Leading and lagging indicators kisay kehtay hain aor yeh kon kon say hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading and lagging indicators kisay kehtay hain aor yeh kon kon say hain?
    Forex trading market main agar indicators ki bat ki jay to us main kai types kay indicators use hotay hain jin main say kuch indicators leading hotay hain aor kuch lagging hotay hain mara ap say sawal hay kia leading and lagging kisay kehtay hain aor yeh kon kon say indicators hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leading and lagging indicators kisay kehtay hain aor yeh kon kon say hain?

    Leading and Lagging indicators

    Leading aur Lagging indicators me bahot zeyda difference hota hay, Leading indicators input key ley aur lagging indicators output key ley use key jaty hey, leading indicators chart me changing ko define kar sakta hay aur future me market me kia ho sakta hay es ko be define karta hay jab key lagging indicators ka kam ye hota hay key wo siraf record rakta hay key market me changing kes waja e howa hay aur es ki waja kia ti, leading indicators key sath lagging indicators ko be use karna chaye es se hamary knowledge me ezafa ho sakta hay, magar me agar big changing kesi news ki waja se ati hay to es ko ham lagging indicator se hi define karny me kamyab ho sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Leading and lagging indicators kisay kehtay hain aor yeh kon kon say hain?

      Dear agar ap ne indicators dekhy to ap ko pata ho ga k ais market mai hum jo indicators use karty hai ais mai se kuch aisy indicators hai jo hum ko advane mai bata dety hai k market ka trend kai rahy ga aor hum ais market mai kaha se trade lagani hai hum waha par pending orders laga sakty hai aisy hi agar ap ne ais market mai trend k baad trade lagani hai to aus k liay jitny indicators hai wo legging indicators hai jaisy ais market mai agar ap ne dekha ho to ais market mai moving average hai jab market aik trend pakar leti ahi to aus k baad hum ko ye pata chlata hai k hum ne ab ais mai trade lagani hai aisy hi aor bhi indicators hai jo legging hai aor aun ko dekh k hum ais market mai trade laga sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Leading and lagging indicators kisay kehtay hain aor yeh kon kon say hain?

        Leading indicators
        Yeh indicators asal ma oscillators hoty hain jo apko market ma before move predictions dety hain aor in ki price change action peshangoi hoti hai is sy ap apni trade ko risk management ky hisab sy decide kr skty ho aor in ma fibonacci retracment indicator aor bollinger band indicator hain aor yeh bahot asan hain
        Lagging indicators
        Yeh wo indicators hoty hain jo after market move apko indicate krty hain ky apko ab is price ki confirmation mil chuki hai aor market ky trend ko confirm krty hain lehaza apko yeh sub indicators aor in ki khasoosit ka maloom hona chye forex trading market ma apko indicators sy aor momentum indicators sy fauda uthana chye
        In ma ADX indicator dynamic momentum index different indicators hain jo apki leading aor lagging market ki predictions krty haun
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Leading and lagging indicators kisay kehtay hain aor yeh kon kon say hain?

          Assalamu alaikum dear Forex trading members leading or lagging indicators mein aapko difference maloom hona chahie leading indicator before market trading predictions provide karte hain jismein aap Forex trading krny ki entry e sakte ho
          Leading indicators asal mein market ka hypothesis provide karte hain jis mein aap apni trade ko signals ki base per modify kar sakte ho aur manage kar sakte ho stop loss laga sakte ho aur take profit laga sakte ho jab ki lagging indicators aapko after market movement information provide karte hain jismein aapko market ka trend bhi confirm hota hai aur Market ki supply and demand zone kabhi confirm hota hai ya indicator bahut important hai hai inko study karna much more profitable aur fruit for hai
          Acha kaam achy daam

          اب آن لائن

          Working...
          X