Jaiza: forex fundamental Analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: forex fundamental Analysis
    Forex may trade lagne say phaly humain kuch analysis karna hota hai terms and conditions ko dikhty hoe asolan trade lagni chahye forex may kuch fundamental analysis different factors ko dikhty hoe ager hum karain tu humain yakeenan acha profit mil sakta hai hum easily forex may trade laga Kay profit kama sakty hain... First humain economic Analysis karna bohat zarori hai economic analysis say humain apne Mula may hone waly up and down conditions ki know hoe lyni chahye ku Kay humri economy humri market pay bohat effect karti hai or Phir humain humain apni economic policy ko dikhNa chahye is Kay sath sath inflation deflation ka bhi analysis karna lazmi hai or sab say important humian apne financial statement ka bhi analysis karna chahye jis ko dikhty hoe hum market may risk lyte hain ir trade lagty hain... Yah sab factors ka analysis karne say hum easily market ko understand kar lyte hain or profitable trade laga Kay profit earn karty hain...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: forex fundamental Analysis

    Fundamental analysis key ley zarori hay key ham news updates daily base par hasil karen, agar ham news updates hasil nahi kar sakty ye ham news key base par koi be idea buy ya sell ka nahi le sakty to ham market ka fundamental jaiza kabi be nahi len saken gey,

    Fundamental analysis ko hi kamyab trader samja jata hay es ki waja ye hay key long term ki trading karna agar possible hay to ye news trading key base par hi ho sakti hay aur esy traders ko hi professional ya good trader samja jata hay jo short term ki trading se zeyda long term trading karna pasand karta ho, app ko koi be expert trader short term trading par depend karny wala nahi mily ga esi se andaza lagaya ja sakta hay key long term trading ki ketni zeyda ehmeyat hay aur es key ley fundamental analysis work ko hi acha samja jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: forex fundamental Analysis

      Dear ais market mai kam karny k liay hum ko market mai analysis karny hoty hai kun k ais market mai hum agar koi trade lagaty hai to hum ko ais market mai ya to technical analysis par kaam karna parta hai ya ais market mai fundametal analysis par kaam karna hota hai agar hum ais market mai technical analysis par kaam karty hai to hum ko sirf chart ko dekh k aor indicators wagera dekh k trade laga sakty hai ais k ilawa ais market mai fundamental analysis hoty hai jin k zarye hum ais market mai dekhty hai k kon si currency weak ho rahe hai aor kon si currency strong ho rahe hai kun k ais market mai agar hum ne trend dekhna hai to aus k liay hum ko aus country k halat ka pata hona chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: forex fundamental Analysis

        Fundamental analysis kerna her trader kay liye zaruri hai aur yeh aik asaan analysis tareeka kaar hai. Fundamental analysis forex trading mai kiye janay waley 3 analysis types mai say aik hai. Fundamental analysis mai market ki movement ko news aur international monitary policies ki rishni mai kia Jata hai. Forex traders ko forex market kay economic calendar ko daikhtay rehna chaiye aur economic events say honay waali market movements ko monitor kertay rehna chaiye.

        Forex traders ko achay balance kay saath market ki news ko parh kay positions open kernay ka wait kerna chaiye. Fundamental analysis ko long term trading kay liye prefer kia Jata hai kiyu kay news say analysis kernay ka Matlab hai kay trader ko wait kerna hoga kabhi kabhaar news kaafi pehlay aajati hai aur market uss price say kaafi away hoti hai. Fundamental analysis kay liye news kay mutabiq trading charts pay big times frames ko he apply kerna chaiye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: forex fundamental Analysis

          Fundamental analysis basically economic, social aur political news key base par ki jati hay jes ki waja se supply aur demand ka idea leya ja sakta hay aur yahi cheez market me trading me helpful ban sakti hay, market me agar supply aur demand average ki information mil jaye to traders key ley market ki condition ko samjny me koi pareshani ka samna nahi ho sakta hay aur esi maqsad key ley traders ko fundamental analysis (economic news, social news aur political news par focus karna hota hay esi news se market trend key bary me achi information jati hay, technical analysis aur fundamental analysis me se sab se zeyada powerful analyzing fundamental analysis ko hi samja jata hay.

          اب آن لائن

          Working...
          X