Jaiza: currency rate...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: currency rate...
    Forex trading business may currency ki sell or buy ek hi waqt or ek hi sath provide ki jati hai like EUR/USD sell 1.3144 or buy 1.3146.. Is ka Matlab yah hai Kay is waqt market may 1 EUR ki buying price 1.3146 Kay equal hai or 1 EUR ki sell price 1.3144 Kay equal hai.. Forex may sell or buy ki price Kay difference ko split kahty hain... Humain forex may trade lagne Kay liye currency rate ko dikhty hoe trade lagni hoti hai jab humra currency 💱 rate high ja raha ho tu humian buy karna chahye or jab down ja raha ho rate tu humain sall ki trade order lagna chahye or profit ka wait karNa chahye.. Currency Kay rate ko dikhty hoe trade lagna bohat zarori hai bohat say traders tokay say trade lagty hain ir currency ko identify nahi karty or Phir loss ka samna karty hain...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: currency rate...

    G han Forex business me kesi be pair ko ham same time me buy ya sell kar sakty hey ye opportunity kesi aur business me hamy nahi mil sakti hay, some time agar zeyda loss ho raha ho to deka jaye to esa karna bahot hi zarori ho jata hay ham buy ka order be place kar sakty hey aur loss se bachny key ley esi pair me sell ka order be apni marzi key lot size laga sakty hey, Forex business me currencies key pairs esi waja se hi banaye jaty hey key buy aur sell karny ki opportunity provide ki jaye, loss ko stop karny key ley ham same time me buy sell key orders place kar sakty hey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: currency rate...

      Dear ais market mai agar ap ne dekha ho to ais market mai jitny bhi pairs hai aun mai hum ais market mai trade kar sakty hai agar hum ais market mai acha kaam karty hai to hum ko ais market mai fiada hota hai magar ais mai hum ko currency pair ki price pata ho k market kaha hai aor ais market mai jab hum koi trade lagaty hai to aus k baad hi hum ko ais market mai level dekhna hota hai k hum agar ais market mai kisi achy level se trade lagaty hai to hum ko ais market mai aus trade par kafi zayda profit ho sakta hai kun k ais market mai hum agar achy se plan k hisab se trade karty hai to hum ais mai price ko note kar k aus par pending orders laga k acha profit bana sakty hain aor ais market mai kamyab ho sakty hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X