Jaiza:jab strategy signal day tu sath main kisi or strategy say bhi confirm karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:jab strategy signal day tu sath main kisi or strategy say bhi confirm karain.
    dear friends forex market main kuch log asi mistake karty hain jin ka khud unn ko pata he nahi hota jab bhi koi aik strategy signal da rahi hoti hai tu jaldi main he trade laga daity hain na he trend ko dekhty hain hai aur na he kisi other strategy ko jab bhi signal miley tu hmain 2 asi strategy say confirm karna chaheay jiss ka ap ky pas experience ho kabhi bhi aik he chez main signal milny par ap trade na karain sab sy pehly trend chek karian trend chek karny ky bad ap 2 say 3 strategy ko aik he chart main lga kar dekhain ager ap ko 2 ya 3 say signal same he mil raha hai tab ap ko trade lgani chaheay iss say ap ki trade or ziada accuracy main jay gee aur ziada win ho ge hamain hamesha high accuracy wali trade karni chaheay tab he hamra loss control main ho saky ga aur trade main acha resul ayy ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:jab strategy signal day tu sath main kisi or strategy say bhi confirm karai

    Dear agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai aik trading strategy select karni hai aus k baad ap ko aus trading strategy k hisab se hi kaam karna hai agar ap ko trading strategy k hisab se signal milta hai to aus mai ap ne trade lagani hai agar ap ko market mai koi signal ni mil raha to aus time ap ne ais market mai trade ni lagani hai kun k ais market mai ap jab bhi koi trade lagaty hai to aus k liay ap k pass valid reason ho jaisy ap ki trading strategy k hisab se trade banti hai to ap ais market mai sath koi confirmation dekh ley k ais market mai ap ne trade kaha se lagani hai jis se ap ka entry point acha ho aor ap ka stop loss kam ho aor take profit zayda ho aisy hi ap ko zayda faida ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:jab strategy signal day tu sath main kisi or strategy say bhi confirm karai

      Forex market may profitable trade lagne Kay liye humain mehnat karni chahye or sath sath strategy say profit Kay signal ary ho tu fOran say trade nahi lagni chahye koshish karain Kay kisi or strategies say bhi cOnfrm kar lyNa chahye ta Kay easily profit kamaya ja saky market strategy say hum andaza lagty hain Kay market ki movement up ja rai yah down or trade laga Kay acha profit kamaya ja sakta hai humsha trade say phaly trade Kay signals ko follow karna chahye mager kabi bhi kisi py depend nahi hona chahye koshish karni chahye Kay khud sy a market ka analysis kiya jiye or signal ko campare kiya jiye ta Kay acha experience bhi built ho or profit bhi earn kiya jiye...
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:jab strategy signal day tu sath main kisi or strategy say bhi confirm karai

        bilkul brother ap ney bohut he achi bat share ki hai ju aksar new trader mistake karty hain aur main bhi aksar yehi mistake karta hun forex main strategy ap 100% rasta nahi dekhati hai jab tk ap ka oss main experience na ho aur ap ny fundamental chek na i hai tu strategy kuch bhi nahi kar skty hain strategy froex main 20 say 30 percent kam daiti hai aur ap ko aik strategy par signal milny say signal ko follow nahi karna chaheay ap ko har tara ky analysis dekhny chahea tredn ko dekhna chaheay aur moving average dekhni chahea aur fibi dekhni chaheay jidher ziada strategy signal dain udher he app ko trade lgany ka socha ho ga ager ap aik he system par follow akrain gy tu ap ki trade win nahi hoge ager aik dafa win ho gee tu 5 dafa lose kary ge es lea har tarah ky analysis kar ky forex main order laina chahea phir he ap ki tarde main ziada wining ho saky ge.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:jab strategy signal day tu sath main kisi or strategy say bhi confirm karai

          Trading business mai trade kernay kay liye strategy hum khud banatay hain. Koi bhi trading plan jab trader banata hai tou usay bohat si cheezoo ka khayal rakhna hota hai. Jaisay kay market kay trends ko daikhna chaiye aur sahi tarekay say usay samajhna chaiye.Phir uss ki news ko confirm ker laina chaiye kay koi news tou nahi ai ya anay waali hai. uss kay baad sub ko mila kay analysis ker laina chaiye. Kisi expert tarder say discuss zaroor ker laina chaiye uss kay baad he trade ko open kerna chaiye. Iss tarah traders ko acha trading kernay ka moqa mil jata hai aur saath saath account bhi safe aur secure rehta hai.

          Traders ko trade open kernay say pehlay her pehlu say ghour ker laina chaiye takay baad mai pareshaani nahi ho kiyu kay aik choti si ghalti bhi bohat barey barey accounts wash kerwanay ka sabab bann jati hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Forex trading mein 1-day strategy se kaam lene ke liye sabse pehle aapko market ka technical analysis karna zaroori hota hai. Din ki shuruaat mein important support aur resistance levels identify karein. Price action aur candlestick patterns ka dhyan rakhein, jo entry aur exit points batate hain. Risk management ke liye stop-loss aur take-profit levels set karna zaroori hai. Economic news aur market updates par nazar rakhna bhi faida mand hota hai, kyunki yeh price movement ko affect kar sakti hain. Trading din ke end par apne trades ka review karna madadgar hota hai taake galtiyon se seekh sakain.

            اب آن لائن

            Working...
            X