi tarak knowledge aur learning kay point of view say samajh lia jaey tou apnay liye aik bohat acha income source banaya jaa sakta hai. Forex kay bohat say courses online hotay hain. expert aur senior traders bhi bohat achi classes daitay hain aur apnay experience say bohat kuch sikhatay hain. Youtube pay bhi free vidoes ki soorat mai bohat say channels mojud hain jaha bohat achay tareekay say forex kay barey mai sikhaya jata hai.

          traders agar ye baat samajh lain kay jaisay koi degree ya diploma lainay kay liye fees pay kerni hoti hain, koi bhi course kernay kay liye payment kerni kerni hoti hai tou forex seekhnay kay liye bhi fees pay kernay mai koi muziaqa nahi hai. Agar aaj ki fees thori si pay ki gai ho jo mustaqbil mai bohat day ziada faida dey jaey tou learning courses zaroor ker lainay chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Learning Courses

            Forex mein learning courses bhi hotay hain jo kay forex mein kaam kernay walay senior log kerwatay hain aur aap ko woh courses kernay bhi chahyeain uss kay lye aap ka qareeb jo senior log kaam kertay hain aap unn ko dekhain aur unn sae rabta kerain aur aisa kaam kerain jis sae aap ki trading mein tabdeli aye aur woh tabdeli musbat honi chahyea
            Forex business bahjt acha business hai aur iss ko seekhna hi bahut mushkil kaam hai jo log iss ko seekh ker kaam kertay hain woh iss mein kamyab bhi hotay hain aur kyun kay forex ko seekhnay kay lue koi mustaqil institutes bhi nahin hain tou phir humain khud hi kuch aisay zaryea talash kerna hotay hain jin sae hum apni forex trading mein changes la sakain aur uss ko behtar ker sakain aur apni income ko bhi iss mein increase ker sakain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Learning Courses

              Forex trading market learning courses
              Forex trading market ka knowledge aor basic things humen aik he jaga sy mil skti hain aor wo hai hamara behtreen jawab muqabla jis ma ap agr acha kam kren to ap bahot acha bonus reward aor bahit achi output hasil kr skty ho
              Trading markat ma experience bahot matter krta hai aor analyst ko follow krna bahot zaroori hai agr ap training achi lena chahty ho to forex trading market ko bahot serious ko aor Pakistan forex forum ma interested aor motivated ho ky kam kro aor jo chez bhi learn kro usko demo account ma practice kro learning courses join krny ki zarurat nhi hai apko just forex forum ma senior members ki help lyni chye
              Acha kaam achy daam
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Learning Courses

                Dear forex trading members Asalam.o.alikum forex trading market maapko trading ki learning ky leay best platform Pakistan forex forum ko join krna chye aor apni planning trading strategies skills ko improve krny ky leay sub sy best jaga demo account use krnq chue bahot sary members hain jin ko demo account bnanay ka maloom nhi hota hai meta trader 4 down load kr ky install krty ha8n open krty hain auto py kisi bhi broker ka demo account bn jata hai qor wo trading start krty hain bahot high leverage aor full lot size use krty hain maximum risk lety hain jis ki waja sy unko bahot zeyada loss hota hai apko forex trading ma expert bnana zaroori hai tukky lgany sy apko profit bhi hota ho ga lkn is ma apko maturity aor confidence nhi milta.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Learning Courses

                  Assalamu alaikum dear Forex trading members Forex trading main aapko learning courses join karne ki bilkul bhi zarurat nahin hai agar aapko Forex trading mein learning karni hai to aapko Pakistan Forex form use karna chahie sabse best complete aur perfect trading form Pakistan Forex forum hai
                  dear Forex trading members aapko Pakistan Forex forum may each and every step thing and fact and factors ka knowledge mil sakta hai Pakistan Forex forum mein technical or fundamental awamal ko discuss kiya jata hai
                  dear members forum mein sirf members ko motivation ki zarurat hai unko inspire hona chahie interested ho ke kam karne se ham trading market mein acchi performance de sakte hain aur accha profit hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Learning Courses

