Jaiza: jab bhi koi risky trade lgani ho ap ko uss ka stop loss kam rakhna chaheay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: jab bhi koi risky trade lgani ho ap ko uss ka stop loss kam rakhna chaheay.
    dear friends apny plan main yeh bat bhi add karain ky forex main bohut sary moky asy aty hain jab market ap ki samaj main nahi aa rahi hoti ager koi ap ko wo trade lagani ho tu sab sy pehly uska stop loss chek karain ager stop loss ziada pips ka banta hai tu uss trade ko na lgain ap nay ager risky trade lgani hai tu uska stop loss ziada say ziada 30 pips say door nahi nahi hona chaheay kyon ky ager ap 0.01 say bhi trade lgain gay tu ap ky 3 doller he loss hon gay jiss ko app affoard kar sakin gay us lay forex main utna he risk laina chaheay jitna ap uss risk ko bardasht karain aur aik or method hai ager ap real main risky trade nahi lgana chahty tu ap demo main laga kar dekh sakty hain ky wo ap ki trade win kar rahi ya nahi is lea ager loss bhi ho ga tu demo main he ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: jab bhi koi risky trade lgani ho ap ko uss ka stop loss kam rakhna chaheay

    Dear ais market mai jab ap ne trade lagani ho to aus mai ap ko ye dekh lena chaye k ais market mai ap ne lot kitni use karni hai aor aus k baad ne agar ais market mai zayda risk lena hai aor ais market mai lot kafi zayda use ki ho to aus mai ap ko trade ka stop loss zayda ni lagana chaye kun k agar ap ka stop loss zayda ho ga to aus se ap ka account wash ho jaye ga ya ap ka bahot hi zayda loss ho sakta hai ais liay hum ko apni trade ka stop loss thora sa rakhna chaye aor jab ap ki trade thori si profit mai jaye to aus time ap ais trade ka stop loss entry point par shift kar dy ais se ap ki trade safe ho jaye gi aor ap ki trade par loss ni ho ga kun k agar ap ki trade stop loss entry point par hai aisy ap ko trade par sirf profit ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: jab bhi koi risky trade lgani ho ap ko uss ka stop loss kam rakhna chaheay

      G han pehly to high risk key base par trade open karny key bary me sochna be nahi chaye agar ham ghalti se high risk key base par trade open be kar lety hey to risk ko manage karny ka khayal rakty howy stop loss ka point kam se kam rakna chaye ta key agar high risk key base par open key howy trade me loss hota be hay to kam se kam loss ho saky aur jald se jald stop loss hit ho jaye, agar high risk key base par trade ko open kia jaye aur stop loss be na lagaya jaye to mery khayal me ham mistake kar rahy hoty hey koch traders zeyda point par stop loss set karty hey ye be ghalat tareeqa hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: jab bhi koi risky trade lgani ho ap ko uss ka stop loss kam rakhna chaheay

        Stop loss ko hamesha risky trades mai use kerna chaiye. Traders stop loss aur take profit ki ehmiat ko samajhnay mai bohat time laga daitay hain aur shayad apnay liye sharam ka baes bhi samajhtay hain kay stop loss tou hamari maharat ki touheen hai. Halakay jaha bhi market bohat ziada move ker rahi ho tou uss waqt stop loss aur take profit dono laga lainay chaiye. Aur kabhi bhi stop loss ya take profit hit honay pay maayus nahi hona chaiye chahay trade stop loss ko hit ker kay reverse bhi ho jaey. Apni trading ko secure bananay kay liye hamesha stop loss ki aadat daal laini chaiye. Iss tarah account balance mehfooz rehta hai. Account mai balance hoga tou loss recover kerna koi mushkil nahi hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: jab bhi koi risky trade lgani ho ap ko uss ka stop loss kam rakhna chaheay

          hanji bhai jan bohut he achi bat share ki hai ap nay forex market aik bohut risky ha es main trade karna asan kam nahi hai ap ko market main control rakh kar trade karni parti hai aur galti aik bhi gunjaish nahi hoti ager koi signal risk ho tu us ko chek karain ky uska stop los kitna ager ziada hai tu wo trade na lgain aur kam hai phir ap ko risk lay laina chaheay kyon ky forex business he ha jab tak es main risk na lia jay ap ko profit aur loss nahi milta risk laina kisi bhi business main bohut zrori hota hai phir he ap achi tara say learn kar sakty hain risk lea bgair ap market main kch bhi earn nahi kar sakty hain aur ap ju bhi trade karian uss ka stop loss minimum 20 pips hona zrori ha kyon k ager 20 pips ka stop los hit ho bhi jay tu ap ko ziada nuksan nahi ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: jab bhi koi risky trade lgani ho ap ko uss ka stop loss kam rakhna chaheay

            Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main jtna bi knowledge or experience ho ga hum utni he behtar trading kar sakeny gy or market main jab samj na aay to humy wait karna chae ha or agr ap trade open karty bi han to ap ko chae ha proper stop loss or take profit istamal kar k trading karny ta k ap ka account safe ho or ap behtar trading kar sakeny or ap ko loss na ho or ziada sy ziada behtar planning or strategy sy ache earning kar sakty han forex trading main humy small lots sy trading karni chae ha ta k humy maximum profit hasil ho or hum maximum ache trading kar sakeny or agr trade loss main bi jay to humy ziada loss na ho or hum apni trade ko hold kar sakeny gy or ziada sy ziada behtar planning or strategy sy apna loss recover kar sakeny gy
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: jab bhi koi risky trade lgani ho ap ko uss ka stop loss kam rakhna chaheay

              jee han bhai jan ap ki bat thek hai ju bhi forex main ap ko risky trade nazer ayy tu us ko ab sy pehly chek karian ky us ka stop loss kitna hai ager kam stop wali trade hai tu usy lgain aur ager ziada stop los wai trade hai tu usy na lagain bbalky us ko demo account main test karain phir he ham forex main aik success hasil kar sakty hain es lea risky trade main ager stop loss ziada hai tu trade karni chaheay aur forex main wesy bhe ham ko only high accuracy wali trade karny chaheay phir he hamri accuracy 70 percent say up jay ge ager ham ziada trade risky karain gay tu uss main ziada stop loss lag sakty hain jiss say ap ko ziada nuksan uthana apr sakta hai es lea risky trade ko leave kar dena acha rehta ha.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: jab bhi koi risky trade lgani ho ap ko uss ka stop loss kam rakhna chaheay

                Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai mere Khyal se vaise to risk per kabhi bhi train Nahin Lagani chahie Kyunki free trading Hi Ek acche trading ke Nishani Hai Jab tak aap risk free trading Karte Jaenge aap Hamesha Kamyab Hote Rahenge lekin Fir Bhi agar aap Kisi trade mein jyada profit a karna chahte hain Jarur Karen Kyunki Forex trading management money management Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki money management ke sath hi aap trading coaching kar sakte hain aur Market Mein lifetime earning Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: jab bhi koi risky trade lgani ho ap ko uss ka stop loss kam rakhna chaheay

                  G han esi ko trading planing ka name dia jata hay small lot size ko use kia jaye ya per lot size key base par big risk le kar trading ko tarjeeh di jaye stop loss lagana zarori hay aur es key ley be zarori hay key kam se kam point par stop loss ko set kia jaye es se risk management be ho jati hay aur account ko manage karny be yakeeni ho jata hay, risky trading ki jaye aur stop loss lagaya be na jaye ye per zeyada point par laga dia jaye to risk ko control karna namumken ho jata hay, hamari planing agar ye ho key zeyada risky trading be ki jaye aur kam loss ho jaye to yahi sab se behtreen trading me planing ho sakti hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: jab bhi koi risky trade lgani ho ap ko uss ka stop loss kam rakhna chaheay

                    pricey ais marketplace mai jab ap ne exchange lagani ho to aus mai ap ko ye dekh lena chaye ok ais marketplace mai ap ne lot kitni use karni hai aor aus okay baad ne agar ais marketplace mai zayda hazard lena hai aor ais marketplace mai lot kafi zayda use ki ho to aus mai ap ko change ka prevent loss zayda ni lagana chaye kun ok agar ap ka stop loss zayda ho ga to aus se ap ka account wash ho jaye ga ya ap ka bahot hi zayda loss ho sakta hai ais liay hum ko apni trade ka prevent loss thora sa rakhna chaye aor jab ap ki alternate thori si earnings mai jaye to aus time ap ais change ka stop loss entry point par shift kar dy ais se ap ki trade secure ho jaye gi aor ap ki trade par loss ni ho ga kun okay agar ap ki change stop loss entry factor par hai aisy ap ko alternate par sirf earnings ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: jab bhi koi risky trade lgani ho ap ko uss ka stop loss kam rakhna chaheay

                      forex aik wasee business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is maai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik amm business ke nisbat acha bsiness hain hm is mai risk l gy to he hu agy bar skay gy forex ak best bsienss hain hhum is mai apne marze sy time table baana kar kam kara sakty hain forex aik world wide business hain hum is maai bager pasoao kyaccount bana kar be kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik amm busienss ke nsiabt acha business hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain forex jassa koi or busienss nahi hain dunya bar mai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: jab bhi koi risky trade lgani ho ap ko uss ka stop loss kam rakhna chaheay

                        Assalamualaikum Pyare bhai jaan ji han aise hi koi trading planning ka naam Diya Jata Hai Sambhal lot size ko use Kiya Ja per lot size ke base per big risk Lekar trading co Sar ji DJ stop loss Lagana jaruri hai aur iske liye bhi zaroori hai ki kam se kam. Bus stop loss ko set kiya jaaye isase risk management bhi ho Jaate Hain aur account ko manager karne bhi yakin ho jata hai Jiske trading ki Jaaye aur stop loss ko set kiya jaaye to is se risk management bhi hoti jaati hai aur kaun kaun manage karne bikini ho jata hai Jiske trading ki Jaaye aur stoploss Lagaya Bhi Na Jaaye to Jyada. Per Laga Diya Jaaye aur Ishq ko control karna Namumkin Ho Jata Hai Hamari planning Agar yah Hoke Jyada risk trading Bhi ki Jaaye aur kam loss Ho Jaaye To Yahi sabse mystery in trading Mein planning ho sakti hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X