lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.
    dear mairay khyal say hamkoforex markeet k baray main achay say acha knowledge share krnay ka sab say best tareeka yahi hay k ham ko jis wajha say markeet main lose ho aur jis achi strategie ki wajha say achi earning ho hamko sirf unk baray main forum main discuss krni chaye jis main agar ham kahin pay ghalt hain to hamko us baray main correction milay ge aur agar jo hamara knowledge sahi hay us main hamko mazeed behtry milay ge aisa krnay say agar hamko lose bhi hota hay to ham right hongay aur aisi soch say hamko lose honay pay kabhi ghussa bhi nai hoga aur ham kisi jald baazi say bhi kaam nai laingay aur na he hamko markeet ko fake kehnay ka moukka milay ga aur na he ham lose ki recovery k liye kisi tukkay walay knowledge say kaam laingay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.

    Jab trading kertay huay loss ho jaey tou uss mai sub say pehlay ye daikhna chaiye kay loss kiyu hua hai. Agar loss market ki kisi achanak movement say hua hai tou phir agli dafa trading kertay huay iss baat ka khayal rakhna chaiye. Ye baat theek kahi hai aap nay kay humain loss kay reasons aur profit waali strategy zaroor share kerni chaiye. Iss tarah dusray traders apnay loss say bach saktay hain aur achi strategy say unhain bhi faida ho sakta hai. Trading mai agar kisi trader ko loss ho jaey to usay bilkul bhi zid ya challenging postion mai nahi ana chaiye kiyu kay iss tarah baghair sochay samjhay trade open kernay say loss ziada ho sakta hai. Forex mai loss honay kay baad patience say kaam lay kay pehlay apnay loss ki wajuhaat talaash ker kay unhain door ker kay trading kerna ziada behtar rehta hai
    • #3 Collapse

      Re: lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.

      asslam o alikam bhai jan lose agr hume is business main lose se bachna hai tu phr hume daily menat k sath is main kam krna chaiye jitna acha hum is main work krein gey hume utna hi experince hasil hoga hume is main knowledge hasil kr k kam krna hota hai daily tecnical analysis ko fallow krein lose hota hai tu se hume faida hasil krna chaiye is business main hume lose se hi sab se zada faida hota ha hume daily chart indicotor ko dekhna chaiye ye business hamre liye eik sab se best business ha hume fundamental analysis ko fallow krne se is business main acha experince ur knowledge mil sakta ha bas dil laga k is main kam krna chaiye jitna acha hum is business main work krein success be hasil hogy hume
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.

        Dear members Pakistan Forex forum best discussion place jis mein aap forex trading ke mutaliq koi bhi Sawal Jawab kar sakte hain, is platform per Tamam commity membran rules ko follow Karte Hain is liye ,Aap Jo Bhi question pouch sakty hain, aap ko uska sahi jawab Milega. Agar aap ko trade Maijn loss a jata hai tu Pareshan mat ho balkiy aap yah judgement lagaen ki nuksan ki wajah kya hai Jab aap ko yah pata chal Jaaye to apni is mistake ko Aainda Kisi bhi trade mein repeat na hone De. Trading experience trade Harne aur jitne se Milta Hai agar Ek Insan Hamesha profit lety Rahe aur us ko loss Na aye us ko sikhane ka mauka Nahin milega is liye be positive and go forward for the next trades.
        • #5 Collapse

          Re: lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.

          Dear ais market mai agar ap ne loss kar lia hai aor aus k baad agar ap ne account mai aus loss ko recover karna hota hai to aus k liay ap ko plan banana chaye aus plan k hisab se hi trade lagani chaye kun k agar ap ais market mai koi trade karty hai to aus k liay ap ko ais market mai trading plan bana k aus k hisab se trades laga leni chaye aor ais market mai jald bazi ni karni chaye aisy ap ka account safe rehta hai kun k ais market mai agar ap trades lagao gay aor mind mai loss ko rakhy gay to ais se ap ais market mai lot zayda use kar aor loss kar sakty hai kun k ais market mai agar ap ne kaam sahe karna hai to aus k liay ap ko ais market mai aram se kaam karna chaye aus se ap ais market mai sahe kaam kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.

            Zid kar key ya market key sath ghusy se agar fight ki jaye to traders loss recover karny me kamyab nahi ho sakty hey, professional aur expert traders kinu asani se loss recover kar sakty hey es ki 1 waja hoti hay aur wo hay cool mind key sath trading karna esy traders ko agar big loss be ho jaye to na to professional traders market key sath ghusy se fight karny ki koshish karty hey aur na hi zid kar key risky trading karny ki koshish karty hey, me samjta hon yahi kamyabi ka raaz be hay key loss hony key bad me mind ko cool raka jaye.
            • #7 Collapse

              Re: lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.

              bilkul dear app ki bat 100% thek hai forex main jab bhi ap ko loss hota hai tu ap recovery karny ky leay market ky sath double volume ky sath zid laga laity hain jiss wajah say app ko mazeed loss ho jata hai forex market main aj koi bhi chellenge say kamyab nahi ho saka ju bhi kamyab hota hai wo rules say hota ha kyon ky iss market kay agay hum kuch bhi nahi hai jiss main rozana trillion doller ki trade hoti hai jiss main ap ka capital kuch bhi nahi hai iss lea ap ko is market main zid ki bjay pehly learning karni chaheay us ky bad demo account main achi tarah practice karni chaheay phir he ap iss business main success ho sakty hain jab ta ap ky pas experience hai ap ko acha earn hota rahy ga ager experience nahi hai tu forex main zid lgany say ap ka eh nuksan ho sakta hai iss lea ap ko forex market ky sath zid lgana khud ko menhga parta hai jiss wajah say ap is market main success hoty hain.
              • #8 Collapse

                Re: lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.

                market ky sath zid lgana sab sy badi bewkofi hai kyon ky forex main jab bhi ham es ky sath zid lga kar ya shart laga kar kam karty hain tab he ap es market main success hoty hain ager forex ko properly rules aur regulation ky sath kia jay tab es market main earn karny ka moka mil sakta hai es lea khud ko jaldi bazi main dlain forex ki bhagny wala business nahi ha pehly aik year tak es main kisi achy teacher say learn karain aur aik practice karain aur phir aik real account main trade karain ap ko zrror faida ho ga real main jitna invest ap lte karain gay utna he faida hai kyon ky tab tak ap ki learning achi hoti rehti hai jiss say jab ap jab kam karna shuru karty hain tu ap loss say bach jaty hain es lea es market main zid na gain loss ho jay tu tab tak trade na krain jab ap apny loss ko bhol na jain kyon ky loss ky tention ki waja say ham or ziada loss karty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.

                  G han profit earn karny key ley market me kesi kisam ki zid ya ghusy me a kar trading nahi karni chaye same esi tarha loss recover karny key ley be kesi kisam ki zid ya ghusy key base par ham apni trading ko profitable nahi bana sakty hey, agar zeyda loss be ho jaye to loss ko recover karny ki strategy bana leni chaye, agar loss ko recover karny key ley be ham zid ya kesi kisam ki ghalat trading karen gey to es loss se zeyda mazeed loss be trading me hamy ho sakta hay, cool mind key sath loss ko recover karny ki koshish karni chaye ta key mazeed loss be na ho saky aur loss be asani se recover ho jaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                    dear mairay khyal say hamkoforex markeet k baray main achay say acha knowledge share krnay ka sab say best tareeka yahi hay k ham ko jis wajha say markeet main lose ho aur jis achi strategie ki wajha say achi earning ho hamko sirf unk baray main forum main discuss krni chaye jis main agar ham kahin pay ghalt hain to hamko us baray main correction milay ge aur agar jo hamara knowledge sahi hay us main hamko mazeed behtry milay ge aisa krnay say agar hamko lose bhi hota hay to ham right hongay aur aisi soch say hamko lose honay pay kabhi ghussa bhi nai hoga aur ham kisi jald baazi say bhi kaam nai laingay aur na he hamko markeet ko fake kehnay ka moukka milay ga aur na he ham lose ki recovery k liye kisi tukkay walay knowledge say kaam laingay.
                    Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy tohra loss ho bi jay to humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha ta k hum apna loss bi recover kar sakeny or sath main acha profit hasil kar sakty han is ley humy loss sy parshan ni hona chae ha is ley humy proper money management or risk management sy trading karni hon ge ia ley humy proper analysis or proper stop loss istamal kar k ache earning kar sakeny gy is ley forex trading ko ache tahra samjena ho ga or seekena ho ga tab he hum kamyab ho sakty han is ley humy ache trading k ley ache planning or strategy bana k ache earning kar sakty han forex trading main hum jtni mehnat karny gy utny he behtar trading kar sakeny gy
                    • #11 Collapse

                      Re: lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.

                      Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex m ham bagar knowledge k kamyab ni ho sakty hamy sb sy phly forex k mutaliq mukmal knowledge hasil krna bot zrori hota hy hmary pas agr acha knowledge hy to hamy forex forum py share krna chaiy hamy jis kam m loss hota hy ya jis kam m profit hota hy forum py hamy share krna chaiy ta k hmary knowledge ka dosron ko b faida hasil ho forex aik bot bara or profitable business hy is m hamy zyada mehnat ki zarort hoti hy agr hamy forex m loss hota hy to hamy forum m study kr k dakhna chaiy k kin wjohat sy hamy loss hoa ham apna knowledge forex forum m kam kr k bahter bna skty han hamy loss hota hy to us ki recovery k liay tukky bazi sy kam ni lyna chaiy balky apny knowledge or anylyses ko study kr k achi trading karni chaiy
                      • #12 Collapse

                        Re: lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                        dear mairay khyal say hamkoforex markeet k baray main achay say acha knowledge share krnay ka sab say best tareeka yahi hay k ham ko jis wajha say markeet main lose ho aur jis achi strategie ki wajha say achi earning ho hamko sirf unk baray main forum main discuss krni chaye jis main agar ham kahin pay ghalt hain to hamko us baray main correction milay ge aur agar jo hamara knowledge sahi hay us main hamko mazeed behtry milay ge aisa krnay say agar hamko lose bhi hota hay to ham right hongay aur aisi soch say hamko lose honay pay kabhi ghussa bhi nai hoga aur ham kisi jald baazi say bhi kaam nai laingay aur na he hamko markeet ko fake kehnay ka moukka milay ga aur na he ham lose ki recovery k liye kisi tukkay walay knowledge say kaam laingay.
                        Yah Baat to bilkul theek hai Ajab Hamen market Mein loss hota hai To Ham bahut hi jyada Pareshan Ho Jaate Hain aur ham har Mumkin koshish Karte Hain Ham is loss ko recover kar le lekin use Waqt Ham Apne patience Se Kam Nahin Karte aur bahut jyada emotional Ho Jaate Hain Jiski vajah se Hamen Kafi Jyada lot Ka Samna bhi karna pad sakta hai isliye apne aap ko aur apne motion se ko control Mein Rakha Jaaye to Jyada Achcha Hoga Kyunki emotions Forex trading business Mein Hamen Kamyab Nahin hone dete Agar Hamen is business Mein kamyabi Hasil karni hai to sabse pahle Apne motion ko control karna hoga ki unke loss or profit donon hi is business se ka hissa hai Bol Ke Duniya Ke Har Kisi Business mein yah donon Ek Sath hi Chalte Hain sometime Humne accha profit ho jata hai aur sometime Hamen log bhi ho jata hai isliye Pareshan hone se jyada Achcha hai ki Ham Dil lagakar kam Karen aur Jyada Se Jyada Forex trading ka knowledge or experience Hasil Karte Rahen FIR Hamen kamyabi Hasil ho jayegi
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: lose recovey k liye zid say aur bhi ziada lose ho sakta hay.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                          dear mairay khyal say hamkoforex markeet k baray main achay say acha knowledge share krnay ka sab say best tareeka yahi hay k ham ko jis wajha say markeet main lose ho aur jis achi strategie ki wajha say achi earning ho hamko sirf unk baray main forum main discuss krni chaye jis main agar ham kahin pay ghalt hain to hamko us baray main correction milay ge aur agar jo hamara knowledge sahi hay us main hamko mazeed behtry milay ge aisa krnay say agar hamko lose bhi hota hay to ham right hongay aur aisi soch say hamko lose honay pay kabhi ghussa bhi nai hoga aur ham kisi jald baazi say bhi kaam nai laingay aur na he hamko markeet ko fake kehnay ka moukka milay ga aur na he ham lose ki recovery k liye kisi tukkay walay knowledge say kaam laingay.
                          Los ka ho jana Koi Itni Badi baat nahi hai Jaisa ke Dekhne Mein a raha hai Forex trading business Ek bahut hi critical aur Mushkil business hai is male or se bahut hi aasani se aur jaldi a jata hai agar Ham Chahte Hain Ki Ham is business Mein survive Karte Rahen to loss Ho Jaane ke bad use recover karne ke liye market ko acche tarike se analyse Karen Kyunki market Mein Jab hi Hamen loss hota hai Jab Hamare analyse se galat ho Jaate Hain isliye agar aap Dobara se analyse kar lenge to aap free trade se Kafi Achcha profit Mile ke chances Se Ban Jaate Hain aur aapka loss bhi iske sath hi recover ho jata hai Pareshan hone ki jarurat Nahin Hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X