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Learning courses

                    Self base par Forex business ki learning karna bahot zeyda mushkil kam hay koi be new trader key ley ye asaan nahi hota hay, me samjta hon agar proper learning platform be na ho to new traders Forex business ka basic knowledge be hasil karny me kamyab nahi ho sakty hey, agar ham online learning classes join karty hey to esy bahot si websites hey jo key learning courses karwati hay agar es key ley hamy zeyda fees be deni ho to hamy es ki parwa nahi karni chaye, Forex ka jo knowledge ham esy online courses se kar sakty hey ye learning kesi aur platform ya other kesi source se hasil karna mushkil hay.
                    Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jtni ziada learning ho ge ap utny ziada kamyab ho sakty han is ley learning hum self kabi bi itni ziada hasil ni kar sakty han learning k ley proper teacher ki zaror hoti ha ya ap ka dost jo Kafi arsa sy trading kar raha ha us sy ap learning kar sakty han ap teacher ya dost sy planning seekeny strategy bana seekeny us k bad ap demo account main apply karny or planning or strategy ko samjny k kase kam ho raha ha maximum practice karny or apni strategy or planning use karny ta k ap ko maximum knowledge or experience hasil ho Jo ap ko real trading account main both fayda dan ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Learning Courses

                      Ji haan mere bhai agar aap raat ko Lana karna chahte hain to iske learning course karne ki ki bajaye hamen iske bare mein online nahin karna chahie hamen internet per iske bare mein searching karni chahie aur iska experiences karna chahie Ham jitni ismein mehnat karenge utna hi achcha profit hasil kar sakenge hone par pura form se information hasil karni chahie hamen expert se knowledge hona chahie hamen dam account per kam karna chahie jitna jyada Ham dam account per kam karenge utna hi achcha profit laga sakte hain isiliye hamen iski course karne ki jarurat nahin hai balki hamen isko online net per search karna chahie aur isko analyse karna chahie aur market ko samajhna chahie jisse Ham achcha Express aaj kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Learning Courses

                        Dear jaha tak baat hai learning ki to ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais mai learning karni hoti hai aus k liay ap beshak kisi teacher sekhty hai ya online kisi site se ye ap pe depend karta hai magar ap ko ais mai faida tab hota hai jab ap ais market mai study kar lety hai aus k baad ais mai practice karty hai aor jab ap ais mai kaam sekh lety hai to aus k baad hi ap ais market mai acha kaam kar sakty hai agar ap ais market mai acha kaam kary gay to apko ais market mai faida ho ga agar ap ais market mai mehnat karo gay to ap ko ais mai ho sakta hai k loss ka ho aor ap ais mai asani se acha profit bana ley agar ap learning achi ni kary gay to ais mai ap ko atna zayda faida ni ho ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Learning Courses

                          Gee han new members hamesha yehi samjh kar aate hai zaida tar k forex forum par hum ek month main trading sikh kar paisa kamana start kar de gai jis ki wajah se wo 120kilo meter ki speed se bhag jate hai un ki yeh soch hi un trader ko kamyab nai honay daity yaqeen nai aata forum par tajziya kar k daikh lo 95% members 1 to 6month k andar hi forum se bhag chukay hote hai forex start main easy nai hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Learning Courses

                            Dear friends aapane bilkul theek kaha ke frustrating Mein jitni Jyada learning Hogi aap utna Jyada Kamyab ho sakte hain isliye learning Ham self kabhi bhi utani Hasil nahin kar sakte hain ki learning ke liye proper teacher Ki Zaroorat Hoti Hai yah aapko dost Jo Kafi se trading kar rahe hain yani ke vah senior Hote Hain use aap learning kar sakte hain aap aap teacher Yadav se planning Sikh sakte hain Bina sikhe Uske bad aap demo account main applicant aur planning aur aur 17 ko samajhne cake kaise kam ho raha hai maximum practice karne aur apni aur planning ko use karne Tak ke aapko maximum knowledge Hasil Ho aur experience Hasil Ho jo aapko real trading account mein bahut jyada fayda Hoga Agar usmein aapko fayda hoga to Jo junior member Hain vah Aapke fayda ki taraf Dekhenge Aur vah Bhi acchi account mein fayda Dekhte Hue kam Karenge Aur Dil lagakar kam Karenge aur Kamyab Ho Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Learning Courses

                              Asalam o alikum dear ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main new trader ko samj Ni aati ha jab tak koi uny ache tahra samjey ni to is ley Mary Khayal main humy forex trading k bary main full knowledge or experience hasil kar k trading karni chae ha ta k hum easily successful ho sakeny or forex trading main maximum hasil Kar k trading karny ta k hum kamyab ho sakeny Jo bi ap k qarib acha trader ho us sy seekeny or samjeny k trading Kya ha kase karni ha is key humy is main maximum learning karni ho jtni ziada ho sakeny forex trading ko seekena ho ga is main practice karni ho ge or us k baad humy trading karni ho ge jtni ache earning karny gy to hum kamyab ho sakeny gy jtni behtar planning or strategy sy trading karny gy to hum utny he behtar trading kar k kamyab ho sakeny gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X