Profit targets par focus karny se greed aur emotions ko khatam kia ja sakta hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit targets par focus karny se greed aur emotions ko khatam kia ja sakta hay
    Trades key ley greed aur emotions ko khatam karny key ley profit targets key base par trading karni chaye agar 1 target ham daily ka set kar len to es target se zeyda profit earn karny ka rule hamari trading me nahi hona chaye, traders esa koi be rule nahi banaty jes me profit target set kia ho aur unlimited profit earn karny ka lalach traders karty hey magar me samjta hon es tarha ki trading karny se greed aur emotions ko ham khtam nahi kar sakty hey, profit targets set kar key hi ham greed aur emotions ko khatam karny me kamyab ho sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit targets par focus karny se greed aur emotions ko khatam kia ja sakta hay

    Dear ais market mai jo bhi trader trading karta hai wo ais market mai apna target rakh k trade karta hai aisy hi agar ais market mai trade laga k apna target pora karna hai to aus k liay ap ko ais market mai apny target par focus karna parta hai aus k baad hi ap ais market mai profit bana sakty hai kun ap jab ais market mai apny target k hisab se trade lagaty hai to aus mai ap ko jab faida hota hai to ap ais market mai asani se acha profit bana sakty hai kun k ais market mai ap ko apny target par focus karna parta hai agar ap ais market mai target k baghair kaam karty hai to ho sakta hai k ap ais market mai loss ho jaye ais liay ais market mai apna target set kary aor aus k baad hi ais market mai trading kary.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Profit targets par focus karny se greed aur emotions ko khatam kia ja sakta hay

      Aap nahi bohat achi tajveez di hai aur mai iss say mukammal ittefaaq kerta hu kay agar traders apna aik daily target set ker lain aur phir usay haasil kernay ki koshish karey tou greed aur emotions ko control kia jaa sakta hai. traders her waqt bohat ziada profit kamanay ka sochtay rehtay hain koi bhi trader ye nahi sochta kay agar thora thora profit bhi hota rahey tou wo bhi month kay end mai bohat ziada ho jata hai. Sub say behtar ye hota hai kay agar hum apnay monthly bonus kay total ki aik percentage select ker lain kay hum nay 10% ya 20% profit laina hai tou bhi hum apnay greed aur emotions pay control ker saktay hain. Greed aur emotions ko khatam kerna successful honay kay liye laazmi hai

      اب آن لائن

      Working...
      X