Practice aur knowledge work

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Practice aur knowledge work
    Trading practice aur knowledge work

    Forex business me expert banny key ley zarori hay key trading practice ki jaye aur knowledge work acha ki jaye, esi base par hi ham professional aur expert ban sakty hey, agar trading practice work ham nahi karty to acha knowledge hamary kesi kam ka nahi hota, esi tarha agar trading practice hi ki jaye aur knowledge work ko zeyda ehmeyat na di jaye to per be knowledge ki kami ki waja se ham achy traders nahi ban sakty hey, good traders ham esi waja se ban sakty hey key trading practice aur knowledge work ham complete kar len.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Practice aur knowledge work

    g bahi ap ny bilkul thek kaha hy main apki is bat sy agree karti hon forex trading aik hard work or difficult business hy ya aik profitable business hy is business main hum tan expert ban sakty hn jab hamary pas practice or experience ho forex trading main expert bnna bohat zarori hy jab hum practice nai karty to kamyab nai hoty is main knowledge or experiance hasil karna bohat zarori hy is sy hum acha profit hasil kar sakyn gy.
    • #3 Collapse

      Re: Practice aur knowledge work

      Dear member aap Ki Baat se main itefaq karta hun Ki Kisi kam ke liye bhi knowledge ki bahut zarurat parati hai aur Forex trading mein is ki ahmiyat aur bhi zyada barh Jaati Hai. Agar aap Chahte Hain Ki trading main kamyabi Hasil Karen to is ke liye aap ko Kafi ziada learning karne paregi mukhtalif tariko se. Aur is learning se a aap ko jo knowledge Hasil ho ga us ko aap demo trading account per utilise Karen ge to Aap ka knowledge aap ke trading experience mein convert ho jaey ga. Trading Mein learning Hasil kiye bagair earning Hasil karna bahut Mushkil kam hai is liye Tamam traders ko chahiey ki apna focus learning per rakhen Taky jald se jald aap ek experience trader Ban Jaaye.
      • #4 Collapse

        Re: Practice aur knowledge work

        FOREX KNOWLEDGE
        Forex mein kaam kerna hai tou phir iss kay lye zaroori hai kay humain forex kay baray mein bhi pata hona chahyea aur forex ka babut acha knowledge hona chahyea forex mein kamyabi hasil kerni hai tou humain sub sae pahele forex mein apnay knowledge ko improve kerna chahyea iss kay lye humain forum per zayada kaam kerna chahyea kyun kay forum sub sae best platform hai forex ka knoedge hasil kernay ka yahan aap apnay problems aur queries ko bhi discuss ker saktay hain iss lye knowledge hasil kernay kay lye internet ko bhi search kerain aur kamyabi hasil kerain
        TRADING PRACTICE
        Trading practice bhi bahut zaroori hai real account sae trade kernay sae pahele uss kay lye aap demo account ko use kerain aur uss mein aap mukhtalif pairs mein kaam kerain aap ko unn pairs.ka experiance bhi ho ga aur aap ki trading practice bhi ho gi jis sae aap ka experiance bhi zayada ho ga aur aap mein trading kay lye confidence bhi improve ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Practice aur knowledge work

          Practice makes a man perfect. Koi bhi kaam achi practice kay baghair level best pay pohanch kay nahi kia jaa sakta hai. agar forex trading ko bhi kerna hai tou yehi soch aur approach rakhni chaiye kay apnay level best knolwedge aur learning ko bruay kaar laya jaey. Forex trading kay barey mai internet pay itna kuch mil jata hai kay ab kisi say kuch poochany ki zaroorat nahi hoti. Achi study ker kay demo account pay usay apply kertay rahey aur baarbaar dohratay rahain ,iss say achi practice kahi nahi mill sakti. Hamesha demo acocunt ko aisa samjhain kay ye real trading account hai aur demo account mai profit ki bajaey iss tarah trading ki practice ki jaey kay apni strategies ko parkha jaey tou ye practice aur knowledge mill kay bohat profitable trading ka pehla step bann saktay hain
          • #6 Collapse

            Re: Practice aur knowledge work

            Dear ap k pass ais market mai kaam karny ka experince hona chaye kun k ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais market mai sab se phly learning karni chaye aus k baad ap ko ais market mai ye dekhna hai k ais market mai ap ne kitni pracitce ki hai agar ap ais market mai time lagaty hai aor ais market mai practice kar lety hai to aus k baad ap ko ais market mai kaam karny ka pata chal jata hai agar ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai experince hona chaye aus k baad hi ap ais market mai kamyab ho sakty hai agar ap ais market mai mehnat karty hai to apko ais market mai faida tab hota hai jab ap ais market mai kaam sekh lety hai agar ap ais market mai sirf apna time waste karty hai to faida ni hai.
            • #7 Collapse

              Re: Practice aur knowledge work

              Forex mein humain trading practice zayada kerni chahyea real account mein bhi aur demo account mein bhi aur iss kay lye aap ko forex ko zayada time dena peray ga forex ko samajhna peray ga air sath sath hi aap oo forex ka knowledge bhi hasil kerna peray ga aap jub chahyeain forex mein kaam kerain forex ko dil sae tasleem kerain forum sae forex ko seekhain jitna zayada aap forex ko seekhain gay aap ko forex sae utni hi zayada kamyabian milain gi forex mein mehnat sae kaam kerna hi hota hai kyun kay hum nay iss sae income leni hoti hai aur agar hum aisa nahin kertay tou jitna time hum forex mein lagatay hain woh time humara zaya ho jata hai aur humain forex sae hasil kuch nahin hota humara time bahut qeemati hai iss ko soch samajh ker forex mein lahain aur forex sae apnay target achieve kerain
              • #8 Collapse

