Jaiza: Market ko analysis na karny ki ghalti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Market ko analysis na karny ki ghalti

    Dear ap ne dekha ho ga k ais market mai bahot hi kam traders hai jo ais mai kamyab hai kun k ais market mai kamyab wohi hota hai jo ais market mai acha kaam karta hai agar ap ne ais market mai acha kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai agar ap ne koi bhi trade lagani hai to aus mai ap ko jald bazi ni karni chaye ais mai agar ap trade lagaty waqat anlaysis karty hai aor ap ko koi achi trade mil jati hai to ap ais market mai trade laga sakty hai agar ap ko ais market mai koi trade ni mil rahe to ap ais market mai trade na lagye wait kary ye bahot hi zarori hai k ap ais market mai analysis kary aor achy entry point se market mai enter ho tab hi ap ko faida ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Market ko analysis na karny ki ghalti

      G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex hamy bot c saholyat dyta hy jin sy hamy faida uthana chaiy hamy chaiy k ham technical or fundamental analysis ko study kr k tb hi koi trade open karan jb b ham anylyses ko study kiay bagar koi trade jaldi m open krty han to hamy hmasha loss hi hota hy ham ny agr forex m successful hona hy to to hamy pori mehnat or smjdari k sath kam krna prta hy hamy anylyses ko or market k up down ko dakh kr smj kr trading krni chaiy agr ham in baton ko sath ly kr chlan gy forex k rules ko follow karan gy to is m profit b hmara hi hota hy forex aik international business hy jo k kbi b bnd na hony wala business hy
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Market ko analysis na karny ki ghalti

        Ji mere bhai agar Ham is ma market ko analyse karke nahin chalteto hamen ismein loss ka samna karna padta hai forex market to analyse Kar ke chalte Hain to bhi Ham profit kar sakte hain Varna hamen loss ho sakta hai aur hamara kaun ho sakta hai isliye hamen chahie Karen aur uske bare mein aur uske bare meinpadhe jitna Dada hamen market to analyse karne ka experience hoga aur jitna jyada main market ke bare mein pata hoga utna hi acche se Ham trade kar sakte hain aur utna hi successful Ban sakte hain ek successful trader hamesha market gana like karta hai aur uske bad apne train lagata hai jiski vajah se ho proper peofit karta hai aur sucessfulll banta hai isiliye hamen bhi market ko analyse karna chahie Taki Ham bhi ek beta trader Ban sake aur accha profit ly sken
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Market ko analysis na karny ki ghalti

          Ham jo bhi trade baghair analysis ky forex market main open kerty hain tou bahot kam chances hoty hain ky hamari trade profit main close ho saky aksar aesi trades loss main hi close kerni perti hain ky agar ham small loss main close nehi kerty tou loss increase hota rehta hai aur account wash ho jata hai hamain chahiay ky jab bhi kisi pair main trade open kerny ja rehy hon tou pehly achy analysis ker lain taky loss ka chance kam sy kam ho achy analysis kerny sy hi hamain open trade main success hasil ho sakti hai ky aesi trade main agar loss hota bhi hai tou small loss main trade close ho sakti hai aur agar profit hasil hota hai tou ham aik hi trade sy acha profit bhi hasil ker lety hain hamain chahiay ky trade open kerny sy pehly both technical aur fundamental analysis ker lain warna profit hasil hona forex market main namumkin si bat hai
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Market ko analysis na karny ki ghalti

            G ham dear members main aap ki baat se ittefaq karta hun ki hamen apni tamam trade se pahle market ko mukammal analyse karna chahie agar Ham aisa nahin karte to loss yakini ho jata hai. Normally Forex trading main do qism ke analysis karte Hain ek Ham technical tarike se karte Hain jo ki indicator, charts aur tools ki madad se Kiya jata hai. Jab ke dusra analysis market ki economic conditions Ka hota Hai misal ke taur per per jis currency pair ko analyse karna ho uske country ki economic situation aur koi aisi bari aane wali news ko analyse Kiya jata hai. In donon analysis ko ja kar ke phir Ham ek calculation nikaalte hain aur apni trade place karte Hain.
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Market ko analysis na karny ki ghalti

              Market ko analysis na krna bewaqoofi ki intha hy. Jab ap ko pta hi ni k market ki move kiya hy is k ups and down kiya hain to ap us mn trade phir kis liye lga rhy hain ye to bgher dekhy k gherai kitni hy smandr mn chlang lgany k mutradif hy or apko teraqi bhi ni aati pta bhi ni k pani gehra kita phir bhi chlang lgany ja rhy or us k bad ap is bat py yaqeen mn bhi hon k ap bach jaen gy to ye apka wehm hy.
              To mere oyary disto sab sy oehly apko market k lihaz sy technically analysis krny any chahye ni to ap jo bhi trade kren gy to nuqsaan hi uthaen gy.
              Pehly good analysis phir profits.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Market ko analysis na karny ki ghalti

                Him logo ko sub sy phly market ko analysis krna ho ta ha ager him log asa nhi kre gye to him logo ko is ka bhot hi zayada nuksan ho ga or him log loss ma ja skty ha is leya him logo ko sub sy phly market ko analysis krna ho ga ta ky him log kamyabi Hasil kr sky

                اب آن لائن

                Working...
                X