knowledge k baghair har planing bay bunyaad hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    knowledge k baghair har planing bay bunyaad hay.
    dear forex markeet main maine daikha hay k ham laakh apni man maani kr lain laikin jub tak ham is main knowledge ka use nai krtay hain to haamri har ik planing bay bunyaad hay jiska koi maksad bhi nai hoga aur hamko us say kuch permanent faida bhi nai honewla hay khawah wo kitni he trusted planing q na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: knowledge k baghair har planing bay bunyaad hay.

    G han agar Forex business se related kesi kisam ka knowledge ya trading ka practical experience na ho to koi be plan ham bana ley es ka koi faida nahi hota, knowledge aur trading experience key baghi ham trading ki planing kar hi nahi sakty hey, agar knowledge me kami ho to per be ye possible nahi hay key ham acha trading plan banany me kamyab ho jaye, knowledge aur trading ki practical experience ka hona zarori hay aur trading career me es ki zarorat har trader ko hi mehsoos hoti hay, account ki safety aur profit earn karny me knowledge ki ehmeyat se inkar karna mushkil hay.
    • #3 Collapse

      Re: knowledge k baghair har planing bay bunyaad hay.

      Dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai kam karny k liay koi plan banaya hai aor ais market mai kaam start kar dia hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k humry pass ais market ka knowledge kitna hai aor hum ais market mai kaam kaisy kar sakty hai agar hum ais market mai sahe kaam karna chaty hai to hum ko ais market mai sab se phly learning karni hai aus k baad ais market mai practice karni hai jab hum ais market mai kaam karny k qabil ho jaye to aus k baad hum ko ais market mai planing karni chaye aor aus k hisab se kaam karna chaye agar hum ais market mai achy plan k sath kaam karty hai to hum ko ais market mai tab hi faida ho ga jab hum ko ais market mai kaam karny ka pata ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: knowledge k baghair har planing bay bunyaad hay.

        G han agar Forex se related knowledge me kami ho to hamari har trading planing fail ho sakti hay, trading planing aur strategy banany me knowledge ki ehmeyat bahot zeyda hoti hay har kamyab trader ke trading rules be hoty hey agar knowledge kam ho ga to ham apny ley good trading rules ko be define nahi kar sakty hey,

        jo traders acha knowledge hasil karny me kamyab hoty hey us ki trading planing be achi hoti hay aur wo trading rules ko be banany me kamyab ho sakta hay, traders ko chaye key wo knowledge hasil karny key ley din rat 1 kar key mehnat kary esi me traders ki kamyabi be hay.
        • #5 Collapse

          Re: knowledge k baghair har planing bay bunyaad hay.

          Dear member knowledge ke bagair aap Jitna Bhi hard worker kar len us ka aap ko Koi fayda Nahin ho ga, Kyun ki Forex trading technical business hai aur us mein kamyabi Hasil karne ke liye aap ko makhsoos learning karni parati hai, agar aap ko learning Nahin Karenge to aap ke liye kamyabi bahut Mushkil ho jayegi. Forex trading ki learning step by step ati Hai, Ya Kuch Dino mein kisi bhi tere ko expert Nahin banaa deti balki is ke liye zindagi Ka Kafi Lamba aisa hisa chahiey Hota Hai. Ek aam trader Se Le kar expert trader Baneny Tak aap ko learning jari rakhni Hogi tab hi aap jakar exrert trader banen ge.
          • #6 Collapse

            Re: knowledge k baghair har planing bay bunyaad hay.

            Planning kay baghair shuru kia gaya koi bhi business kaamyab nahi hota hai. Her karobaar ki buniyaad he planning hoti hai aur planning kabhi bhi uss business kay barey mai achay knowledge kay baghir nahi ho sakti hai. Forex trading business bilkul bhi paichida business nahi hai kay iss ka knowledge haasil kerna mushkil ho. Forex aik aisa business hai jisay kernay kay liye learning aur knowledge haasil ker lia jaey to aisi planning ki jaa sakti hai jo hamain bohat successful trader bana sakti hai. Magar knowledge aur learning kay baghair forex business kerna aisa he hai jaisay goli kay baghair bandooq ho. Jab knowledge nahi hoga tou planning bhi bay kaar ho jati hai. Kiyu kay planning ka daromadaar he knowledge pay hota hai
            • #7 Collapse

              Re: knowledge k baghair har planing bay bunyaad hay.

              G han friend ap ny bilkal tek kaha hy knowledge hi hmari kamyabi ki wja hoti hy agr ham km knowledge k sath ya bagar knowledge k forex join krty han or bagar knowledge k trading start krty han to ye hmary loss ki sb sy bari waja ha agr ham mukamal knowledge or experience k sath forex m trading krty han to is sy hmara hi faida hy ham is sy bot sa profit hasil Kar sakty han agr ham forex m mehnat k sath or serious ho kr trading krty han to ham kbi b nakam ni hon gy hmara account brhta hi rahy ga hamy agr success chaiy to hamy is k liay apni
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: knowledge k baghair har planing bay bunyaad hay.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear forex markeet main maine daikha hay k ham laakh apni man maani kr lain laikin jub tak ham is main knowledge ka use nai krtay hain to haamri har ik planing bay bunyaad hay jiska koi maksad bhi nai hoga aur hamko us say kuch permanent faida bhi nai honewla hay khawah wo kitni he trusted planing q na ho.
                Dear friend forex trading sirf or srif ap k knowledge or experience pe depend karta ha k ap is main kamyab hon ya phr nakam is k ley ap ko mehnat karni ho ge jis sy hum ache analysis kar k proper stop loss or take profit istamal kar k trading karny gy to humy loss bilkal bi ni ho ga or hum kamyab hon gy is ley humy proper money management or risk management sy lots size istamal karna ho ga ta k hum log bagar loss k kamyab ho sakeny or nakami na hon is ley humy proper money management or risk management sy trading both zarori ha forex trading main hum log tab he behtar trading kar sakty han jab hum log acha knowledge or experience hasil kar k trading karny jab tak knowledge or experience ni ho ga to hum forex trading main loss bi karwa sakty han is ley bagar knowledge k koi planning kam ni aay ge is ley humy both ahtiyat sy trading karni hon ge

                اب آن لائن

                Working...
                X