                Re: Practice aur knowledge work

                Knowledge work agar acha kia jaye aur sath me trading practice me be time zeyda spend kia jaye to traders ki ye mehnat us key bahot kam ati hay, knowledge ki kami har trader ko mehsoos hoti hay, jo traders kamyab nahi hoty us me knowledge ki be kami hoti hay aur sath me us ka trading experience be low level ka hota hay, sab se best yahi hay key pehly different source se apny knowledge me ezafa kia jaye es key bad trading practice par tawajo deni chaye agar per be koi kami feel ho to traders ko mazeed knowledge hasil karny par focus karna chaye ye work traders ko perfect trader banny me help de sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Practice aur knowledge work

                  G han bilkal ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex m hamy successful hony k liay bot c chezon ki zrort hoti hy mgr un m sy sb sy zyada zrori or ahm Chez knowledge or practice work hota hy jis k zariye ham successful hoty han agr ham knowledge work or practice work dono m expert han to ham aik kamyab trader han practice k liay hamy demo account ki saholat di gAi hy jis m ham practice kr k experience hasil kar sakty han agr hmary pas knowledge hy mgr practice ni to b ham successful ni ho sakty or agr hmary pas knowledge ni hy to b practice hmary kisi kam ki ni or ham forex m na to trading k liay best han or na hi hamy koi profit mily ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Practice aur knowledge work

                    Forex may kamyab hone Kay liye humain zarori hai Kay hum ziyda sy ziyda practice karain or apne ko increase karty rahain ziyda knowledge humian profitable trade lagne may or market ko analysis karne may help karta hai is liye humian chahye Kay hum apne knowledge ko increase karne may struggle karain or ziyda work karain jis say humain ziyda sy ziyda profit earn kiya ja saky... Forex may jo log successful hain wo apne knowledge or experience ki waja say hain wo apna ziyda focus earning pay nahi learning or knowledge pay rkhty thy is liye aj unko easily acha profit earn karne may asaani ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Practice aur knowledge work

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      Trading practice aur knowledge work

                      Forex business me expert banny key ley zarori hay key trading practice ki jaye aur knowledge work acha ki jaye, esi base par hi ham professional aur expert ban sakty hey, agar trading practice work ham nahi karty to acha knowledge hamary kesi kam ka nahi hota, esi tarha agar trading practice hi ki jaye aur knowledge work ko zeyda ehmeyat na di jaye to per be knowledge ki kami ki waja se ham achy traders nahi ban sakty hey, good traders ham esi waja se ban sakty hey key trading practice aur knowledge work ham complete kar len.
                      Dear ap ny bilkal ten kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading main hum jtni hard working karny gy utny ziada kamyab hon gy is k ley hum kisi bi dost ya achy trader sy help lani ho ge learning main jtni hum ache learning karny gy utni ziada hum log kamyab ho sakty han demo account main jtni ziada practice karny gy to humy utna ziada knowledge or experience hasil ho ga jis ki madad sy hum log ziada sy ziada kamyab ho sakty han forex trading itni easy ni ha jtni har koi samjta ha is k ley humy both ziada learning or hard working karni ho ge tab hum log successful ho sakty han
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Practice aur knowledge work

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        Trading practice aur knowledge work<br /><br />Forex business me expert banny key ley zarori hay key trading practice ki jaye aur knowledge work acha ki jaye, esi base par hi ham professional aur expert ban sakty hey, agar trading practice work ham nahi karty to acha knowledge hamary kesi kam ka nahi hota, esi tarha agar trading practice hi ki jaye aur knowledge work ko zeyda ehmeyat na di jaye to per be knowledge ki kami ki waja se ham achy traders nahi ban sakty hey, good traders ham esi waja se ban sakty hey key trading practice aur knowledge work ham complete kar len.
                        Ji ap nay bil kul thek kaha hay main apki bat say bil kul agree karta hoon Forex trading jis taran ka aik difficult and risky business hay es taran es ka knowledge hasil karna bhi bohat zarori hay knowledge gain kiay baghair Forex trading ko join karna bhi kisi khatray say khali nahi hay Forex trading kay knowledge main Forex ka basic and technical knowledge shamil hay knowledge gain karnay kay bad Forex trading ki learning bhi bay had zarori hay jis kay liay strong and complete learning ka traders kay pas hona bohat hi zarori hay Forex ka knowledge and learning us waqat tak kisi kam ki nahi hotay jab tak Forex ki demo pay practice na ki jay real trading start karnay say pehlay har hal main Forex trading ki practice ki jay aor acha experience hasil kia jay jab ap ko yeh yaqeen ho jay k ap demo pay mukamal aboor hasil kar chukay hain aor ap demo pay achi practice kartay hain to tab ja kar real trading account main trading karnay say kamyabi hoti hay lehaza Forex main success kay liay practice and knowledge work zaror karna chahiay.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X