Re: Apni mistakes ka pata hona kiyu zaroori hai?
Very important question kia hay ap nay dar asal Forex main taqreban 90% traders loss ko face kartay hain jo k un ko apni hi mistakes ki wajah say face karna parta hay khas kar new traders ko yeh problem ziada pesh aata hay kun k un kay knowledge main kami hoti hay aor un ki learning bhi uncompleted hoti hay aor na hi un ko ziada experience hota hay Forex main trader ko loss hona part of business hay lakin agar trader apni mistakes ko find karay aor note karay aor phir next trade main en mistakes ko door karay es taran kafi had tak Forex main kamyabi kay chances barh jatay hain aor agar trader aisa nahi karta aor mistakes ko naza andaz kar daita hay to usay dobara bhi loss ho jata hay apni trade main loss ko roknay kay liay yeh zarori hay k traders ko apni mistakes ko find karna chahiay aor usay apni mistakes ka knowledge bhi ho aor next trade main careful ho kar trading karan lehaza traders ko apni mistakes ka knowledge hona bohat zarori hay.
اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz
پيغام ديکھيے
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим