lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..
    dear maine daikha hay mujhay jub jub markeet main lose hota hay to maira dil krta hay k mujhay is kaam ko chorr daina chaye laikin aap yeh batain k agar ham sab lose say dar kar is kaam ko chorr daitay hain to hamain aur kaamon main bhi lose ho sakta hay phir ham har ik kaam ko lose k dar say chortay jayengay to ham koi bhi kaam nai kr sakaingay is liye kamyabi k liye aur achi earning k liye hamko lose bardasht krnay ki salahiat ko paida krna hoga jo har kaam main kamyabi ka first step hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..

    Achi baat kahi dear aap nay. Personal experience share kerna bohat acha hai. Loss her jaga pay ho sakta hai. Koi bhi online business ho ya conventional business ho loss ka pata nahi hota. Koi maamooli sa nazar anay wala faisla bhi bohat barey loss kerwa daita hai. Loss say ghabra kay business chore daina aqalmandi bilkul bhi nahi hai. Forex trading mai bhi loss hota hai. Members kay account wash hotay rehtay hai magar himmat harnay say loss khatam nahi hotay naa he loss kamm hotay hain. Loss kay baad tension loss honay ki nahi bulkay uss ki wajah dhundnay ki hoto wo loss bhi faida he daitay hain. Traders ko loss kay baad apnay uper ziada control hona chaiye kiyu kay usay loss recover ker kay profit lainay ka pata hona chaiye.

    Loss ko aik lesson ki tarah laina ziada behtar hai. Aur loss ki reason ko learning aur knowledge say khatam ker kay new jazbay say trading kernay mai ziada faida hota hai
    • #3 Collapse

      Re: lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..

      Dear jab ap ais market mai koi bhi trade lagaty hai to ap ko ye pata hota hai k ais trade par kai pata loss ho jaye ais liay hum apni her trade k sath take profit aor stop loss lagaty hai aisy hi jab hum ais market mai agar loss kar lety hai to hum ko aus mai tension ni leni chaye kun k hum ne agar thora sa loss kia hai to hum aus ko asnai se recover kar ley gay aor aus k baad agar hum ne ais mai aus loss ko recover karna hai to aus ka hum ko plan bannana chaye agar hum ais market mai loss ko le k zayda risk lety hai to hum ais market mai apna loss kar sakty hai kun k ais market mai jo bhi tension leta hai to wo ghalti karta hai aor apna kafi zayda loss kar deta hai ais market mai loss se bachny k liay strategy k hisab se hi trade lagani chaye.
      • #4 Collapse

        Re: lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..

        Hir business may profit Kay sath sath loss bhi hota rahta hai is liye humain loss ki sorat may kabi bhi preshn nahi hona chahye balky confidence say face karna chahye or apni galtiyo ko recover karty hoe loss ko control karna chahye ta Kay mazeed loss ka samna na karNa pare forex trading business ek asi market hai jaha pay hum kam waqt may easily achi earning kama sakty hain ir is Kay sath sath humri wrong trade say hum apna sara profit or balance waste bhi kar sakty hain is liye forex pay trading karne say phaly humain koshish karni chahye Kay hum ziyda sy ziyda knowledge or information ko hasil karain or apni galtiyo ko identify karty hoe control karain galtiyo ko control karna bohat zarori hai planning Kay through humian chahye Kay hum forex may achi earning hasil karne Kay liye loss ko bardsht karna or control karna sikhain.....
        • #5 Collapse

          Re: lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
          lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..<br />dear maine daikha hay mujhay jub jub markeet main lose hota hay to maira dil krta hay k mujhay is kaam ko chorr daina chaye laikin aap yeh batain k agar ham sab lose say dar kar is kaam ko chorr daitay hain to hamain aur kaamon main bhi lose ho sakta hay phir ham har ik kaam ko lose k dar say chortay jayengay to ham koi bhi kaam nai kr sakaingay is liye kamyabi k liye aur achi earning k liye hamko lose bardasht krnay ki salahiat ko paida krna hoga jo har kaam main kamyabi ka first step hay
          Ji ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading start karnay say pehlay har traders ko yeh mind main rakh kar trade open karna chahiay k Forex trading main profit and loss dono parts of business hain Forex main har soorat main kamyabi nahi hoti kun k Forex aik profitable business honay kay sath sath aik risky business bhi hay es business main profit ki nisbat loss honay kay chances ziada hotay hain jis ki wajah yeh hay k Forex aik difficult business hay jisay har traders kay liay understand karna easy nahi hay es liay learning and knowledge gain karnay main kaheen kami reh jati hay jis wajah say trading main kai mistakes ho jati hain jis say un ko loss ho jata hay jis say us ko bohat ziada tension hoti hay jis ki wajah say woh next trade bhi thek taran open nahi kar patay jis say woh dis hart ho kar trading chornay ki sochtay hain tension say bachnay kay liay zarori hay k khud say investment na ki jay bal k Pak Forex Forum pay posting kar kay learning kay sath sath bonus bhi hasil karain aor phir esi bonus say trading karain es say loss ki soorat main ap ka bonus to wast ho ga lakin ap ka koi real paisa wast nahi ho ga es say ap ko ziada tension nahi ho gi aor ap easily apni tension pay control kar sakay gay.
          • #6 Collapse

            Re: lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..

