Forex may tamaam currencies ko pairs ki shakal may dikhya jata hai masaal Kay tOr pay USD/EUR etc ek currency dosri currency Kay badly may buy or sell ki jati hai first currency ko base currency kahty hain or dosri currency ko quote currency kaha jata hai.. Ager koi trader USD ki currency buy karta hai tw badly may EUR ko sale karta hai asa yah tab karty hain jab trader ko pata ho kay unko sale or buy karne say axha profit mily gai wo market ki situation ko analysis karty hoe USD ki trade lagty hian or badly may acha profit earn karty hain forex may trading lagna koi muskil kam nahi hai jo traders market ko samjty hoe trade lagty hain or ziyda sy ziyda learning pay focus rkhty hain ase trader kamyab hoty hain currency ki trade karne Kay liye humre pas ziyda knowledge hona bohat zarori hai warna hum apna sara bonus waste kar Kay bath jaty hain..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим