Aik waqt mai aik trade ka kia faida hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Aik waqt mai aik trade ka kia faida hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Dear members maira aap say sawal hai kay expert aur senior traders ki taraf say new aur junior traders ki taraf say aksar ye mashwara dia jata hai kay aik waqt mai aik trade open kerni chaiye. Aap sub kay khayal mai ye baat kaha tak theek hai aur aik waqt mai aik trade open kernay ka kia faida hai? Tafseeli jawaab say samjhain??
    Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main hum proper money management or risk management sy trading karny gy to humy loss ni ho ga forex trading main hum log behtar trading kar sakty han forex trading main aik time main aik he trade open karny or small lot open karny apny account k hessab sy or AGR ap ka account bara ha to phr ap different pair main aik sy ziada trade open kar sakty han par aik he pair main do trade ya aik he bari trade open na karny q k loss ho ga is ley humy proper money management or risk management sy trading kar k hum easily successful ho sakty han is ley humy apny account ko safe kar k trading karni chae ha ta k hum kamyab hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Dear members maira aap say sawal hai kay expert aur senior traders ki taraf say new aur junior traders ki taraf say aksar ye mashwara dia jata hai kay aik waqt mai aik trade open kerni chaiye. Aap sub kay khayal mai ye baat kaha tak theek hai aur aik waqt mai aik trade open kernay ka kia faida hai? Tafseeli jawaab say samjhain??
      Dear yeh ap pay depend karta hai kay ap jo analysis karty hain tu yeh ap pay depend karta hai kay ap kitni trade aik time mai open kar rahy hain. ap kay analysis aik sy zaida pairs mai hain or ap ka capital be acha hai tu ap aik sy zaida trade open kar sakty hain.Lekin jab ap apni trade main loss karty hain tu ap ko cheye kay us ki waja ap find karkay us ko khatam karain or phir lot size kay mutabiq ap aik ya aik sy zaida trade ko open kar kay achi earning ka sakty hain. so jab be trade karain analysis or risk management kay mutabiq ap open aik sy zaida kar kay faida hasil kar sakty hain.
       
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Ap aik time mai aik he trade ko open kar sakty hain esleye koshish karain kay jab be ap trade ko open ya close karain tu ap ko us ka faida ho sakta hai. Like ap aik time mai aik trade ko open karty hain tu ap ko cheye kay us ka risk level kam sy kam ho or sath main ap apni trading skills ko behtar karain. jis kadar woh bethar hogi ap ki aik trade jo open hogi woh be ap ko faida dy sakti hai.ap apni trade ko behtar karny kay leye zarori hai kay trade ko jab open karain kudh analysis karain or sub tools ka use kar kay aik trade sy risk free trade kar sakty hain.
         

        اب آن لائن

        Working...
        X