            G han agar loss ho jaye to traders ko tension be hoti hay aur sath me loss recover karny ka pressure be traders feel karty hey es time agar traders emotions ko control karen aur sath me careful trading karen to us ki tension aur pressure kesi had tak release ho sakta hay, loss agar ho be jaye to es ka tension feel karny se loss recover nahi ho saky ga, traders ko chaye key es time apni trading strategies aur planing me changing kary ta key us ki tension me kami a saky aur us key loss recover karny me asani be feel ho saky.
            • #7 Collapse

              Re: lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..

              yes dear app ki bat bilkul thek ha forex main loss har kisi ko hota hai mager loss hony ky bad ager ap uss loss say milny wala lesson ka pata chal jay tu ap ko jab again loss ho ga tu ap ziada khush hongy ky ap ko uss loss ki waja say sekhny ko kuch mil raha hai iss lea loss hamri mistake ko ujagar karny ky leay aik besty chez hai jab loss ho jay tab ap ko fiker nahi karni chaheay aur uss loss say ap ko experience sekhna chaheay jab ap loss say learn karain gay tu ap ko apna loss bhol jay ga is lea froex business ho ya dunia ka koi bhi business uss main loss pehly samny rakhty hain aur profit bad main rakhty hain kyon ky jab bhi koi business start kia jata hai tu us main kam ko kam experience hota hai jiss say shuru shuru main ap loss he karty hain laykin jesy jesy time pas hota jata ha wesy he ap ko experience hota jata ha.
              • #8 Collapse

                Re: lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..

                Assalamu Alaikum dear Forex member ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai Loss ke baad tension to Ek Aam si Baat Hai Lekin station per Kabu Pana aur dobara se acche se mehnat Karke hard work ke sath dwara kam Shuru kar dena ISI Mein Hamari kamyabi aur successful karao Chhupa hua hai agar Ham Lo Uske bad Himmat Har Jaate Hain aur Hamen tension mein rehte hain aur tension mein trading Karte Hain To isase Hamen samajh nahin aati aur acche se samajh Nahin paate trading galat kar Baithe Hain aur galat lagne Lagte Hain jisse Hamen aur Jyada loss ho jata hai aur Hamara count wash hota hai isliye tension Nahin leni chahie bilkul mind ko fresh kar dena chahie Jo Hua Use per mehnat Karke apni galtiyan ko theek Karke Dobara se kam Shuru karna chahie aur tabhi aapas Mein successful ho sakte hain aur acchi earning Karke Ek acche Businessman Ban sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..

                  G Han Dear Is Me Koi Shaq Nai Jesa Apne Kaha Loss Ke Bad Tension Tu Hoti Hay Or Bnda Hbimmat Har Jata Hy Magar Hum Sab Ko Us Loss Ki Waja Talaash Karni Chaiye Or Himmat Karkey Trading Ko Bagair Tension Ke Last Loss Ko Bhulate Howe Karni Chaiye Hy.
                  Na Key Recent Loss Ko Sar Par Sawar Karkey Trading Karen Or Mazeed Losss Karein. Loss Howa So Howa Humey Agye Or Or Or Strong Hokar Achi Umeed Ke Sath Mehnat Karn Chaye Hy.
                  # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                  • #10 Collapse

                    Re: lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..

                    Pyare doston foreign currency trading ek mushkil business hai aur is mein survival ke liye ye aap ko achi khasi learning Hasil karni hogi. Human emotions hoty he easy Hain ki jab bhi kisi business mein last hota hai tu insan ek dafa disheart ho jata hai magar ache trader ki nishani yahi hai ki jo apne loss se a learn Karen aur ye jaiza lain ki kis vajah se loss hua hai. Tamam logo ko koshish karni chahie ki apni mistake ko apne future trade mein repeat na Karen. Apna focus Forex trading ki learning per rakhen jaise jaise ap earning hasil karte jaenge aap ka confidence build hota jaega aur ek din aap ache trader banenge. Forex trading aik bahut acha business hai aap is se this hurt mat hoon aur apni learning jari rakhen yahi aap ko fayda degi.
                    • #11 Collapse

                      Re: lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..

