Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti ha.
    forex market main kuch asy bhi trader hain ju ziada tar iss main emotions main aa ker kam karty hain aur forex market ko chellenge day kar kam karty hain forex market say ju bhe chellenge karta hai wohi sab say ziada loss karta hai is market main 100 percent kuch bhi nahi confirm hota main nay bhi asy bohut dafa loss ka hai is leay ager forex main kamyab ho sakty hain tu sirf learning ki base pay knowledge ki base pay aur experience ki base hai market main zid karna ya shrat laga kar kam karn aik bohut bari bewkofi hai jiss say ham loss ky siwa aor kuch nahi karty hain iss lea is bewkofi say nikal kar forex main logicaly kam karain apni learning ko behter karain aur apny experience ko acha phir he aik kamyabi ka rasta mil sakta hai ap ko.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti

    G han bilkul Forex market ko challenge karna ya market key sath fight karny se kesi be trader ko kamyabi nahi mil sakti hay agar kesi waja se ham Forex market ko challenge karty be hey to ulta es ka negative asaar hamari trading par hota hay aur bahot zeyda loss be esi waja se ham face kar sakty hey, Forex market me proper planing key sath aur rules ko mad e nazar rak kar karni chaye, kesi kisam ki fight ya ghusa karna be teek nahi hota, easily cool mind key sath jes tarha se ham other business ya other koi be work karty hey Forex me be esi tarha ka work karna chaye ta key kamyabi asani se hasil ho saky.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti

      Forex aik bahut acha business hai aur iss mein kaam kernay kay lye humain jazbaat ki nahin aqal ki zaroorat hoti hai humain forex mein kahin bhi jazbaat sae kaam nahin lena chahyea aur kabhi bhi jaldi mein kaam nahin kerna chahyea forex ko challenge ker kay hum kaam nahin ker saktay iss kay against ja ker hum hum forex mein kamyabi hasil nahin ker saktay forex mein hum nay kamyabi hasil kerni hai tou humain yeh kaam zaroori kernay hain
      Sub sae pahele tou humain forex kay baray mein pata hona chahyea aur iss ki basics ka lazmi ilm ho aur forex ka knowledge lazmi hasil kerain kyun kay knowledge kay beghair tou hum forex mein bilkul bhi kaam nahin ker saktay
      Knowledge hasil kernay kay baad forex market ka experiance hona bhi bahut zaroori hai aur uss kay lye humain demo account ka sahara lena chahyea kyun kay demo mein trading ki practice ker kay hi hum forex mein experiance gain ker saktay hain aur jitna zayada humara trading ka experiance ho ga hum utnay hi confidence kay sath trading ker sakain gay
      Sub sae akhir mein humain her kaam mein forex kay rules ko samnay rakhna chahyea aur aur unn ko follow kerna chahyea kyun kay yeh discipline kay sath trading kernay kay lye bahut zaroori hain aur agar hum rules kay mutabiq kaam nahin kertay tou humara account bhi bann ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti

        G han Forex business ko ham esi condition me hi challenge ya market key sath fight kar sakty hey jab hamy loss ho jaty hey aur loss hony ki waja se hamara mind confuse hota hay aur ham ghusy ki halat me hoty hey es condition me bahot se traders Forex market key sath fight kar key es ko challenge karny ki koshish karty hey agar esa kia be jaye to mery khayal me es ka koi faida nahi hota es ka effect traders ki trading performance par negative hi hota hay, positive soch key sath agar loss ko recover karny ki koshish ki jaye to es ka result be positive me hi a sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti

          Gee haa bhai aap ki baat theek hai forex mein hum forex ko challenge ker kay kaam nahin ker saktay hain jub bhi hum nay forex mein kaam kerna hai tou forex ko challenge nahin kerna balkay forex mein soch samajh ker sakoon sae sabar sae aur normal reh ker kaam kerna hai kisi kaam mein jaldi nahin kerni aur agar jaldi kerain gay tou aap ka apna hi nuqsaan ho ga forex ko tou kuch bhi nahin ho ga aur doosri baat kay hamesha forex kay rules ko samajh ker kaam kerain aur rules kay mutabiq rules ko follow ker kay trading kerain forum per zayada mehnat kerain kyun kay aap ko forex sae zayada bonus milay ga aur zayada bonus sae aap ko profit bhi zayada ho sakta hai agar aap forex mein market kay analysis ker kay kaam kerain gay tou forex mein sirf aap ko mehnat ki zaroorat hai baqi forex mein kisi kay sath zayadati nahin hoti
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti

            G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai success hasil karni hai to hum ko ais market mai rules k sath kaam karna hai to hum ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum ais market mai apna time waste kary gay to hum ais market mai kamyab ni ho sakty hai kun k ais market mai ap ne dekha ho zayda log hai jo ais market mai loss kar rahy hai aus ki waja ye hai k ais market mai jo bhi log kaam karty hai wo ais market mai ho sakta hai k rules ko break karty hai ya ais market mai lalch karty hai aor ais market mai lot bari use kar lety hai jo k aun ki trading strategy k hisab se sahe ni hota ais liay ais market mai kamyab ni hoty agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais mai mehnat karni ho gi.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti

              Dear aap nay bohat achi baat ki hai. Forex trading mai challenges kernay kaam nahi chalta bulkay forex trading business mai challenges ko agay barh kay acceet kernay say success milti hai. Forex traders ko market mai trading kertay huay her haalmai ye khayal rakhna chaiye kay kabhi bhi zid mai aa kay trading nahi karain. Agar koi trade bohat ziada study, analysis ,trends aur signals daikhnay kay bawajud loss mai chali jaey tou usay zid nahi banaey kiyu kay laazmi nahi her cheez aik he trend pay chalti rahey,trends ka tabdeel hona aur market ka reverse hona isi ko kehtay hain kay market achanak opposit ho jaey. Apnay liye jo rules bana liye ho un rules ko hamesha follow karain aur kabhi zid ya emotions ko apnay rules pay sawaar na honay dain tou he kaamyabi aur success milay gi
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti

                Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main kamyabi sirf or sirf knowledge or experience pe hasil kar sakty han is ley humy proper analysis or proper money management or risk management sy trading karni ho ge jab tak hum emotions main aa k ya phr lalich main aa k trading karny gy to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy proper Learning karni ho ge or demo account main practice karni ho ge tab he hum successful ho sakeny gy is ley humy proper money management or risk management sy trading karni hon ge tab he hum kamyab ho sakeny gy is ley humy apny knowledge or experience main azafa karna ho ga jtna ziada knowledge or experience ho ga to hum easily emotions lalich or juldbazi ko control kar sakeny gy tab he hum kamyab ho sakeny gy
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti

                  g han bhai ap ny bilkul sahi bat ki hai forex rading main aghr hum bahr or miyari kam karna chahty ain tu hmain forex k sub he orles k sath kam karna hoga q k jub tak hum forex ki marzi pa kam nahi karengy hum kbhi bhi apni marzi ki earning gain nahi kar skty hain es liye zarori hai k market ko achi trha follow karen aghr kamyb hona hai or jub hum trading karty hain tu hmain loss bhi tab he hota hai jub hum apni trading ko bahr or roles k sath nahi karty hain tu apko chahye k sub se pahly tradig main hum kis rha kam kar skty hain or kis tra se hum ny trdaig karni hai yah sikhlena chahye ta k apko kisi bhi trha se koi bhi maslay ka samna na karna parhy trading ap k liye tab asan hoi hai jub ap khud roles ko follwo karty hain o osi k hisab se chalty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                    Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti ha.<br />forex market main kuch asy bhi trader hain ju ziada tar iss main emotions main aa ker kam karty hain aur forex market ko chellenge day kar kam karty hain forex market say ju bhe chellenge karta hai wohi sab say ziada loss karta hai is market main 100 percent kuch bhi nahi confirm hota main nay bhi asy bohut dafa loss ka hai is leay ager forex main kamyab ho sakty hain tu sirf learning ki base pay knowledge ki base pay aur experience ki base hai market main zid karna ya shrat laga kar kam karn aik bohut bari bewkofi hai jiss say ham loss ky siwa aor kuch nahi karty hain iss lea is bewkofi say nikal kar forex main logicaly kam karain apni learning ko behter karain aur apny experience ko acha phir he aik kamyabi ka rasta mil sakta hai ap ko.
                    Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. World main kisi bhi kam ko challenge kar kay us main kamyabi hasil karna easy nahi hota challenge us time kia jata hay jab admi us kam main bohat ziada expert ho aor usay full yaqeen ho k woh es kam main poori taran kamyab ho jay ga agar aiosa na howa to woh kam jes ko challenge kar kay start kia jata hay woh bohat bara loss day jata hay waisay bhi challenge karna kisi bhi mistakes ka sabab banta hay esi taran Forex trading bhi hay jen ko agar challenge kar kay start kia jay to es main koi faida hasil nahi hota bal k es say loss hi hota hay lehaza Forex main success hasil karnay kay liay har trader ko chahiay k woh Forex kay rules and regulation ko follow kar kay hi start karay aor yeh bat hamasha say mind main rakh kar start karay k Forex aik risky business hay es main kisi bhi time loss ho sakta hay es liay esay full knowledge, complete learning and strong experience kay sath hi start karay aor trading kay doran poori taran es par nazar rakhay ta k trade kharab honay kay chances na hon aor es main kamyabi ho sakay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti

                      yes brother ap nay aik bohut her achi bat ki hai forex main jab bhi ap ko loss ho raha hota hai tu kai trader es main zid bna laity hain aur ager un ki lot size kam hoti hai tu wo ziada kar ky ya double kar market ko challenge akrty hain aur zid ky sath double lot kar market main phir say bar bar loss karty hain es lea forex main zid laga kar kam nahi karna chahea ap ko forex main aik rules ky tehat kam karna chahea rules say forex main kamyabi milti hai e lea forex main kabhi bhi zid bazi sa kam nahi karna chhaeay zid bazi ka injam sirf forex main loss he hota hai forex main win hony ky lea forex market ko samjhna parta hai aur forex ky rules ko follow karna parta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti

                        Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy zahir c bt hy k emotions hr insan ki life m hoty han hr insan life m kbi na kbi emotional zror hota hy forex m b zyada tar traders emotional ho kr trading krty han jb k forex trading main emotional traders ki koi jga ni hy asy traders kbi kamyab ni hoty hr jga loss ka hi samna krna prta hy forex aik risky business hy forex m agr successful hona hy to sirf or sirf learning ki bunyad pr hi kamyabi hamy mil skti hy forex market ko chellnge kr k hamy nuqsan ka samna krna prta hy hamy hmasha forex k rules ko follow kr k Kam krna chaiy khud sy ham koi b kam kr k market ko chellnge kr rahy hoty han jo k hmary liay sb sy bara loss hy hamy achi learning knowledge or experience hasil kar k kam krna chaiy market ko chellnge krna aik bot bari bewqofi hy jo hamy swaiy loss k kuch ni dyti
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:forex ko chellenge kr ky success nahi milti rules sath kam karny say milti

                          g han asa he hai forex market main ager ap zid laga kar kam karty hain tu ap ko market loss he daiti hai jiss waja say ap ko forex main na kami ka samna karna parta hai forex aik asa business hai jis main ager ap nay success haisl akrni ha tu ap ko rules ko follow karna ho ga rules he hain ju ap ko forex main akmyabi ki zmanat daity hain aur forex main ap ko pehly learning karna chaheay aur sath sath demo acount main achi tara say practice karni chaheay phir he ap ko forex main experience ho ga aur jitna ziada experience ho ga ap ko forex main utni ziada kamyabi mily gee es lea forex main hard work karian phir he ap ki kamyabi rang la sakti hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X