                      Yeh bohot he natural baat hai ke ager traders ko loss ho jiye tu woh iss time per tension feel karty hani. Iss tension ko koi b traders rook nai sakta hai. kion ke loss kay baad tension new traders aur expert traders sab ko he hoti hai.
                      Lakin iss tension ke waja say asal problem yah hota ha traders market mai tension ka effect lay kar ghalat decsaion making start kar daite hain jis ke waja bohot ziada losses ka samna karna parh jata hai.new traders aik loss ke tension ke baad apni trading ko buri trah say effect kar laite hain lakin expert traders yeh nai hony daite hain.
                      Iss liye point ke baat yeh hai ke ager loss ke baad tension ho tu phir iss tension ko apni trading per havi na hony dain aur tension mai trading kay faisay na Karin.
                      • #12 Collapse

                        Re: lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                        dear maine daikha hay mujhay jub jub markeet main lose hota hay to maira dil krta hay k mujhay is kaam ko chorr daina chaye laikin aap yeh batain k agar ham sab lose say dar kar is kaam ko chorr daitay hain to hamain aur kaamon main bhi lose ho sakta hay phir ham har ik kaam ko lose k dar say chortay jayengay to ham koi bhi kaam nai kr sakaingay is liye kamyabi k liye aur achi earning k liye hamko lose bardasht krnay ki salahiat ko paida krna hoga jo har kaam main kamyabi ka first step hay.
                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main humy loss bi ho sakta ha or profit bi par is k ley humara zahan ready hona chae ha forex trading main loss tab he hota jab hum bagar analysis bagar planning or bagar strategy k trading star karty han is ley humy chae ha pehly humy learning karni chae ha demo account main practice karny ta k humy maximum knowledge or experience hasil ho or phr is knowledge or experience k mutabiq trading karny chae loss ho ya profit humy apny emotions or greedy ko control karna ho ga tab he humy success mil sakti ha wasy hum ny loss he karna ha is ley humy proper learning karni chae ha us baad trading start karny or humy apny ap ko fully control rakhna ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..

                          forex trading aik hard work or difficult bussiness hy is main loss b hota hy or profit b hasil hota hy jo log baghair mahnat k or knowledge k kam karty han wo loss uthaty han loss k bad tention to hoti hy par hamyn kaboo main rakhna chahya jab hamyn loss hota hy to hum apni mistake par tawaja dyn agr hum apni ghaltion py tawaja nai dyn gy un ko sai nai karyn gy to again loss ho ga tention ki bjay apni mistake thek karyn ta k loss sy bach sakyn or hamyn forex trading tools ko samjhyn .ta k zayada sy zayada fayda ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: lose k baad tention to hoty hay laikin usay kaboo main rakhna he kamyaabi hay..

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                            dear maine daikha hay mujhay jub jub markeet main lose hota hay to maira dil krta hay k mujhay is kaam ko chorr daina chaye laikin aap yeh batain k agar ham sab lose say dar kar is kaam ko chorr daitay hain to hamain aur kaamon main bhi lose ho sakta hay phir ham har ik kaam ko lose k dar say chortay jayengay to ham koi bhi kaam nai kr sakaingay is liye kamyabi k liye aur achi earning k liye hamko lose bardasht krnay ki salahiat ko paida krna hoga jo har kaam main kamyabi ka first step hay.
                            Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha humy jab bi loss ho to humy tension ni lani chae ha balky apny mind ko fresh rakh k trading karny or proper analysis kar k ache trading kar sakty han is ley humy proper money management or risk management sy trading karni chae ha forex trading main humy loss ni ho ga or behtar trading karny gy or kamyab ho sakeny gy is ley humy proper money management or risk management sy trading karny gy to hum kamyab ho sakty han forex trading main humy loss ho to humy apny emotions ko control main rakhna ho or loss ki tension ni lani ho ge or proper analysis k bad trading karny gy to hum kamyab ho sakeny gy tension lan gy to or ziada loss k chance ho sakty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                              dear maine daikha hay mujhay jub jub markeet main lose hota hay to maira dil krta hay k mujhay is kaam ko chorr daina chaye laikin aap yeh batain k agar ham sab lose say dar kar is kaam ko chorr daitay hain to hamain aur kaamon main bhi lose ho sakta hay phir ham har ik kaam ko lose k dar say chortay jayengay to ham koi bhi kaam nai kr sakaingay is liye kamyabi k liye aur achi earning k liye hamko lose bardasht krnay ki salahiat ko paida krna hoga jo har kaam main kamyabi ka first step hay.
                              Jab ap apni trading mai loss karty hain tu ap ko cheye kay woh reason find karain. Reason find karny kay bad he ap apni strategy ko update kar sakty hain or us kay mutabiq ap apni trading mai loss or faida ho sakta hai. Esleye apni trading skills ko time to time ap behtar karain or es tasrha ap apni trade ko achy sy manage kar sakty hain. kudh kay analysis karain or us kay sath ap apni trading mai jo trades close karty hain woh analysis ki values kay mutabiq close karain. ap apni trade ko behtar karny main loss ko kam sy kam kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X